*** Islamic QUIZ ***

  • Work-from-home
Jun 21, 2010
91
44
0
45
magrib ki namaz ka waqt kiya kum hota he ?{(thinkg)}?azan k foren bad nmaz perhen warna qaza hojati he?{(thinkg)}
نماز مغرب كا وقت:
نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم كا فرمان ہے:
" اور نماز مغرب كا وقت سرخى غائب ہونے تك ہے "
يعنى عصر كا وقت ختم ہونے كے فورا بعد مغرب كا وقت شروع ہو جاتا ہے، جو غروب آفتاب سے ليكر سرخى غائب ہونے تك رہتا ہے.
اور جب آسمان سے سرخى غائب ہو جائے تو مغرب كا وقت ختم ہو كر عشاء كا وقت شروع ہو جاتا ہے، گھڑى كے مطابق اس وقت كى تحديد موسم مختلف ہونے سے مختلف ہو گى، اس ليے جب ديكھا جائے كہ افق سے سرخى غائب ہو گئى ہے تو يہ مغرب كا وقت ختم ہونے كى دليل ہے.
Karachi main suraj guroob hune ke baad ye taqreban 1 ghanta(hour) 18 minute ka hota hai phir isha ka waqt shuroo ho jata lekin sawab suraj guroob hone ke foran baad perhine se ziyada hoga late perhine se namaz to ho jae gi per sawab kam hoga
Allah kami beshi maaf farmaye ameen
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
میرا سوال بھائی یہ تھا کہ قرآنِ کریم میں لفظ 'انگلی' یا انگلیاں' کتنی بار آیا ہے؟ اشارہ: اسکا جواب آپ کے ہاتھ میں ہے، شکریہ۔
Janab jahan tak hamne tahqeeq ki hame do aayat mili hain jinme unglion ka zikr hai

aap iske aur wazahat karden Jazakallah khair

Al-Baqara (2) Ayat (verse) No.: 19

أَوْ كَصَيِّبٍ مِّنَ السَّمَاءِ فِيهِ ظُلُمَاتٌ وَرَعْدٌ وَبَرْقٌ يَجْعَلُونَ أَصْابِعَهُمْ فِي آذَانِهِم مِّنَ الصَّوَاعِقِ حَذَرَ الْمَوْتِ واللّهُ مُحِيطٌ بِالْكافِرِينَ
http://quran.al-islam.com/Recite/CRecite_g2.asp?s=2&f=19&Reciter=1

Or like a rainstorm from the sky , wherein is darkness , thunder and the flash of lightning . They thrust their fingers in their ears by reason of the thunder-claps , for fear of dead Allah encompasseth the disbelievers ( in His guidance ) .

Nuh (71) Ayat (verse) No.: 7

وَإِنِّي كُلَّمَا دَعَوْتُهُمْ لِتَغْفِرَ لَهُمْ جَعَلُوا أَصَابِعَهُمْ فِي آذَانِهِمْ وَاسْتَغْشَوْا ثِيَابَهُمْ وَأَصَرُّوا وَاسْتَكْبَرُوا اسْتِكْبَاراً
http://quran.al-islam.com/Recite/CRecite_g2.asp?s=71&f=7&Reciter=1
And lo ! whenever I call unto them that Thou mayest pardon them they thrust their fingers in their ears and cover themselves with their garments and persist ( in their refusal ) and magnify themselves in pride .
 
