Hadees Of The Day

  • Work-from-home

cuteninnocent90

Regular Member
Sep 3, 2008
89
33
1,118
Karachi
Hazrat Abdullah bin umer (R.A) se riwayat hai k Nabi (s.a.w) ne fermaya Jannat ramazan k liye saal k aaghaaz se aaney waley saal tak (yani aik ramazan k khatmey se agley ramazan ki amad tak) sajai jati hai. JAb ramazan ka pehla din ata hai tu arsh k neechey aik hawa chalti hai jo jannat k paton mein guzarti hoi aaho chashm horon k oper pohancti hai. Iss hawa ko pa ker horein kehti hain k Aye Humarey Rab! humain apney (naiko'kaar) bando mein se ayse shohar ata ker jin se humari aankhein thandhi ho'n aur jin ki aankhein hum se thandi ho'n
 

cuteninnocent90

Regular Member
Sep 3, 2008
89
33
1,118
Karachi
Hazart Abbu huraira (R.A) bayan kertey hain k Nabi (s.a.w) ne fermaya Ramazan ki aakhri raat ko mairi umat ki maghfirat ho jati hai. Sahaba Akram (R.A) ne arz kya, Ya Rasool (s.a.w) kya yehi woh laila tul qader hai? Aap (s.a.w) ne irshad fermaya: nahi, bal-k mazdoor ko iss ki mazdoori uss waqt di jati hai jab woh kaam mukammal ker laita hai..
 

cuteninnocent90

Regular Member
Sep 3, 2008
89
33
1,118
Karachi
Hazrat Abdullah bin abbas (R.A) bayan kertey hain k Rasool Pak (s.a.w) ka tareeqa yeh tha k jab ramazaan aata tha tu Aap (s.a.w) her aseer ko riha ker daitey the aur her saael ko kuch na kuch daitey the.
 

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
Subhanallah JazakAllah nice job u-s sis
 

stranger_4u

Regular Member
Aug 24, 2008
66
28
18
Bukhari, Volume 3, Fasting
--------------------------------------------------------------------------------

Hadith #: 164 Narrater: Aisha (the wife of the Prophet Muhammad (peace be upon him))

Hamza bin 'Amr Al-Aslami asked the Prophet(peace be upon him), "Should I fast while traveling?" The Prophet (peace be upon him) replied, "You may fast if you wish, and you may not fast if you wish."
 
Top