Kia Ishq-e-Majazi Ishq-e-Haqiqi Ki taraf ly Ja Sakta hai !!!!

  • Work-from-home

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
waooooooooooooo kya baaaaaaaaaat hai woh download ho gaya lagta hai aap ne kuch perh ke phoooonka hai.... hai naa...
 
  • Like
Reactions: silentsmile

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
yes................................

---------- Post added at 09:21 PM ---------- Previous post was at 09:18 PM ----------

agar ap or jana ha to ak novel ha peer_kamal us ko parho..............samjh a jay ge.....
 
  • Like
Reactions: silentsmile

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
ya bilkul ishq mijazi haqeeqi ki taraf lay jata ha, coz hamaray koch naam ka musalmaan behan bhai haqeeqi k bajaye mijazi se dil laga bethte hain and usay paany k lie ALLAH ki taraf jatay hain, lakin ham is ko ISHQ HAQEEQI ka naam nai day saktay, coz ye just insaan apna matlab nikalwanay k lie ALLAH ki taraf jata ha, and jab usay us ka Ishq mijazi mil jay to usay haqeeqi se koi matlab nai rehta..
i know bohat confusing reply dia ha may ne :)
 
  • Like
Reactions: silentsmile

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Pari tum rooo nahi jo nahi samajh aaye mujh se pooch lea keroooo mujhe sub pata hai... :D chalooooooo aub shmile do cute si
 
  • Like
Reactions: silentsmile

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
areyyyyyyyyyyyyy per mein ne abhi dande ke sath nahi samjhaya naaaa woh tumhe aik minute mein samajh aa jaye ga :-bd
 
  • Like
Reactions: silentsmile

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
okzzzzzzzzzzz tum zyada ustani nahi banoooo tum ne topic se hataya mujhe emotional ker ke... :mad: huh whatever

bilkul le jaaa sakta...
 
  • Like
Reactions: silentsmile

Reflector

Newbie
May 23, 2011
1
2
0
40
Ishq-e-Majazi say Ishq-e-Haqiq

Yes, Insaan Ishq-e-Majazi say Ishq-e-Haqiqi tak phunch sakta hay lakin us kay liya zarori hay kay insaan Ishq-e-Majazi may zaroor ho, aksar insaan apnay aap ko Ishq-e-Maijazi may samajhta hay lakin hota nahi hay. ab sawal yeh paida hota hay k yeh safar kaisay or kyonkar ho sakta hay. Is ka jawab yeh hay k insaan jab ishq-e-majazi may hota hay tu us kay dil may sirf or sirf aik shaks hi rehta hay. usay bqai puri duniya say koi gharz nahi hoti, or jub us ka mehboob us k pass nahi hota or anay say inkar kar deta hay tu us ka dil toot jata hay, jis ki waja say us k dil say duniya ki tamam roonaqain khatam honay lagti hain. wo apnay ishq ko panay k liya dar badar ki thokrain khata hay, lakin jub usay nakami hoti hay tu us ki saray lagoon say umeedain khatam ho jati hain. us ka dil wiraan ho jata hay. or yeh wo muqaam hota hay jub agar banda us waqt sachay dil say apnay Allah ko yaad karay, or aik dafa bhi sajda-e-haq(apni kamzori or babasi ka iqrar karay or us ko Khaliq or har cheez per qadir samjhay ) ada karay or us ki taraf paltay tu wo ishq-e-haqiqi may qadam rakh deta hay. kyon k ab wo duniya ko pehlay hi bhool behta tha, or duniya waloon say umeedain hi khatam kar behta tha tu us k liya ishq-e-haqiqi ki manzil qareeb ho jati hay..
 

New Wolf

TM Star
Jul 17, 2010
9,253
3,441
113
me bas itna kaho ga bhai ..k ye 2no alag raste hain or insaan sirf ksi 1 pr chal skta he
or hidaayat bhi ksi ksi k naseeb me hoti he sab k nhi
kcuh log to mijaazi k chkr me na mijaazi se mil paate hain or na khuda se..
Or wese bhi ayse milan ka kya fyda jo strt to ksi larki se kya oR khtam
khuda pr..

Ag_Rasta_Yawn_140x140.gif
 

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
nai Wolf aesi baat nai hai ....:"> yeh such hai k

Edhar k rahay na udhar k rahay
Khuda hi mila na wisal-e-sanam...Lakin

kahin kahin yahan bi tazaad nazer ata hai

see Sura-Yousaf in Quran Majeed ..Khuli misal hai .....that's why maine topic start kya
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
wow..
boht acha question hai main abi jawab deti hon..
Kia Ishq-e-Majazi Ishq-e-Haqiqi Ki taraf ly Ja Sakta hai !!!!{(thinkg)}
If Your answer is yes
Then How........????


note * Serious comments plz i really want to know...:">

 
Top