Dedication For Star24 Siso

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
hahaha :p asan tarika apply kiya hua hai ab kafi kam ho gaey hain,,warna mujh sey sey bhi smoke ki smell ati thi itna ghar mai smoke hota tha,,log kehtey they tum ney kab start ki smoking :)) :))
yeh to hai.... uski smell bahot buri hoti.
@Kavi @zaryaab @Ally k avi dekh kar hi har tarf dhuwaaN dhuwaaN sa lagta hai.
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
pehle pehl araam karo gi
koyi na ghar ka kaam karo gi
phir badlay ga rang humara
hum dekhein gay dhang tumhara
subah shaam choolha jalana paray ga

.
.
.
.

.
.
to kiya rang dikhaya aap ne?
sughaRh-pan ka ya........................:))
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
pehle pehl araam karo gi
koyi na ghar ka kaam karo gi
phir badlay ga rang humara
hum dekhein gay dhang tumhara
subah shaam choolha jalana paray ga

.
.
.
.

.
.
to kiya rang dikhaya aap ne?
sughaRh-pan ka ya........................:))
G han :D next day nashta bnaya tha bread mai lays chips aur khajoorain dal kr kya creativity thi :)) haha wo nashta aj tak nhi bhoolta haha
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
G han :D next day nashta bnaya tha bread mai lays chips aur khajoorain dal kr kya creativity thi :)) haha wo nashta aj tak nhi bhoolta haha
aap k hansnay se lag raha k waqyi CREATIVITY hi rahi ho gi.
Aap khushi se cooking karti haiN yaa bojh samjh kar?
 
Top