Round-2 (debate Round)!

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
First impression is the last impression jb app kise se first time milte hain woh ap ki posture bolne ke tareeqe ourr her cheez ko note krta hain ourr phir ap ko judge krta hain app aghr first time kisie se mil kr bongii maare ge too woh sochee ga ke app koii jahill hoo jiss ko duniya our technolgyy ke bare mein kuchh nhii pata magr aghr app ka first impression acha hota hainn our app aqalmand logo walii baatein krte hain apne app ko sahii tareeqe se hold out krtee hain too sb koo app ka impression pasand ata hain our woh ap ki life our baton mein interest lete hain...so first impression is the last impression kyunke log ap ko ap ki first impresion se hii judge krte hainn second se nhii..:p
:p achaa :D

Yeh Zaruri Nhn Hai First Impression is the last impression total wrong and insan ki fitrat kay khilaaf hai ab pheli mulaqat me bacha confuse ho gaya toh kiya saari zindagi confuse hi kehlaayegaa kiyaa :p jaise kay aap yehi dekh lo jab hum kisi se net ya phn per friend ship kartay hain toh hamara impression acha ya bura dono pad saktay hain aur agar us kay baad kahin milay woh friends toh impression change hota hai wohi nhn hota kay yar yeh phone pe toh itna acha lekin iski dressing and iski harkatien toh dekho :p is hisab do do first impression ho gaye ab kisay select karo gi :p phone walay impression ko ya milnay walay impression ko ho sakta hai saamnay mil kar dono me se koi confuse ya nervous ho jaye toh kiya becharon ki mohbat gayi :eek: yeh toh zulum hai bhai


@hoorain @HuriYa @Maheen_Hassan @faari @Sarlaa_TM @Chulbuli @ChoCo @Asheer
 

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Yeah Huriya very well said bilkul sahi kaha ..

yeh statement insan ki fitrat kay hi khilaaf hai

Agar yeh statement sahi hoti toh Allah kabhi Apnay gunaah gar bando ko maaf nhn karta :)
Right..! aur Yahan Kaha Ja raha hay K First Impression hi Last hOta hay..!

Jab k Allah ne fermaya hay k ager mera Banda Touba ker k Burae se achae ki terah chala Jaye tu us ko us ka Gunah yaad na kerwao Jo us ne Kabhe kia tha..! Kyun k main ne usay maaf ker dia aur ab wOh pahlay jaisa nahi raha

Yah Example is liye de hay k ager aap ki nazer main Koi bura hay laken usay realize ho gya hay k us ne Koi Kaam ghalt kia phir us ne woh chor dia..! tu kia aap usay yahe kaho gay k nahi ab kia Faida Tum pahlay buray thay ab bhi buray ho kyun k sab log tumhain aisa hi samjhtay hain..! tuo yah pOssible hay k wOh phir se Gunah ki terah chala jaye..!

ager Is Statement "First Impression is the Last Impression" k pechay laga jaye tu society main Insan ki shakhsyat Majroh ho jaye ge..! kyun k Jo shuro main acha hay woh agr kise ka qatal bhi ker day tu kia woh acha rahay ga? aur Jo shuro main Bura hay wOh khud ko naiki k rastay pe lay jaye tu kia wOh bura hi rahay ga?
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
parakhnay ki salahiyat ho na ho baat horhi hai impression ki tou acha ho ya burra wo dairpa tou hossakta hai lekin last impression nai hoga :)

yehi tou baat hai staru sis baat ziada ho na ho lekin agar ek baar b kisi se milo gaye ya ek baar hi baat karo gaye tou impression qayam hojaye ga i dnt think so k impressions last tak ek hi rehtay hai situation k lehaaz se hamaray views aur impressions change hotay rehtay hain :)
(213) ImPression ye hua k aik insan jahil hai aur aik tameezdar ba shaur ,,,,hum dono ki herkaat daikhtey hai ho sakta hai k jahl insan humarey zehan mai acha tasur chorey aur tameezdar admi ka tasur galat parey,,,,,,jo humarey zeham mai hamesha rehta hai ,,,,,,,k daikho aik jahil insaan kitna samjhdaar hai ba nisbat ba shour insaan k ,,,ab ye samjhdarii wala impression hamesha rahey ga (213)
 