*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
q konsi maan ka heq zyada he???????,wo jo sirf pada kerti he,ya wo jo pal ps k bara kerti he apna waqt bache ko deti he ,talimwterbiyet deti he
q,kiya kala reng ki bangels nazer se bachati he?????
q.kkiya geerer k khal wala tawiz gale me dalen to jin door bagte hen??????
q.kiya zaroori he jumerat k din allah k nam ki niyyaz sufad colour ki ho(chum chum ,barfi,sufad hulwa)???????
q.safer ka mounth bhari hota he to kiya sirf is mounth me log nmaz perhte hen k bhari he namaz perhne wala bach jae ga to allah sirf chund din ki namaz dekh k cbacha leta he afat se????kiya ye cheating nahi

---------- Post added at 10:34 PM ---------- Previous post was at 10:33 PM ----------

allah k sath

---------- Post added at 10:35 PM ---------- Previous post was at 10:34 PM ----------

kon bache ga afat se wo roz perhta he ya wo jo sirf is munth me????

---------- Post added at 10:36 PM ---------- Previous post was at 10:35 PM ----------

zawal ka wqt koi kam nahi kerna????what is zwal time????nahana bhi nahi ,quran tek nahi perhna???/
 
Maa kesi bhi ho awlad ke liye us ki izat karna us ka kehna manna zarori hai sirf ghar sharai baat nahin maani jae gi, awlad to us maa ki aik raat ka haq ada nahin kar sakti

Kala bangle, taweez,
jumerat k din allah k nam ki niyyaz ye sab cheezen hinduon ke sath rehne ki waja se aa gaye hain

Huzoor Sallahu Alh wasalam ne farmaye mafhoom hai ke jis sakhas ne safar ke month ko manhoos/ bhari samja wo ahde jahalat ke aqeday per hai

Rooz namaz perhine wala hi kaamyab hai

Zawal ke waqt sirf sajda nahin kar sakte namaz nahin parh sakte bakya tamam kaam kar sakte hain Quran bhi parh sakte hai nahana dhona bhi kar sakte hain
 
thanks but zawal kiya hota he???:(

---------- Post added at 04:34 AM ---------- Previous post was at 04:30 AM ----------

safer k mounth me 365 ate ki goliya bana en phir her goli p 1 bar sorah muzamil perhen ab is ko machliyon ko den rizzeq barhe ga????ye kiya he kiya 365 goliyan zarur :(he machli ko dena zaruri he??kissi garib ko ata nahi desakte??:(

---------- Post added at 04:38 AM ---------- Previous post was at 04:34 AM ----------

ye 10 bibiyon ki kahani perhate hen ye kiya he?10 ladu meethi roti k 10 orten ak jagah bethen?ab her oret 1 ladu khae?isse kiya hota vhe?ab dua mango qabool hogi ye kiya tariqa he dua ka?kiya allah ko kahaniyan sunate hen ??ya hum bachiyon k liuye hoti he khani?:(

---------- Post added at 04:39 AM ---------- Previous post was at 04:38 AM ----------

jumma k din gher ki safai na keren ,asa kiu kehte hen?:(

---------- Post added at 04:41 AM ---------- Previous post was at 04:39 AM ----------

moharem k mounth me kajel lagane powder lagane se gunnah azeem hota he,is it true??

---------- Post added at 04:46 AM ---------- Previous post was at 04:41 AM ----------

azan to ati hi zawak k waqt he to kese us waqt namaz na perhen???

---------- Post added at 04:48 AM ---------- Previous post was at 04:46 AM ----------

magrib k wqt ko zawal kiu kehte hen is waqt se her kam mana kiu kerte hen:(
 
Zawal ka waqt dopehar main jab hota jab Sun bilkul beech main aa jata hai aur chezoon ka saya khatam ho jata hai b/c sun bikul upper hota ye taqreban 1/2 hous ka waqt hota hai jo zohar se pehle hota hai
Zawal ki science ne ye waja batai hai us waqt sun dunya se sab se qreeb hota hai is liye ultra violet rays direct zameen per arahi hoti hain agar insan sajda krega to wo rays us ke brain me ghus jae gi aur wo bimar per jae ga

Safar ke month ki kharafat, 10 bibyon ki kahani, juma ke din safae ka mamla ye tamam cheze kahan se agaie samjha main nahin ata deen main is ki koee asal nahin

