meri pic already share hai ankhen hain ke button nazar nahi ata
hainhaaan mujhe bhe yakken hain jab chota tha aur jis ghar mai the wahah jinnat bhe rehte the
and hume nazar bhe ate the in different faces.....rat ko jb soya karta tha mai tu mujhe
daily nazar ate the like chair par ek admi bheta hota tha and chairs khud hi age peche ho
jate the kabhi ghar kai darwze khud open close hote the jaise koi andar bahir ja raha ho and
us ka upar portion khali hua karta tha tu jb bhe raat kai 12 sai upar hota time tu aise
awazein ate the jaise koi upar bhag raha ho and khel raha ho leken upar koi nahe rehta tha
and jb hum subah upar ja kar dhekte tu dewarun par rooof par paun kai nishan hua karte the
phe hum clean karte sb tu agle din phr aise hi nishan hote the......leken tb tu hum chote
the dar tu lagta tha leken itna rahe wahan kai adat ho gaye the bus rahe bhe is liye kyun
kai hume kabhi nuqsan nahe diya jin nae because hamari family mai kise ko dai bhe nahe sakte
nuqsan because hamare par dada nae chila kiya tha and jin unkai qabze mai hua karte the so
phr un ki tabiyat bad mai khrab hue the tu par dada jee nae jin ko azad kiya tha is shart
par kai un ki ane wali har nasal ko koi bhe jin kabhi nuqsan nahe daiga shayad yehi wajah
the warna jahan jin rehte ho wahan koi aur rahe tu pata chalta hai phr
and some time aur bhe bohat kuch dheka tha us ghar mai like store ka door kabhi close nahe hota tha hum jb bhe close karte khud hi open ho jata tha and raat ko jb hum sb so rahe hote the tu hamre sofa par kitchen sai plate khud hi safa par chli jate the ohhh man kya yaad dila diya
but phele hume shak tha leken bad mai humnae apne hamare jo buzurg hain un sai pouch tu jihe nae kabho hamare ghar ko dheka bhe nahe tha unhe nae bataya kai ap kai ghar kai bahir ek tree hai mango ka us pat witch ka saaya hai is liye ap sb ko nazar ata hai then unhe nae kaha kai ap jald az jald yai ghar khali kar dein phr tb abu bhe out off city hote the then abu aye tu hum shift hogaye and aj bhe jb mai guzarta hun us ghar kai samnae sai tu abhe dar lagta hai thora thora and usi ghar mai meri sahe band bajte the
aur mujhe sb sai ziyada nazar ata tha khas kar witches kabhi raat ko tu kabhi subah.......anywayz koi yakken kare ya nahe but yai sach hai and jis kai sath guzarte hain unhe hi yakeen kartein hain ziyada tar.......
btayain na DB bro tajasus q barhayingaur bhe kafi cheezein the leken abe wo bataya tu yahan joking shuru naho jaye kahen
hmmm wohi kafi hain ap us par bhe yakken kare bohat hain
btayain na DB bro tajasus q barhaying