  • Like
Reactions: Mas00m-DeVil

Mas00m-DeVil

▬╡мя ℓσηєℓY ╞▬(XulfiQaR)
TM Star
May 4, 2013
3,337
1,680
913
City OF DeVil
(213) ImPression ye hua k aik insan jahil hai aur aik tameezdar ba shaur ,,,,hum dono ki herkaat daikhtey hai ho sakta hai k jahl insan humarey zehan mai acha tasur chorey aur tameezdar admi ka tasur galat parey,,,,,,jo humarey zeham mai hamesha rehta hai ,,,,,,,k daikho aik jahil insaan kitna samjhdaar hai ba nisbat ba shour insaan k ,,,ab ye samjhdarii wala impression hamesha rahey ga (213)


yeh CheeeeeeeeZ!!:D

:))
 

pattielynn

TM Star
Oct 21, 2012
2,956
961
413
24
sialkot,cantt
:p achaa :D

Yeh Zaruri Nhn Hai First Impression is the last impression total wrong and insan ki fitrat kay khilaaf hai ab pheli mulaqat me bacha confuse ho gaya toh kiya saari zindagi confuse hi kehlaayegaa kiyaa :p jaise kay aap yehi dekh lo jab hum kisi se net ya phn per friend ship kartay hain toh hamara impression acha ya bura dono pad saktay hain aur agar us kay baad kahin milay woh friends toh impression change hota hai wohi nhn hota kay yar yeh phone pe toh itna acha lekin iski dressing and iski harkatien toh dekho :p is hisab do do first impression ho gaye ab kisay select karo gi :p phone walay impression ko ya milnay walay impression ko ho sakta hai saamnay mil kar dono me se koi confuse ya nervous ho jaye toh kiya becharon ki mohbat gayi :eek: yeh toh zulum hai bhai


@hoorain @HuriYa @Maheen_Hassan @faari @Sarlaa_TM @Chulbuli @ChoCo @Asheer
aghrr tum kisie se phone per baat krtee hoo our show off krne ke liye eng boltee hoo maghr ghaltt ourr us bandee ko pata chall jaee too woh tooo ye hii sochee ga ke ye jahill hain..show off krne ke liye eng bolii hain our jb to us se realityy mein miltee hoo ourr eng nhii boltee too woh hii sochee ga ke us ko pata chal gaya hoo ga ke ise eng nhii atii our aghr tum bolo gee bhii to woh tumhara mazak uraee gaa our aghrr tum sahii eng bol lete hoo too maybe woh ye soche ke ghr se lliness ka ratta maar kr aya. hain soo jo bhii tum krr lo first impression is the last impression
 
  • Like
Reactions: Abidi

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
:p achaa :D

Yeh Zaruri Nhn Hai First Impression is the last impression total wrong and insan ki fitrat kay khilaaf hai ab pheli mulaqat me bacha confuse ho gaya toh kiya saari zindagi confuse hi kehlaayegaa kiyaa :p jaise kay aap yehi dekh lo jab hum kisi se net ya phn per friend ship kartay hain toh hamara impression acha ya bura dono pad saktay hain aur agar us kay baad kahin milay woh friends toh impression change hota hai wohi nhn hota kay yar yeh phone pe toh itna acha lekin iski dressing and iski harkatien toh dekho :p is hisab do do first impression ho gaye ab kisay select karo gi :p phone walay impression ko ya milnay walay impression ko ho sakta hai saamnay mil kar dono me se koi confuse ya nervous ho jaye toh kiya becharon ki mohbat gayi :eek: yeh toh zulum hai bhai


@hoorain @HuriYa @Maheen_Hassan @faari @Sarlaa_TM @Chulbuli @ChoCo @Asheer
hehehehe :p
 

Mas00m-DeVil

▬╡мя ℓσηєℓY ╞▬(XulfiQaR)
TM Star
May 4, 2013
3,337
1,680
913
City OF DeVil
Absolutely Right....! ager Allah ne Insan ko aak Machine ki terah hi payda kerna hOta tu usay aqal yah ahsasaat hi na deta..! Balkay Insan tu lamha ba Lamba badlta hay..! apny ird Girg ki Cheezain aur Halaat usay apni soch Badlnay pe majbor kertay hain..! aur soch aur reaction ka Insan K Impressions se hi link hOta hay..! aur Jab soch Badlay, tu Definately Impressions bhi badltay hain ab wOh achay bhi Ho saktay hain yah buray bhi..!

Kabhe start (First Impression) Burae se ho ker achaee (Last Impression) ki terf ho sakta hay

aur Kabhe start achae (First Impression) se ho ker burae (Last Impression) ki teraf..!

First Impression is the Last Impression yah statement hi Insan ki Fitrat k khilaaf hay..!