Moharram ka month to bohat barkat wal month moharram ka naam hi ye batata hai ke ye izat wala month hai aur hum logoon ne ise soog wala month bana liya hai jab ke shadat to achche cheeze hai us per to khush hona chahiye na ke soog manana chahiye

---------- Post added at 03:37 PM ---------- Previous post was at 03:31 PM ----------

Zohar ki azan to zawal ke waqt ke baad hoti hai pehle nahin

Maghrib ke waqt Zawal nahin hota zawal ka waqt to upper bata diya Maghrib aur sun nikalte waqt bhi sajda jaiz nahin wo is liye hai ke stars aur sun ko poojne wale loog us waqt sajda karte the is liye un se mushbihat na ho jae is liye us waqt sajda haram hai
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
q konsi maan ka heq zyada he???????,wo jo sirf pada kerti he,ya wo jo pal ps k bara kerti he apna waqt bache ko deti he ,talimwterbiyet deti he
q,kiya kala reng ki bangels nazer se bachati he?????
q.kkiya geerer k khal wala tawiz gale me dalen to jin door bagte hen??????
q.kiya zaroori he jumerat k din allah k nam ki niyyaz sufad colour ki ho(chum chum ,barfi,sufad hulwa)???????
q.safer ka mounth bhari hota he to kiya sirf is mounth me log nmaz perhte hen k bhari he namaz perhne wala bach jae ga to allah sirf chund din ki namaz dekh k cbacha leta he afat se????kiya ye cheating nahi

---------- Post added at 10:34 PM ---------- Previous post was at 10:33 PM ----------

allah k sath

---------- Post added at 10:35 PM ---------- Previous post was at 10:34 PM ----------

kon bache ga afat se wo roz perhta he ya wo jo sirf is munth me????

---------- Post added at 10:36 PM ---------- Previous post was at 10:35 PM ----------

zawal ka wqt koi kam nahi kerna????what is zwal time????nahana bhi nahi ,quran tek nahi perhna???/

Luqman (31) Ayat (verse) No.: 14

وَوَصَّيْنَا الْإِنسَانَ بِوَالِدَيْهِ حَمَلَتْهُ أُمُّهُ وَهْناً عَلَى وَهْنٍ وَفِصَالُهُ فِي عَامَيْنِ أَنِ اشْكُرْ لِي وَلِوَالِدَيْكَ إِلَيَّ الْمَصِيرُ
http://quran.al-islam.com/Recite/CRecite_g2.asp?s=31&f=14&Reciter=1
And We have enjoined upon man concerning his parents . His mother beareth him in weakness upon weakness , and his weaning is in two years . Give thanks unto Me and unto thy parents . Unto Me is the journeying .

hamne insaan ko iske maa baap k mutalliq naseehat ki hai, iski maa ne dukh par dukh utha kar usse hamal me rakha aur iski doodh chidayi do baras me hai, k tu meri aur apne maa baap ki shukarguzari kar, tum sab ko meri hi taraf laut kar aana hai

Al-Ahqaf (46) Ayat (verse) No.: 15

وَوَصَّيْنَا الْإِنسَانَ بِوَالِدَيْهِ إِحْسَاناً حَمَلَتْهُ أُمُّهُ كُرْهاً وَوَضَعَتْهُ كُرْهاً وَحَمْلُهُ وَفِصَالُهُ ثَلَاثُونَ شَهْراً حَتَّى إِذَا بَلَغَ أَشُدَّهُ وَبَلَغَ أَرْبَعِينَ سَنَةً قَالَ رَبِّ أَوْزِعْنِي أَنْ أَشْكُرَ نِعْمَتَكَ الَّتِي أَنْعَمْتَ عَلَيَّ وَعَلَى وَالِدَيَّ وَأَنْ أَعْمَلَ صَالِحاً تَرْضَاهُ وَأَصْلِحْ لِي فِي ذُرِّيَّتِي إِنِّي تُبْتُ إِلَيْكَ وَإِنِّي مِنَ الْمُسْلِمِينَ
http://quran.al-islam.com/Recite/CRecite_g2.asp?s=46&f=15&Reciter=1
And We have commended unto man kindness toward parents . His mother beareth him with reluctance , and bringeth him forth with reluctance , and the bearing of him and the weaning of him is thirty months , till , when he attaineth full strength and reacheth forty years , he saith : My Lord! Arouse me that I may give thanks for the favor wherewith Thou hast favored me and my parents , and that I may do right acceptable unto Thee . And be gracious unto me In the matter of my seed . Lo! I have turned unto Thee repentant , and lo! I am of those who surrender ( unto Thee ) .

