I agreed with you my dear
but larko per dari zada suit kerti hai kudrati![]()
Aap logoon ko kis ne keh diya ke muchean mard ki pehchaan hain, mard ki pehchan to darhi hai, aik waqia sunata hun
aik molwi sahab apne clean shave dost ke han gae un ka chota sa bacha tha jab molvi sahab ne bache ko liya to wo rone laga to un dost ne molvi sahab se kaha ke ye aap ki darhi dekh kar dar giya to molvi sahab ne kaha ke ye meri darhi dekh kar nahin dara bulke is ne mard pehli martaba dekha hai is liye mard ke roob ki waja se dar gaya b/c is ne to 2 ammiyan dekhi hain aik aap aik apki wife