Others From The Camera Of ~thefire1~ - Part 4 (pak Muqamaat)

  • Work-from-home

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Assalaam-O-alaikum TMians

Aaj main aap kay saath aik bohat hi special thread share karna chahta hoon, meray safar main jo bohat hi nayab aur khoobsurat muqaamaat main nay visit kiye hain, un may say kuch ki pictures aap sab ki khidmat main paish kar raha hoon, umeed hay you would like them

1. Ashab-e-KahfYeh Jordan (jissay Bilad-a-shaam) say bhi pukaara jaata hay, aur As-shaam ko sarzameen-e-anbiya AS bhi kaha jaata hay....main waaqyia hay, aik ghaar hay jo kay aik pahaR per waaqiya thii, yahan aik masid bhi taameer hay, aur iss ghaar main 8 qabrain hain.. aur aik showcase hay jiss main woh bartan rakhay hain jo yeh ashaab istimaal kia kartay thay, ghaar kay bahar zaitoon kay darakht aur aik paaani ka kuwaan bhi hay!

2. Maqam-e-Khizar Alah-e-salaam
Raat honay ki waja say main yahan daaakhil nahin ho saka, magar bahar say tasweer lay lii jo kay zindagi ki yaadgaar hay! Yeh bhi JORDAN main hi hay.

3. Maqam-e-Shoaib Alah-e-salaam
Yahan bhi aik masjid tameer hay aur isi masjid main qabar-e-nabi moujood hay, yeh bhi JORDAN main hi waqayiia hay.

4. Maqam-e-Ayoob Alah-e-salaam
Yahan aik darakht tha jahan hazrat Ayoob Alah-e-salaam baith kar ibaadat kia kartay thay aur dars dia kartay thay, yeh darakht jala dia gaya hay, kaafi dhoodnay per yeh maqam nahin mila, albatta board say andaaza yehi lagaya jaa sakta hay kay maqam yahin hay. Yeh bhi JORDAN main hay.

5. Maqam-e-Hazrat Yousha Bin Noon Alah-e-slaam
Yahan bhi aik masjid tameer ki gayii hay, aur Nabi Yosha AS ka kunwaan bhi hay jahan say main nay paani bhi piya, Nabi kay kunway say paani peenay ka lutf hi aur tha, bohat hi thanda aur meetha paani tha. Yeh qabar baaqi tamam qabar say bohat lambi hay.... actually yahan 3 adad qabrain thii aur sahii maloom nahin tha kay Nabi ki qabar kaun see hay issi liye inhain aapas main mila dia gaya hay. Yeh bhi JORDAN main hay.

6. Maqam-e-Haroon Alah-e-Salaam
Hazrat Haroon AS ki qabar bhi JORDAN main hii hay, jisay Waadi-e-Moosa AS bhi kaha jaata hay, kaafi door safar karnay kay baad yahan poohanctay hain aur safar bhi Khachar yaa ghday per.....

7. Maqam-e-Habeel Alah-e-Salaam
Yeh muqaam SYRIA main hay jo kay Bilad-as-shaam ka hi hissa hay. Kaafi ouncahii per yeh qabar waaqia hay magar car say rasayiii kii jaa saktii hay.

8. Maqam-e-Sayedna Zainab Razi ALLAH Anha
Yeh bhi SYRIA main hi, andar ki tasweer main nay ahtiraman nahin lee.... kay Khatoon ki qabar hay!

9. Maqam-e-Hazrat Yahya Alah-e-salaam
Yeh muqaam bhi SYRIA main hay, Masjid-e-omawi main waqayia hay.

10. Masjid e Qurtuba
SPAIN main moujod hay... iss ki history aur ahmiyat say tou hum sab hi waaqif hain.

11. Maqam-e-Ibn-e-Batoota RH
Ibn-e-batoota ki qabar Morocco main waqayia hay, bohat muskhil raasta hay inn ki qabar ki rasayii ka, yeh Morocco kay ilaaqay Tangier main moujood hay jahan say Hazarat Tariq Bin Ziyad RH nay SPAIN ki fatah kay liye kooch kia tha.

Main nay muqtasran har picture per commentry ki hay, please do not hesitate to ask me if you need any further details, I will be happy to share the same with you.

Khush rahyeh aur mujhay duaoon main yaad rakhyeh.

