khuab main nab-e-paak ka jalwa dekhna bohat bari saa adat hai aur jin longo ko ye saa adat naseeb hoti hai un ko naaz karna chaheya apni khsuh naseebi par k sarkaray doalam nay apna jalwa mubarak unko dikhaya...
jin ko khuab main ap (SAWW) ka jalwa mubarak nazar aye wo khuabi sahabi hai kyn k us nay khuab main dekha aur khuab main dekhna koi aam bat nahi...aur sahabi unko kaha jata hai jo ap ki life main thay ap ko khud se dekha khair unki to kiya bat aur kiya shan lakin khuab main dekhnay wala b khush hojye k us ko khuabi sahabi kah jata hai ye auliye karaam nay farmaya hai..
ap (SAWW) nay farmaya k jis nay muj ko khuab main dekhna us nay sach main dekha kyn k shaitaan meri shakal main nazar nahi asakta (SUBHANALLAH) wah kiya bat hai
aur ye bhi hadees hai jis nay khuab main mujhay dekha wo qayamat main bhi dekhay ga aur jo qayamat main dekhay ga main us ko hoz-e-kosar se pani pilaon ga aur jo hoz-e-kosar se pani pi lay us par dozakh ki aag haraam hai ..
ab ap (SAWW) ko khuab main dekhnay k aur bhi bohat se hamary liya hi faiday hain

- khushkhabri ki almatain
- mulk main phaili hui faza kharab ho to is khuab main us k acha honay ka ishara hosakta hai
- deeno dunya ki sa adat
- agar koi special bat ki ho to naiki par chalanay ki talkeen farma rahay hain
- beemarion se neejat
- khush haali ki nishani
- Allah ki dosti