aur hamne insaan ko apne maa baap k sath husn suluk karne ka hukm diya hai , is ki maa ne isse takleef jhel kar pait me rakha aur takleef bardasht karke usse jana. Iske hamal ka aur iske doodh chudane ka zamana teen mahine ka hai, yahan tak k jab wo apni pukhtagi aur challis saal ki umar tak ko pahuncha to kehne laga mere parwardigar mujhe tu taufeeq de k main teri is nemat ka shukr baja laon jo tune mujh par aur mere maa baap par inaam ki hai aur ye k main aisa neik amal karun jinse tu khush hojaye aur tu meri aulaad bhi saleh bana, main teri taraf rujoo karta hoon aur main musalmanon me se hoon

in do aayaton se bilkul wazeh hota hai ki jiss maa ne jana aur jisne paida kiya ussi ka haq zyada hai

aur taweez ki koi haqeeqat islam me nahi hai isko manne wala aur us par amal karne wala dono gumrahi par hain iski tafseel apko abu dawood aur dusri ahadeeson me miljayegi

10 bibi ki manghadat aur gumrah karne wali kahani hai jiska bhi islaam se door door tak koi wasta nahi

isk liye aap is thread par nazar dalen
http://www.tafrehmela.com/islamic-question-answer/128509-10-bibi-ki-kahani-2.html
 
Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
Saviou bhai mujhe yazeed k baray may pOori TafSeel Chahyih
Os k baray may MusalmanO k mukhtalif firQay Mukhtalif rai rakhtay hain
aap kOch batayeh iS baray may
agar aap yahan pOst nahi karna Chahtay tO mujhe pm bhi kar Saktay hain
 
6sman

Newbie
Jun 12, 2010
139
65
0
38
Lahore
al-salamu 'alaykum!

Janab jahan tak hamne tahqeeq ki hame do aayat mili hain jinme unglion ka zikr hai

aap iske aur wazahat karden Jazakallah khair
I can be wrong but to my (un-confirmed) knowledge, the answer's 5. Five times the Glorious Qur'an mentions the words 'finger' and 'fingers' (though I do require absolute confirmation on that). That's why I said "the answer lies in your hand." (If confirmed) This will provide a quite amazing occurrence; a book revealed over a span of 23 odd years could hardly contain such accuracy not only in it's linguistic beauty, but also in the number of mentions and it's interrelation with basic facts, unless of course it be of divine authorship.

Hereunder lies my source;

Al-Baqara, Chapter #2, Verse #19)

Aal-e-Imran, Chapter #3, Verse #119)

Al-Anfal, Chapter #8, Verse #12)

Nooh, Chapter #71, Verse #7)

Al-Qiyama, Chapter #75, Verse #4)

(A study based on five renowned English translations of the Glorious Qur'an [Yusuf Ali, M.M. Pickthall, Shakir, Mohsin Khan, M. Asad])

jazakumullahu khayran for consideration!
 
