aur is jaisi bht si shaklain hum roz banate hain ksi aise kam p jis k karne ka soch k hi jan jal jati hai so aj yehan aap ne aisa kam yehan share karna hai jisse karne ka soch k hi ap ka moun ban jta ho but majboran karna hi parta ho mar mar k
is ma ap woh kam bhi share kar sakte hain jo aaap k ghar walon k order p saranjam dena hi parte hain .................. umeed hai samjh a hi gai hogi
chalain start karain sare