US APPI YEH APP K LEYAI
jab mairi yaad aye tu rukna mat
mairay pass laut ana
jab raat ka diya bujh jaye
aur khuch saaf nazar na aye
tu darr na mat
mairay pass laut ana
jab bin badal barsat ho jaye
or tumhay rasta na mil paye
tu udass mat hona
mairay pass laut ana
jab saas ki doori toote
or koi apna tumhay lote
tu mayyoos mat hona
mairay pass laut ana
jab dil tumhara toote
or kisi ka saath tum say chootay
tu ansoo mat bahana
mairay pass laut ana
apni khoshi say chor k gai ho tum
mere jazbat'pyar'aitbaar
ko tor k gai ho tum
phir bhi mairi yaad ager aye
or ankhain tumhari bhar ayein
tu sharminda mat hona
mairay pass laut ana
mas itna kahna chahti hoon
ke hamesha intezaar karoon gi
mager jab tumhay mairi yaad aye
to rukna mat
mairay pass laut ana
jab mairi yaad aye tu rukna mat
mairay pass laut ana
jab raat ka diya bujh jaye
aur khuch saaf nazar na aye
tu darr na mat
mairay pass laut ana
jab bin badal barsat ho jaye
or tumhay rasta na mil paye
tu udass mat hona
mairay pass laut ana
jab saas ki doori toote
or koi apna tumhay lote
tu mayyoos mat hona
mairay pass laut ana
jab dil tumhara toote
or kisi ka saath tum say chootay
tu ansoo mat bahana
mairay pass laut ana
apni khoshi say chor k gai ho tum
mere jazbat'pyar'aitbaar
ko tor k gai ho tum
phir bhi mairi yaad ager aye
or ankhain tumhari bhar ayein
tu sharminda mat hona
mairay pass laut ana
mas itna kahna chahti hoon
ke hamesha intezaar karoon gi
mager jab tumhay mairi yaad aye
to rukna mat
mairay pass laut ana