Wa Alaykum Assalam
jawab dene ka bahot shukria @saviou Mohtram.Wa Alaykum Assalam
pareshani k kayi asbaab hain aur kis nahiye se ya kis mamle me banda pareshan ho raha hai wo bhi dekhna padega
behre haal aksar log haqeeqat se door hote hain ya haq baat ko samajhte nahi maante nahi aur pareshan hote hain
wallahu Aalam
nazar andaaz ya phir haqayeq ko manna hi nahi to ye sabab banta hai pareshani kajawab dene ka bahot shukria @saviou Mohtram.
to aap k kehne ka matlab yeh huwa k jab hum haqayeq ko nazarandaz kartay huvay be-waja ki baatoN ko khud par musalat kar lete hain to pareshan ho jatay hain?
Thori wazahat karen gi siso k SEEN se aap ki kiya muraad hai....I think k humain ziada pareshani is liye b hoti hai k hum seen se doori per hain
Ary ghalti se deen likha tha mai ne...sorryThori wazahat karen gi siso k SEEN se aap ki kiya muraad hai....
haan phir theek hai.....Ary ghalti se deen likha tha mai ne...sorry
Ws...
Ws...
Nice one...
mere Nazdeek pareshaniyun me aksaryat amal dakhal insan ka khud b hota hey...
Jis me sub sey bara reason Allaah or us k Rasool Sallalla... k bataey hoey tareeqon per na chal ker. bulkey dosron k tareeqon ko apni life me apna ker apni naqis aqal ki wajase parshaniyaan paalta hey.
kuch pareshaniyaan aisi b hoti hen jo Allaah pak apne khaas bandu ko azmata hey un k darjaat mazeed boland kerne k liye or imaan pukhta kerne k liye. is baat ka hamey is tarah pata chalta hey k jab kisi per aati hein tu wo Allaah ki taraf mutawajjo hojata hey means Allaah se hal kerwane me or Astaghfaar me lagjata hey.
0r kuch Pareshaniyaan aisi b hoti hen jo Allaah k azab ki sorat me ati hen... insan Allaah ki taraf jane k bajaey mazeed ghalat raste per chala jata hey.
Allaah pak mujh sameth hum sub ko sahi smjh or sahi yaqeen k sath zindagi guzarne wala banaden wid aafiat aameen..
@Don @saviou @Shiraz-Khan @shehr-e-tanhayi @Hoorain @RedRose64
@Aaylaaaaa @minaahil @Umm-e-ahmad @[email protected]!der @khalid_khan @Untamed-Heart
@duaabatool @Armaghankhan @zaryaab-irtiza @DiLkash @seemab_khan @Mahen @Masha
@Cyra @Kavi @rooja @Aaidah @BeautyRose @Gaggan @hasandawar @AnadiL @Prince-Farry
@Hasii @Bird-Of-Paradise @Besharam @shzd @hinakhan0 @zehar @bilal_ishaq_786
@Belahadi @Manahi007 @BeautyRose @ujalaa @*Sonu* @Guriyaa_Ranee @illusionist
@sonu-unique @shahijutt @ujalaa @Layla @Fantasy @Babar-Azam @AM_ @Princess_Nisa
@Shanzykhan @sweet bhoot @NXXXS @IceCream @zahra1234 @AnadiL @Basitkikhushi
@Pari @whiteros @namaal @Abid Mahmood @Iceage-TM @Toobi @i love sahabah @arzi_zeest
@NamaL @Fa!th @MSC @yoursks @thefire1 @nighatnaseem21 @Fanii @naazii @Miss_Tittli
@junaid_ak47 @Guriya_Rani @Azeyy @Gul-e-lala @maryamtaqdeesmo @HorrorReturns
@shzd @p3arl @Atif-adi @Lost Passenger @marzish @Pakhtoon @candy @Asma_tufail
@Rubi @Tariq Saeed @Mas00m-DeVil @Wafa_Khan @amazingcreator @marib @Raat ki Rani
@Ghazal_Ka_Chiragh @Binte_Hawwa @sweet_c_kuri @sabha_khan40 @Masoom_girl @hariya
@Aayat @italianVirus @Ziddi_anGel @sabeha @attiya @Princess_E @Asheer @aira_roy
@shailina @maanu115 @Dua001 @pyaridua @xortica_ @DesiGirl @huny @AshirFrhan
@Rahath @Shireen @zonii @Noor_Afridi @sweet bhoot @Lightman @Noorjee @hafaz
@Bela @LuViSh @aribak @BabyDoll @Silent_tear_hurt @gulfishan @Manxil @shahnawazaamir
@errorsss @diya. @isma33 @hashmi_jan @smarty_dollie @Era_Emaan @mashooma
@saimaaaaaaa @Nighaat @crystal_eyez @Mantasha_Zawaar @zaatzarra @reality
@Hudx @Stunning_beauty @Zia_Hayderi @Fadiii @Aqsh_Arch @St0rm @Museebat @Zunaira_Gul
Men ap ki sari baton se agree krti hon beshak deen se doori ki wjaah se insaan khen ka nhi rehta.Ws...

bilkul sahi kaha ap nyMen ap ki sari baton se agree krti hon beshak deen se doori ki wjaah se insaan khen ka nhi rehta.
Lekin Jo preshaniyan humen kisi ki wjaha se brdasht krna prti hen un ka kya jhuktay jhuktay qamar toot jaati hai relationship wfa se nibhatay nibatay umer guzar jaaye or bdlay men kirdaar par koi keechar uchalay ghar se bey ghr kar day bghair kisi wjaah se insaan ko pagal kar day un preshaniyon k baray men ap kya kahen gay?
jo pareshan ker raha hey us k liye khatre ki baat hey... q k mene kafi dafa note kia hey k Allaah pak halal or haram me pir b choht dedete hen.. per jahan insani haqoq k na haq parakhchey oraey jarahe hote hen us per Allaah pak dunya hi me tabahi start kerdete hein. shart ye hey k jis k sath ker raha hey wo bilkul beyqasor ho.. maazi me b or haal me b... us k sath aisi Allaah ki madad aati k aap soch b nae sakte... baki aisay b log hote hein jo itna na haq sehne k baad b sabar se kaam leyte hein or Allaah se rojo rakhte hein.. tu Allaah pak ik na ik din un ki jaan chora dete hein or ajar alag milta hey...Men ap ki sari baton se agree krti hon beshak deen se doori ki wjaah se insaan khen ka nhi rehta.
Lekin Jo preshaniyan humen kisi ki wjaha se brdasht krna prti hen un ka kya jhuktay jhuktay qamar toot jaati hai relationship wfa se nibhatay nibatay umer guzar jaaye or bdlay men kirdaar par koi keechar uchalay ghar se bey ghr kar day bghair kisi wjaah se insaan ko pagal kar day un preshaniyon k baray men ap kya kahen gay?
Allah kray aisa hi ho .jo pareshan ker raha hey us k liye khatre ki baat hey... q k mene kafi dafa note kia hey k Allaah pak halal or haram me pir b choht dedete hen.. per jahan insani haqoq k na haq parakhchey oraey jarahe hote hen us per Allaah pak dunya hi me tabahi start kerdete hein. shart ye hey k jis k sath ker raha hey wo bilkul beyqasor ho.. maazi me b or haal me b... us k sath aisi Allaah ki madad aati k aap soch b nae sakte... baki aisay b log hote hein jo itna na haq sehne k baad b sabar se kaam leyte hein or Allaah se rojo rakhte hein.. tu Allaah pak ik na ik din un ki jaan chora dete hein or ajar alag milta hey...
dekhen yahan wae baat agae aazmane wali...