Round-2 (debate Round)!

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
n
nhi aaap ghalt scoh rhi hen yahan sbhi hen koi kisi sy darta nhi jo ignor kry like aap sb bhi mery pechy hi hen :)) @Star24 @Mas00m-DeVil @sherry2112 @Iceage-TM
Ma'am main yahan k Participants ki baat nahi ker rahe..! {(doh)}

well 2% wOh log Jo aap ki nazer main hamesha aak se rehtay hain means un ka First Impression hi Last Hota hay Jab k Duniya main 98% Log woh hain Jin k Impressiona badltay rehtay hain Kabhe achay tu Kabhe buray..!

so aap ki team bas 2% ko lay k beithi hay aur Majority ko Ignor ker rahe hay means reality ko jhutla rahe hay..! Got it?
 
  • Like
Reactions: Maheen_Hassan

pattielynn

TM Star
Oct 21, 2012
2,956
961
413
24
sialkot,cantt
FIRST IMPRESSION IS THA LAST IMPRESSION
Is Bary main koi doosri raiy nhi hy ky insan ka pahla imression hi akhri hota hy kyn k insan jab zindge main pahli bar kisi sy milta hy to wo jis tareeky sy milta hy wo insan ko zindge bhar yad rehta hy ager pahli martba koi auchy tareeky sy milta yani khush Ikhlaqi sy, muhabat sy awr khaloos sy sy to baad main ager us ky bary main koi buri khaber bhi milti hy ky us ny koi ghalat kam kiya hy to Dil nai manta insan by ikhtiyar kahta hy ky nai wo to aisa nai tha wo to bohat aucha tha wo koi ghlat kam nai kar skta kyn k hamary dil main us ka first imression aucha hota hy to hum us k bary main koi ghalat bat tasawaer nhi ker skaty
Bilkul isi tarh ager pahli mrtba koi hamary sath bury tareeky sy paish aiye ga ya jhgra kary ga ya koi bhi ghalat ya bura kam hamary samny kary ga to baad main hum ny us ky bary suna bhi ky us ny filaan aucha kam kiya hy to Dil nahi manta hy ky wo to bura shaks tha us ny ye kam kaesy ker lya koi ghalat fehmi hoi h ge.................to first impression last impression hoa na {(nix)}
 

Afrasham_afi

Super Star
Apr 23, 2013
5,386
4,871
713
in friends heart
Ma'am main yahan k Participants ki baat nahi ker rahe..! {(doh)}

well 2% wOh log Jo aap ki nazer main hamesha aak se rehtay hain means un ka First Impression hi Last Hota hay Jab k Duniya main 98% Log woh hain Jin k Impressiona badltay rehtay hain Kabhe achay tu Kabhe buray..!

so aap ki team bas 2% ko lay k beithi hay aur Majority ko Ignor ker rahe hay means reality ko jhutla rahe hay..! Got it?
ok to aap un 98% ki exmple den :))
 
  • Like
Reactions: Mas00m-DeVil

Mas00m-DeVil

▬╡мя ℓσηєℓY ╞▬(XulfiQaR)
TM Star
May 4, 2013
3,337
1,680
913
City OF DeVil
FIRST IMPRESSION IS THA LAST IMPRESSION
Is Bary main koi doosri raiy nhi hy ky insan ka pahla imression hi akhri hota hy kyn k insan jab zindge main pahli bar kisi sy milta hy to wo jis tareeky sy milta hy wo insan ko zindge bhar yad rehta hy ager pahli martba koi auchy tareeky sy milta yani khush Ikhlaqi sy, muhabat sy awr khaloos sy sy to baad main ager us ky bary main koi buri khaber bhi milti hy ky us ny koi ghalat kam kiya hy to Dil nai manta insan by ikhtiyar kahta hy ky nai wo to aisa nai tha wo to bohat aucha tha wo koi ghlat kam nai kar skta kyn k hamary dil main us ka first imression aucha hota hy to hum us k bary main koi ghalat bat tasawaer nhi ker skaty
Bilkul isi tarh ager pahli mrtba koi hamary sath bury tareeky sy paish aiye ga ya jhgra kary ga ya koi bhi ghalat ya bura kam hamary samny kary ga to baad main hum ny us ky bary suna bhi ky us ny filaan aucha kam kiya hy to Dil nahi manta hy ky wo to bura shaks tha us ny ye kam kaesy ker lya koi ghalat fehmi hoi h ge.................to first impression last impression hoa na {(nix)}

