mehengayi ki chupi waja ya humari kam ilmi?

  • Work-from-home

sobia

Newbie
May 31, 2009
54
68
0
none
banks me pese rakh kr us per us par munafa hasil krne k jahan ukharvi ( akhirat) nuqsanat hen wahan is laant ki waja se aj mehegayi barhti jarahi he.
log banks me pesa rakhwate hen, bank wo pese companies ko deta he jo bank ko un peson pr munafa deti hen.
companies bank ko jo ziada pese wapis krti hen woh wusul krne k liye wo apni masnuaat (products) mehengi krdeti henor is tarah mehengayi barhti jarahi he.
zara ghour kren ye dunyavi nuqsaan to alag he ALLAH TA'ALA ne sood khor ko apna dushman kaha he.
islam ne sarmaya dari (investment) se mana nhi kiya.
investment k liye ulma kraam se raabta kiya ja sakta he.
pr is tarah bank me pesa rakhwa kr munafa khana dunya or akhirat ki tabahi ka baais he.
 
  • Like
Reactions: nrbhayo and Don
Top