Faraz Sms

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Very Last Ghazal Of Ahmed Faraz

Gham-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha Hai Koi

Chale Aoo Duniya Se Ja Raha Hai Koi

Azal Se Keh Do Ruk Jayee Do Ghari

Suna Hai Aane Ka Wada Nibha Raha Hai Koi

Wo Is Naaz Se Bethe Hain Laash K Pass

Jese Ruthay Hoe Ko Mana Raha Hai Koi

Palat Kar Na Aa Jayen Phir Saans

Itnay Haseen Hathon Se Mayyat Saja Raha Hai Koi
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Wo Dhoondte Rahay Hame Idhar Udhar Shayad Unhe Hamari Taalash thi,

FARAZ

Par Afsoos Jis Qabar ParThay Qadam Unk Usi Mein Humari Laash Thi
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
'Taash Ke Paton ki Manind hai Zindage Meri..

~.FARAZ .~

'Jis Kisi ne bhi Khela Taqseem Kar Diya Mujhey..!
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Apne ahbaab se ummid thi tum se tu na thi "FAYYAZ"

dast-e-tanhai me tum ne bhi mujhe tanha chor diya.
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Kbhi Himmat Tou Kbhi Hosley Se Haar Gaye

Hum Bad-naseeb Thay Jo Her Kisi Se Haar Gaye

Ajeeb Khel Ka Medaan Hy Ye Dunya Faraz

K Jis Ko Jeet Chukey Usi Se Haar Gaye
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada

Khud ko Chuntay Huwey Din Saara GuzaR JaaTa Hai "Faraz"!

Phir Hawa ShaaM Ki Chalti Hai To Bikhar Jaate Hein..~!
 
Top