awein nahi hansa karo naaa
@vicky us time ap ayay nahi or ab to cake khatum ho gaya..next ka w8 kijyay
oh God yeh coffe to abhi abhi vicky ko mannay k lie banaye hai.abhi aik mana nahi or dosra pehle naraz ho gaya..jao may tum dono se naraz ho gai..ab tum dono mughe manaoo
@ Vicky main bhi hamesha mannany walay kamo say bhagti aye hon..tubhe mughe bhi yeh sab nahi ata to aisa kaha