Ohhh....khudaya...
good bhai aap kisse naraz ho aur kyun???
khuda k liye kuch to bata jaao k ja kahan rahe ho??aur jagah to hai nahi gaadi mei hum kahan baithen aur aapne humko invite bhi nahi kiya...
abb batao bhala naraz humko hona chahiye k aapko???