LOL Indian film bun gai hai.
Laikin wo larki bar'i maghroor haseena hoti hai wo kisi ko lift naheen karati jub wo us ka address phone number mangta hai (gana ga kar kuch to bata kuch to bata, ghar ka number phone ka pata lol) to wo apni sandal utar kar uskay sir pay itna marti hai kay wo bayhosh ho jata hai