Jukebox

  • Work-from-home

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
mae agree nhi krti ... ye to un ki apni baat ho gai na :p

ager koi esy he pehly sb sy baten krta rhy fir just fiance se kry n bad me mangani toot jaye to wo mangani shuda lrki b unhi larkiyun ki list me gai na jin sy usual baten hoti rehti thi??
q mangani turwany pe tuli hui ho :p
 

Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
its better k nikal ker laen n rukhsati bad me jab b kren.. ye ok hy ... aj kal nikah ki bajay mangani ker lety haen lekin ager nikal ker le rukhsati nhi to koi frq nhi prta ap aik dosry ko smjh b lety haen n doosri bat nikah mae kashish hoti hy :)

niaka k baad sharaei baat ho jati- lakin society values ka khiyal rekhna hota hey- baz larkey waley nikah ka pressure is lain daltey k baad mey larki waloo ko es tarah pressure mey rakhey ge woh agar rishta torna bhi chaeen to na tor sakin- shadi k mamlaat par koi formula fit nahi ata hey- lakin isaan apney tor par door andeshi sey kaam ley- mazhab aor society ki guideline dekhey- Allah par bhrosa rakhey- na badguman ho na khushfehmi ka shikaar ho- Allah sey kher o afiyat mangta rey-
 

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
mae agree nhi krti ... ye to un ki apni baat ho gai na :p

ager koi esy he pehly sb sy baten krta rhy fir just fiance se kry n bad me mangani toot jaye to wo mangani shuda lrki b unhi larkiyun ki list me gai na jin sy usual baten hoti rehti thi??
q mangani turwany pe tuli hui ho :p
nahi engagement honi chahiye lekin wahan par jahan par family supportive ho
aisa na ho k engagement ho jany k baad family waly phone par baat karny or
milny se mana karain or end result ye ho k engagement toot jaye ....... :D
hahahaha tu engagement ka kia faida so masly ho jande ny :p nikah hi kr liya jaye us mein kia kharabi hai?
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
bilkal theak keh rahy ho..but meine engageement tot'ti dekhi hai k baat nahi krti larki shayed kisi or mein interested hai :joy
to larki ko shukar ada karna chahiye ke aise shakki mizaj se uski shadi se pehle hi jaan chout gayi
kl shadi ke bad wo larki apne shohar ki kisi bat per moun phula k bethi hogi or same yehi khayal us waqt uske zehn main agaya hota ke meri wife bat nhi kr rhi mujse shayed kisi or main interest hai or ye soch kr wo us larki ko talaq de deta to ye bat to phir behtar hi haina ke just engagement hi tooti
 

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
niaka k baad sharaei baat ho jati- lakin society values ka khiyal rekhna hota hey- baz larkey waley nikah ka pressure is lain daltey k baad mey larki waloo ko es tarah pressure mey rakhey ge woh agar rishta torna bhi chaeen to na tor sakin- shadi k mamlaat par koi formula fit nahi ata hey- lakin isaan apney tor par door andeshi sey kaam ley- mazhab aor society ki guideline dekhey- Allah par bhrosa rakhey- na badguman ho na khushfehmi ka shikaar ho- Allah sey kher o afiyat mangta rey-
well said bro :cat
 

virgonakhan

TM Star
Dec 15, 2013
1,380
283
233
Islam ny nikah ka hukam q diya hy ?? :p bhai hota esy haen k nikah krty haen n rukhsati baad me ... achi trah understanding ker lo fr ... iss cheez ko mangani sy replace kiya gya hy ajkal :)
nikah sey kon inkar kar raha hai siso.baat ye hai ke hamary moashry mai mangni ka matlab hi yehi hota hao ke larka aur larki aik dosry ke liye makhsoos ho gaye hain..haan agar khutba e nikah usi waqath parwa diya jaye tho behtar hai..aur khutba e nikah ki transaltion zaroor read ki hogi sub ney..agar nahi ki tho plz kar lain..dua hi hai ...baqi tho larka aur larki ki razamandi sub sey ziada zarori hai nikah mai...plz guide me if am wrong.:happy
 

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
nikah sey kon inkar kar raha hai siso.baat ye hai ke hamary moashry mai mangni ka matlab hi yehi hota hao ke larka aur larki aik dosry ke liye makhsoos ho gaye hain..haan agar khutba e nikah usi waqath parwa diya jaye tho behtar hai..aur khutba e nikah ki transaltion zaroor read ki hogi sub ney..agar nahi ki tho plz kar lain..dua hi hai ...baqi tho larka aur larki ki razamandi sub sey ziada zarori hai nikah mai...plz guide me if am wrong.:happy
nope em agree :D but mangani ki jagah ager nikah he ker le to sell n gud :cat
 

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
q mangani turwany pe tuli hui ho :p

hahahaha tu engagement ka kia faida so masly ho jande ny :p nikah hi kr liya jaye us mein kia kharabi hai?
to main konsa nikah k khilaaf hn main b to yahi kahing k nikah behtar hai :p
lekin agar larka or larki aik dosry ko smjna chahty hain to phir sirf mangni honi chahiye
ta k baad main agar shadi ho jati hai to koi problem na ho dono main understanding ho .... :p
 

Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
me mangni ki bajaey shadi ko favour kroon ga- agar apas mey ek dosrey mey mohabbat ho zindagi acchi guzarti hey- saath rehney sey mail o muhabbat mey azafa hota hey- hamara Allah es dunya ko chala raha hey- us ki madad mango aor us ko razi rakho- us k hukam k mutabiq zindagi guzaar kar- Islam mey mangi ka concept nah i hey
 
  • Like
Reactions: RedRose64

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
its better k nikah ker laen n rukhsati bad me jab b kren.. ye ok hy ... aj kal nikah ki bajay mangani ker lety haen lekin ager nikal ker le rukhsati nhi to koi frq nhi prta ap aik dosry ko smjh b lety haen n doosri bat nikah mae kashish hoti hy :)
nikah k baad bhi tu bade masly ho jaty..log haq ki baat krne lag jaty hain.or kehty g shadi tu hogai humari.wht u say?
 

virgonakhan

TM Star
Dec 15, 2013
1,380
283
233
hmmmm.mai api chohy ke pechy jo bhaiti hai us ki pic pey research hi kar raha tha ke chotey ney jhat sey name bhi bata diya movie ka..:happy
 

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
nikah k baad bhi tu bade masly ho jaty..log haq ki baat krne lag jaty hain.or kehty g shadi tu hogai humari.wht u say?
loag to oar b bht kuch kehty haen logun ki bat ki jaye to kahen rehny nhi dety :D

but apny apny views de rhy sb .. us k accordingly mujhy yehe theek lagta hy k mangani nhi honi chahye ho b to bat mat kren simple :p
 
  • Like
Reactions: Zia_Hayderi

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
well in my opinion an Engagement has absolutely no legal basis in Islam thus the boy n the girl remain non-mehram to each other n as such it would not be permissible for the 2 to meet or talk in private. During the time of engagement, the man and woman are not married and are not allowed to be alone with each other. Its forbidden for them to hv intimate relations during this time. Engaged couples should be moderate in their behavior and abide by Islamic morals in their speech. I hv also heard that a woman or a man can only talk to their fiance in the presence of a Mehram.

May Allah inspire in us good thoughts and good deeds, and protect us from the evil inclinations inherent in our souls!
 
Top