Chalain! :) App ne 2 ! Def bata Diyeh!

magair!! 1st impression !! Wala b to Last impreSsion!:d sa End kar sakta hain!!:)

Har Insan Ak JAisa nahi hota!!

:D Bura !! acha !! acha Bura!..................... Magair Acha Acha b Rehta hain!!

or Bura Bura b Rehta hain Dono change Nahi hote!!:) kabhi Kabar To!!:)

to phr apP Aisa !1 Daleel Nah Do nah!!:) !!

Ak !! :) Normal insan!! Or ACha insan!! End Tak ACha rehta hian!1
Majboooriyaaa Ki Waja ssa! !! To :) !! har koi badal Jata hian Magair!! Kuch Log !! Majboori main b !! nahi Badalte !!

Kyun Kay Kuch Log !!! Badalna Hi nahi ! Chahte!! w oh bhrosa kare Hain Kay Hum Pahle jaisa thay Waisay hi rahaingay!!
:)

ab ! Selfish !! logo Ki batain!! Alag Hain!!

Or Normal Logon Ki batain alag!!:)

Kyun Kay!! koi Kisi Ko kuch day RAha !! Hain Us !! Ka Matlab !! b Ho sakta hain Or !! Kisi Ka Matlab Nah hote b!! :) woh ACha Hi karta hain !! Samne Wala Bura karain To!!:)

To App Kaisa kah rahi Hin kay! !Har insan Ak Jais aho Sakta hain!!:)

1st impreSSion !! last impreSSion!! :) Wale insan b Hain Duniya main .............!!

Allah ne !! Sub ko Aqal b Di hain!! ShaaHur b Diya hain!! Or Samjh b Di hain!!:)
 
  • Like
Reactions: Abidi

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
lol aik chance milta hai toh bich me galat impression per laat bhi pad sakti hai is ka matlab yeh nhn kay first impression acha ho toh hamesha hi acha hoga insan first impression ko maintain karna bht mushkil hai aur is waja se yeh statement hi wrong hai insan mehnat se aagay badhta hai aur qismat se agar aap ka first impression acha hai magar aap ki qismat me woh cheez nhn hai toh bro kuch nhn milta aur agar impression bura hai phele aur ap kay pass source aur qismat hai toh insan kuch nhn karsakta apnana padta hai majboori me bhi jaise aap benazir and Asif Zardari ko hi dekh lo lolzzzz :dumb :p is hisaab se toh yeh statement ko dafan kardena chaye asif zardari school days se hi badmaash mashoor hai :thinking


Sir devil waise likhaayi achi hai aap ki i like it :truestory


Noted @hoorain @

@HuriYa @Maheen_Hassan @ChoCo @Asheer @Masoom_girl @Sarlaa_TM
Sar To !! app :) !XulfiQar ali Bhutto ! Ko hi DekhLo!!:) un Ka !! Logon KA liyeh jo pahle impreSsion Thay Wohi End Thak !! Thay!! Or BenaZir !!Ka b Wohi Impression Thay End Tak!!:)

Magair !! Logon Ne un Ko !! Us Nazar Sa dekha Nahi Kay Woh Logon ka bhala Kar Rahain thay :) or bure Logon Ne un Ko raste Sa Hi Hata diya:)

to me Ka b Yehi NaZariiya hain Kay Burai khatam Nahi hoti:) Mar ka Dubara bari Burai Ban Jati hai
Magair AChai Khatma hojayeh to :) Us Jaisi AChai Wapas nahi Ati:)

Kuch nah Kuch Change Hota Hai.....................!! waisa hi Har insan Change hota Hain:)

Jo 1st main impresion Dayta hain wohi End tak rehtey hain Kyun Kay:)

itne Logon main :D Kuch ak cheez Common nahi ...............Har Insan Alag hain Soch Alag hain karta Alag hain:)

Magair impression Zaroor Show Off karta Hain......................!!

Koi interView Dayne Jata hain to Salwar Kameez !! phen ka Kyun Nahi Jata............!!

dress pents Or Shirt hi Kyun Wire karta Hain Or Sath Main Tie b!!:)

is ka Andaza To App ko b hain...............!! Ka Samne wala !!Us sa Zayada !! Good Looking ho sakta hain......... Kyun ka ! Ak office main yeh Cheez Dekhi Jati hain.............!! Salwar Kameez!!:d Phen Ka Jayeh us Ko Woh Value Kyun Nahi Dayte................ !! har jaga aisa Nahi hain...............