*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
Luqman (31) Ayat (verse) No.: 14

وَوَصَّيْنَا الْإِنسَانَ بِوَالِدَيْهِ حَمَلَتْهُ أُمُّهُ وَهْناً عَلَى وَهْنٍ وَفِصَالُهُ فِي عَامَيْنِ أَنِ اشْكُرْ لِي وَلِوَالِدَيْكَ إِلَيَّ الْمَصِيرُ
http://quran.al-islam.com/Recite/CRecite_g2.asp?s=31&f=14&Reciter=1
And We have enjoined upon man concerning his parents . His mother beareth him in weakness upon weakness , and his weaning is in two years . Give thanks unto Me and unto thy parents . Unto Me is the journeying .

hamne insaan ko iske maa baap k mutalliq naseehat ki hai, iski maa ne dukh par dukh utha kar usse hamal me rakha aur iski doodh chidayi do baras me hai, k tu meri aur apne maa baap ki shukarguzari kar, tum sab ko meri hi taraf laut kar aana hai

Al-Ahqaf (46) Ayat (verse) No.: 15

وَوَصَّيْنَا الْإِنسَانَ بِوَالِدَيْهِ إِحْسَاناً حَمَلَتْهُ أُمُّهُ كُرْهاً وَوَضَعَتْهُ كُرْهاً وَحَمْلُهُ وَفِصَالُهُ ثَلَاثُونَ شَهْراً حَتَّى إِذَا بَلَغَ أَشُدَّهُ وَبَلَغَ أَرْبَعِينَ سَنَةً قَالَ رَبِّ أَوْزِعْنِي أَنْ أَشْكُرَ نِعْمَتَكَ الَّتِي أَنْعَمْتَ عَلَيَّ وَعَلَى وَالِدَيَّ وَأَنْ أَعْمَلَ صَالِحاً تَرْضَاهُ وَأَصْلِحْ لِي فِي ذُرِّيَّتِي إِنِّي تُبْتُ إِلَيْكَ وَإِنِّي مِنَ الْمُسْلِمِينَ
http://quran.al-islam.com/Recite/CRecite_g2.asp?s=46&f=15&Reciter=1
And We have commended unto man kindness toward parents . His mother beareth him with reluctance , and bringeth him forth with reluctance , and the bearing of him and the weaning of him is thirty months , till , when he attaineth full strength and reacheth forty years , he saith : My Lord! Arouse me that I may give thanks for the favor wherewith Thou hast favored me and my parents , and that I may do right acceptable unto Thee . And be gracious unto me In the matter of my seed . Lo! I have turned unto Thee repentant , and lo! I am of those who surrender ( unto Thee ) .

aur hamne insaan ko apne maa baap k sath husn suluk karne ka hukm diya hai , is ki maa ne isse takleef jhel kar pait me rakha aur takleef bardasht karke usse jana. Iske hamal ka aur iske doodh chudane ka zamana teen mahine ka hai, yahan tak k jab wo apni pukhtagi aur challis saal ki umar tak ko pahuncha to kehne laga mere parwardigar mujhe tu taufeeq de k main teri is nemat ka shukr baja laon jo tune mujh par aur mere maa baap par inaam ki hai aur ye k main aisa neik amal karun jinse tu khush hojaye aur tu meri aulaad bhi saleh bana, main teri taraf rujoo karta hoon aur main musalmanon me se hoon

in do aayaton se bilkul wazeh hota hai ki jiss maa ne jana aur jisne paida kiya ussi ka haq zyada hai

aur taweez ki koi haqeeqat islam me nahi hai isko manne wala aur us par amal karne wala dono gumrahi par hain iski tafseel apko abu dawood aur dusri ahadeeson me miljayegi

10 bibi ki manghadat aur gumrah karne wali kahani hai jiska bhi islaam se door door tak koi wasta nahi

isk liye aap is thread par nazar dalen
http://www.tafrehmela.com/islamic-question-answer/128509-10-bibi-ki-kahani-2.html
{(confuse)}

thanks:)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Nabi aur Rasul me kya koi fark hai agar hai to dalail ki roshni me batayen
 
Top