Fi amaan ALLAH

@h@!der @Shizu @Hoorain @Seap @Shiraz-Khan @Fanii @fouziakhan @Rubi @Hira_Khan @fatimanoor @NailaRubab @Fantasy @sony @DesiGirl kindly tag other please :)
 
  • Like
Reactions: Rubi and Shizu

fatimanoor

Active Member
Jul 6, 2014
374
340
63
Rawalpindi
Bohat he khoubsorat sharing hy. We all may be cannot go and see. But this internet visible everything and we can see all places.
Maqam-e-Hazrat Yousha Bin Noon Alah-e-slaam (this made me scared :( just see how long the height... Allah ka moujza hy . perha tu hota hy per jab ankhon say daikho tu dil larz jata hy).

Thanks for sharing such a informative pictures.
 
  • Like
Reactions: thefire1

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
Walaikum slam mashaa Allah beautiful places :joy very informative sharing :-bd thanks for sharing :)
 
  • Like
Reactions: thefire1

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Thank you for your kind words Fatima.

Dua hay kay ALLAH SWT aap ki aankhon ko bhi inn khoobsurat maqaamaat dekhna naseeb farmayay AMEEN.

Yehii haal mera tha jab main nay apni ankhon say iss qabar ka deedaar kia tha, phir wahan moujood Imam say main nay tafseel poochii tou unhoon nay bataya tha kay iss maqaam per 3 qabrain thii aur kaun sii Hazrat Yosha Bin Noon Alah-e-salaam kii thii iss ka pata nahin tha iss liye 3 qabroon ko aik kardiya gaya tha..

Phir imam nay mujhay Hazrat Yosha Bin Noon Alah-e-salaam kay Kunwain (Well) ka thanda thanda paani pilaya.... Nabi kay kunwain ka paani pee kar bohat acha laga aur refersh bhi... yahan per Nabi kay naam ki masjid bhi hay jahan namaz ada kii :) bohat pursukoon aur dil ko tasalli dainay waala mahool tha.

Khush rahyeh

Bohat he khoubsorat sharing hy. We all may be cannot go and see. But this internet visible everything and we can see all places.
Maqam-e-Hazrat Yousha Bin Noon Alah-e-slaam (this made me scared :( just see how long the height... Allah ka moujza hy . perha tu hota hy per jab ankhon say daikho tu dil larz jata hy).

Thanks for sharing such a informative pictures.
 
fatimanoor

Active Member
Jul 6, 2014
374
340
63
Rawalpindi
Thank you for your kind words Fatima.

Dua hay kay ALLAH SWT aap ki aankhon ko bhi inn khoobsurat maqaamaat dekhna naseeb farmayay AMEEN.

Yehii haal mera tha jab main nay apni ankhon say iss qabar ka deedaar kia tha, phir wahan moujood Imam say main nay tafseel poochii tou unhoon nay bataya tha kay iss maqaam per 3 qabrain thii aur kaun sii Hazrat Yosha Bin Noon Alah-e-salaam kii thii iss ka pata nahin tha iss liye 3 qabroon ko aik kardiya gaya tha..

Phir imam nay mujhay Hazrat Yosha Bin Noon Alah-e-salaam kay Kunwain (Well) ka thanda thanda paani pilaya.... Nabi kay kunwain ka paani pee kar bohat acha laga aur refersh bhi... yahan per Nabi kay naam ki masjid bhi hay jahan namaz ada kii :) bohat pursukoon aur dil ko tasalli dainay waala mahool tha.

Khush rahyeh
_____________________________________________
Wow, This is so amazing to listen about this all...
I always think men are so lucky. They can do what women cannot do :) Like journey, getting out to home and can do much much things . Jihad :)
Selecting in ARMY and fighting :)

I know everyone will say women can do also. But not everything is possible for all...
 
AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
MashaALLAH bohat hi KhoobSurat :) mashALLAh khase Lucky hain aap..Allah sab ki Naik Jayez Tamnaaon ko poora kare.
Ameen!
 
thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
You are right @fatimanoor ... Men do have this kind of freedom to travel and participate in Jihad etc. But Women play their part in this world, there are many things which is not possible for a man to achieve but a woman does it..... ALLAH SWT has equally blessed both the genders and they have their own ability and speciality to perform certain job which is impossible for opposite gender. Khush rahyeh :)
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
Assalaam-O-alaikum TMians

Aaj main aap kay saath aik bohat hi special thread share karna chahta hoon, meray safar main jo bohat hi nayab aur khoobsurat muqaamaat main nay visit kiye hain, un may say kuch ki pictures aap sab ki khidmat main paish kar raha hoon, umeed hay you would like them

1. Ashab-e-KahfYeh Jordan (jissay Bilad-a-shaam) say bhi pukaara jaata hay, aur As-shaam ko sarzameen-e-anbiya AS bhi kaha jaata hay....main waaqyia hay, aik ghaar hay jo kay aik pahaR per waaqiya thii, yahan aik masid bhi taameer hay, aur iss ghaar main 8 qabrain hain.. aur aik showcase hay jiss main woh bartan rakhay hain jo yeh ashaab istimaal kia kartay thay, ghaar kay bahar zaitoon kay darakht aur aik paaani ka kuwaan bhi hay!

