Member Se Narazgi, Ghussa'gi Ya Hunnnhhhh'gi Ka Izhar Karen... :p

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
ab wo kahan hai?
kyun khaa ma khaa hame pareshan kar rahe hain aap?
pareshan to aap ne humein kiya hai.... saari baat hi ghuma k rakh di...
iss thread mein jis se narazgi ho, usay tag karna hota hai.... hum ne apko tag kiya...
naraaz hum aap se hain ya khud se.............
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
pareshan to aap ne humein kiya hai.... saari baat hi ghuma k rakh di...
iss thread mein jis se narazgi ho, usay tag karna hota hai.... hum ne apko tag kiya...
naraaz hum aap se hain ya khud se.............
matlab yahan hame tag karne se narazgi door ho jaati hai?
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
matlab yahan hame tag karne se narazgi door ho jaati hai?
nahi... apko tag karne se sab ko pata chal jata hai k hum ap se naraz hain...
aur ab sab iss intzaar mein hon gay k aap humein manaanay ka kiya upaaey karne walay haiN...
@Hoorain siso zara samjhaaiay na inhen
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
shukar hai k aap ham se naraz nahi :p
ab samjh aa gayi na k kis se narazgi ki baat chal rahi thi..... aap hi se thay.



ab bhi haiN..... aap ne baat ko ghumaya to hum ne apko samjhanay k liay apne javab ko ghumaya.
 
Top