agar kisi ko dukhi daikho to us ke dukh baant lo. Aur apni khushiyan doosron mein taqseem kar do.
agar tum kisi ke dukh dard ko baant lo ge to Allah rabbulizzat tumhen dukhon se khulasi aata farmaye ga.
roti hoi aankh ko muskurana sikha daina bohot badi naiki hai. Agar tum kaheen nafrat ka paoda badhta daikho to khuloos ki chhuri se usay kaat kar wahan ihteram ka hal chala kar mohabbat ka beej bo do. Phir us jagah piyar ke dariya ka pani do. Tum daikho ge k us beej se mohabbat ka paoda phoot nikle ga. Us mein baaliyan lagen gi. Aur phir unhi baaliyon mein mohaabat ke be shumaar phal aa jayen ge.
yahi tumhara samar hai.