2. Maqam-e-Khizar Alah-e-salaam
Raat honay ki waja say main yahan daaakhil nahin ho saka, magar bahar say tasweer lay lii jo kay zindagi ki yaadgaar hay! Yeh bhi JORDAN main hi hay.

3. Maqam-e-Shoaib Alah-e-salaam
Yahan bhi aik masjid tameer hay aur isi masjid main qabar-e-nabi moujood hay, yeh bhi JORDAN main hi waqayiia hay.

4. Maqam-e-Ayoob Alah-e-salaam
Yahan aik darakht tha jahan hazrat Ayoob Alah-e-salaam baith kar ibaadat kia kartay thay aur dars dia kartay thay, yeh darakht jala dia gaya hay, kaafi dhoodnay per yeh maqam nahin mila, albatta board say andaaza yehi lagaya jaa sakta hay kay maqam yahin hay. Yeh bhi JORDAN main hay.

5. Maqam-e-Hazrat Yousha Bin Noon Alah-e-slaam
Yahan bhi aik masjid tameer ki gayii hay, aur Nabi Yosha AS ka kunwaan bhi hay jahan say main nay paani bhi piya, Nabi kay kunway say paani peenay ka lutf hi aur tha, bohat hi thanda aur meetha paani tha. Yeh qabar baaqi tamam qabar say bohat lambi hay.... actually yahan 3 adad qabrain thii aur sahii maloom nahin tha kay Nabi ki qabar kaun see hay issi liye inhain aapas main mila dia gaya hay. Yeh bhi JORDAN main hay.

6. Maqam-e-Haroon Alah-e-Salaam
Hazrat Haroon AS ki qabar bhi JORDAN main hii hay, jisay Waadi-e-Moosa AS bhi kaha jaata hay, kaafi door safar karnay kay baad yahan poohanctay hain aur safar bhi Khachar yaa ghday per.....

7. Maqam-e-Habeel Alah-e-Salaam
Yeh muqaam SYRIA main hay jo kay Bilad-as-shaam ka hi hissa hay. Kaafi ouncahii per yeh qabar waaqia hay magar car say rasayiii kii jaa saktii hay.

8. Maqam-e-Sayedna Zainab Razi ALLAH Anha
Yeh bhi SYRIA main hi, andar ki tasweer main nay ahtiraman nahin lee.... kay Khatoon ki qabar hay!

9. Maqam-e-Hazrat Yahya Alah-e-salaam
Yeh muqaam bhi SYRIA main hay, Masjid-e-omawi main waqayia hay.

10. Masjid e Qurtuba
SPAIN main moujod hay... iss ki history aur ahmiyat say tou hum sab hi waaqif hain.

11. Maqam-e-Ibn-e-Batoota RH
Ibn-e-batoota ki qabar Morocco main waqayia hay, bohat muskhil raasta hay inn ki qabar ki rasayii ka, yeh Morocco kay ilaaqay Tangier main moujood hay jahan say Hazarat Tariq Bin Ziyad RH nay SPAIN ki fatah kay liye kooch kia tha.

Main nay muqtasran har picture per commentry ki hay, please do not hesitate to ask me if you need any further details, I will be happy to share the same with you.

Khush rahyeh aur mujhay duaoon main yaad rakhyeh.

Fi amaan ALLAH

@h@!der @Shizu @Hoorain @Seap @Shiraz-Khan @Fanii @fouziakhan @Rubi @Hira_Khan @fatimanoor @NailaRubab @Fantasy @sony @DesiGirl kindly tag other please :)
WS...
bht piari n informative sharing... MASHA'ALLAAH
JAZAKALLAAHU KHAER itni achi info share ki humsey....
 
  • Like
Reactions: thefire1

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
walaikum salaam
masha'ALLAH
sath aap jo thori thori details b dy rhy ho..wo kaam sbsy acha hy :-bd

Top