Khuwab Nabi-e-paak (SAWW) ka jalwa

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
khuab main nab-e-paak ka jalwa dekhna bohat bari saa adat hai aur jin longo ko ye saa adat naseeb hoti hai un ko naaz karna chaheya apni khsuh naseebi par k sarkaray doalam nay apna jalwa mubarak unko dikhaya...

jin ko khuab main ap (SAWW) ka jalwa mubarak nazar aye wo khuabi sahabi hai kyn k us nay khuab main dekha aur khuab main dekhna koi aam bat nahi...aur sahabi unko kaha jata hai jo ap ki life main thay ap ko khud se dekha khair unki to kiya bat aur kiya shan lakin khuab main dekhnay wala b khush hojye k us ko khuabi sahabi kah jata hai ye auliye karaam nay farmaya hai..

ap (SAWW) nay farmaya k jis nay muj ko khuab main dekhna us nay sach main dekha kyn k shaitaan meri shakal main nazar nahi asakta (SUBHANALLAH) wah kiya bat hai


aur ye bhi hadees hai jis nay khuab main mujhay dekha wo qayamat main bhi dekhay ga aur jo qayamat main dekhay ga main us ko hoz-e-kosar se pani pilaon ga aur jo hoz-e-kosar se pani pi lay us par dozakh ki aag haraam hai ..


ab ap (SAWW) ko khuab main dekhnay k aur bhi bohat se hamary liya hi faiday hain

  1. khushkhabri ki almatain
  2. mulk main phaili hui faza kharab ho to is khuab main us k acha honay ka ishara hosakta hai
  3. deeno dunya ki sa adat
  4. agar koi special bat ki ho to naiki par chalanay ki talkeen farma rahay hain
  5. beemarion se neejat
  6. khush haali ki nishani
  7. Allah ki dosti
ye sub aur bohat bohat kuch milay ga is khuab k dekhnay wly ko
 

TM DON

TM Star
Dec 18, 2009
1,566
3,112
713
46
pakistan rwp
الحمد اللہ رب العلمین والصلوٰة والسلام علیٰ سید المرسلین

اما بعد فاعوذ باللہ من الشیطنٰ الرجیم بسم اللہ الرحمن الرحیم

السلام علیکم ورحمتہ اللہ

اپنے خواب ہر کسی کو نہیں بتانے چاہیے
اور نہ ہی ہر کسی سے تعبیر پوچھنی چاہیے
تعبیر کسی عالم سے دریافت کریں تو زیادہ بہتر ہے
جزاک اللہ
Khuwab KEY TABEER KAY LEYE



http://taveel.com/Root/index


جزاک اللہ
 

jama1

Newbie
Jan 20, 2010
106
10
0
44
الحمد اللہ رب العلمین والصلوٰة والسلام علیٰ سید المرسلین

اما بعد فاعوذ باللہ من الشیطنٰ الرجیم بسم اللہ الرحمن الرحیم

جزاک اللہ خیر
 
Top