Gud hain Magair In ko yeh baat Samjh nahi ARahi:D

Har !! insan ak Jaisa nahi hota:) !! Grrrrrrrrrrrrrr !!

Gud going janab
 
  • Like
Reactions: Afrasham_afi

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
ek larka bakri charany jata hy logo ko bht stata hy k bheriyaa agaya bchao bchao log jub b jaty to wo bht hnst phir ek din us ny aesa hi kia par koi na aya q k sb kehty aesy hi tang kr raha hoga par us din sch me bhaeriya ajata hy or sub khatam hota hy yani k jo us ka pehly tasur tha wohi akhiri tha logo ny yakeen nhi kia q k us ki adat bn chuki thi @Star24 @Abidi @Mas00m-DeVil @HuriYa
haha nice try afii per me thoda is me include karunga us larkay nay teen dafa logo ko pagal banaya tha aur teeno dafa loug usay bachanay aye thay but us nay mazaq kiya tha aur chotii dafa me loug nhn aaye toh is ka matlab huwa 3 same impressions is the last impression :lolguy LOLLLLLLLLLL
Haha


@hoorain Point note karo jhoot bola ja raha hai Apnay aap ko sach sabit karnay ke liye

@HuriYa @faari @Maheen_Hassan @Nelly @Asheer @ChoCo
 

KhobSorat

Banned
May 19, 2013
549
260
63
First Impression Is The Last Impression​
First impression kya hai?​
First impression woh khayal hai jo kisi bhi jandar or be jan cheez ko first time dekhne ki surat main hamare zehno main paida ho rha hota hai​
First impression woh asar hai jo kisi bhi jandar or be jan cheez ko first time dekhne ki surat per hum per horha hota hai​
First impression hamari zindagi ke tamaam shobon main boht ehmiyat rakhta hai or woh is tarha ke jab humse koi milne ata hai to hum us se baat bad main karte hain lekin dekhte pehle hain or phir sochte bhi hain ke baat karen ya na karen yani Ankh or Dimagh apna kaam Zuban se pehle hi kar rhe hote hain​
or insan ki yeh fitrat hai ke Ankh or Dimagh per Zuban se zyada aitbaar kar rha hota hai mean jo woh dekh raha hota hai ussi ko hi such samjh raha hota hai or jo woh soch raha hota hai ussi ko hi sahi keh raha hota hai lekin samne wale ki zuban per woh itna yaqin nahi karta chahen uski baat iske khilaf hi kyun na ho jo woh dekh or soch raha hota hai​
or first impression ko hum last impression bhi isi wajah se hi keh rahe hote hain ke jo kuch hum kisi bhi shaks ke bare main first time main jaan chuke hote hain hum ussi per hi yaqin kar rahe hote hain chahen baad main uska amal or uski activities hamari thinking ke mukhalif hi kyun na jaa rahi hoti hon lekin uske bawajod bhi first impression ka asar hum per mojod hi rehta hai​
first impression ka asar takreeban duniya ke tamaam shobajaat main hi paya jata hai aap kisi job ke liye interview dene jate hain to interview lene wala pehle apka huliya dekhta hai phir apko bethne ka moqa deta hai lekin aap ussi interview main maile kuchele kapre pehen ker chale jain or apke baal ek dam straight khare hon or asman ki tarf ishara kar rhe hon to mera khayal hai interview lene wale se apka saamna bad main hona hai chokidaar ne apko gate se hi farigh kr dena hai​
iske ilava woh log jo karobari nature ke malik hote hain or kisi na kisi karobar se munsalik hote hain​