GoverMent Main !! Kuch b phen Ka Jao!!:D Woh Us Ko hi rakhte Hian jin Ko woh rakhna chahay.........

Pvt Office main !! Loooking !! AChi ho to Woh rakhte hian...........!!

or looking !! Kyun AChi hoti hain Kay insan Yeh Sochta Hain Kay 1st impreSsion ACha ho Wohi !! Last impreSSion Hota hain insan Kaaa................!!!


Duniya Buhaat Bari hain Ak Log nahii...................!!

acha insan ka SAth ACha impression isliyeh Use Kia Jata Hain woh Acha samjhay:)

or Bure ka Sath Bura Kyun Kyun Kay woh impreSsion!!! Ko Feel NAhi kartaaaaaa!!


impreSsion!!:) ak Feeeling Hain Jo !! Har insan main paida Hoti Hain................!!

1st impression insan Ko Acha lagta Hain to Us Ki Feeling main us ka liyeh ! value BarTi Hain..........!!

haar Cheez Paisa!! degree sa !! nahi !! Kuch Cheeezain ilkLaq!! or respect Sa li Jati hain............!!


Think About it:)


@hoorain
Point Hain Nah;)[/quote]


Woh Dono Apnay impressions ki wjaa se nhn bro apnay mehnat aur qurbanion ki waja se achay hain apnay kaamo ki waja se achay hain first time me toh woh bhi aise govt me nhn aaye thay un ko bhi bht kuch shorrtcuts lene paday thay aap ko story nhn pata :) .. impressions per kuch nhn hota aap imran khan ko hi dekh lo un ka impression first election me kaisa pada tha log sath chor gaye thay aur ab dekhien saari qoum un kay saath hai agar first impression ki baat hoti toh aaj bhi logo ka khayal wohi hota kay IK kuch nhn karsakta Lekin ab dekho insan fitrat aur qismat kay sath change hota hai impressions kuch nhn hotay agar impression ki baat hoti toh bechara galti kiya huwa insan kabhi kamyab nhn ho sakta ...

aap govt ki baat kartay ho bro agar imrpessions ki baat hoti toh govt us ko sleect karti jis first impression acha ho :p lekin woh toh paise aur source ko dekhti hain taleneted lougon ko kam hi liya jaata ginti kay hisab se :p ...

aur private me sir ji talent ko dekhaa jata hai agar aap ki dressing aur baat karnay ka style acha hai toh is me kuch bhi nhn agar aap ko kuch nhn aata toh aap ko mar kay bhi select nhn karienge select honay ke liye impression ki nhn talent and zaahanat aur kismat ki zarurat hai bro agar aap ki kismat me koi cheez nhn bhalay aap zameen aasman aik kardo apna first impression acha daalo bht acha daalo heraan kardo but agar kismat nhn hai toh kuch nhn milta aur agar aap koi galti bh ikardo aur aap ki kismat hai toh aap select ho jatay ho bro yeh Life hai movies nhhn :D ...

First Impression is the last impression insan ki fitrat kay khilaaf hai aur islam kay lihaaz se bhi galat hai think about it ;)

@hoorain @HuriYa @Maheen_Hassan @ChoCo @Asheer @faari @Nelly
 

faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
First Impression is the Last Impression Total Wrong Statement
Is baat ka jawab me aap ko islam kay lihaaz se bhi deta hun
Huzoor S.A.W.W Kay Pyaaray Chacha Hazrat Hamza R.A ko Aik Habshi Nay Shaheed Kiya Jo Kay Kaafar Tha Toh Huzoor S.A.W.W Nay Hukum Diya tha kay isay Jahan Bhi Dekho Katal Kardo Lekin Fateh Makkah Kay Mouqay Per Us nay Islam Kabool Karliya aur Toubaa karli Aur aik acha musalaman Saabit huwaa
Ab Kiya Is me yeh hai kay first impression me us nay itna bada gunnah kiya Hazrat Hamza R.A Azeem Ko Shaheed Kardiyaa Aur Usay Maaf Kardiyaa Gaya Woh toh Dushman Ban gaya tha first impression me Aur Phr Musalaman Ban gaya aik acha musalaman
Is se Saabit hota hai kay First Impression Is The last impression ki Statement Galat Hai Aur Is kay aagay bhi bht kuch dekha jaata hai Jazaka'Allah
Team B​
{(clapping)}gud going team b
 
  • Like
Reactions: kool~nomi
Status
Not open for further replies.
Top