Mout kaisya kaisay roop badal kar aaty hai kabhie pahlay beemary
ban kar bhaij kar jisim ko achie tarhan bhasam kardaity hai ..
kabhie eezain day kar tarsa tarsa kar jaan laylaity hai lakin sab
say zaleel mout woh hai jo zinda jisam main uoon halol karjaty
hai k sans aata rahta hai hawas durust rahtay hain lakin
zameer marjata hai Insaniyat marjaaty hai