unke karobari muamlaat main bhi first impression boht zyada ehmiyat rakh raha hota hai or agar woh kisi shaks se ek arse tak kamiyaab dealing karte arhe hote hain to uske peeche woh first impression hi hota hai jo unke sath first time dealing karne per un per asar chor gaya hota hai or wohi asar baad main musalsal dealing karne per pukhta yaqin ban gaya hota hai jo unke bharose ko unke aitmaad ko tootne hi nhi deta​
lekin wohi shaks jis se itne arse dealing chalti aarhi hoti hai us shaks ka first impression hi agar aisa na hota ke uski baaton per uski maali halat per yaqin kya jasakta to kya us se musalsal or kamiyab dealings chalti arhi hoti?bilkol b nhi arhi hoti​
first impression ke asar ko bayan karne ki yun to kafi sari misalen hamare saamne mojod hoti hain lekin main ek nihayat hi asan misal dena chahta hon ke hum sab ke yahan bohot saare friends mojod hain kuch se bohot achi dosti hai to kuch se kuch narazgiyan or shikwe gile bhi hain to kuch se to dosti hi khatam ho chuki hai​
lekin hum sab yeh sab bhol ker jab yeh sochenge ke hamari un frnds se dosti kaise hoi thi to hamare zehno main un frnds ka woh first impression hi janam lega jo un frnds se first mulaqat main hamare zehno main paida hoa tha zahir hai hamen woh pasnd aya hoga uski baten uske khayal ya xyz kuch bhi lekin woh us shaks ka first impression hi tha ke jiski bina per hamari us shaks se dosti hogayi thi​
lekin zara sochen agar ussi frnd se apki first mulaqat main hi larayi ho chuki hoti uske khayalat uski baaten uski activities pasand hi nhi ayi hoi hotin to kya apki us shaks se dosti ho chuki hoti?​
well aisi boht saari examples mojod hain ke jinse hamen yeh ilm hojata hai ke insan ka pehla impression hi uska akhri impression ban ker hamare zehno main mehfoz hua hota hai lekin yeh impression bhi sirf wohi log hi note karte hain jo sirf sochne ki nahi balke behtar se behtar sochne ki salahiyat rakhte hain or first mulaqat main samne wale insan ki choti choti baton choti choti adaton se us insan ko pehchan lene ki ehliyat bhi rakhte hain saamne wali ki zubani kalami baaton per aitbaar karne ke bajai apni un thinking per yaqin kar rahe hote hain jo saamne wale shaks ko dekhne ke bad unke zehno main paida ho rahi hoti hain isi munasibat se kisi shayer ne kya khob kaha hai ke​
Chehre Pe Us Ke Rang Tha Kam Aitmaad Ka​
Hum Ne Bhi Aitebaar Ziyadah Nahi Kyaa..!!​
 
  • Like
Reactions: rockerxx

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
haha nice try afii per me thoda is me include karunga us larkay nay teen dafa logo ko pagal banaya tha aur teeno dafa loug usay bachanay aye thay but us nay mazaq kiya tha aur chotii dafa me loug nhn aaye toh is ka matlab huwa 3 same impressions is the last impression :lolguy LOLLLLLLLLLL
Haha


@hoorain Point note karo jhoot bola ja raha hai Apnay aap ko sach sabit karnay ke liye

@HuriYa @faari @Maheen_Hassan @Nelly @Asheer @ChoCo
popcorn kaho oar @hoorain ki thra demagh durao {(popcorn)} bhiya :p
 

KhobSorat

Banned
May 19, 2013
549
260
63
array yar yahan phir laraiyan chal rahi hain abhi maine mazaq urana shuro krdya to mukhalif team ke chote mote users to userss
mukhalif team ki bina dimagh wali leader tak ka moun bhi phul chuka hoga ghusse se
 

pattielynn

TM Star
Oct 21, 2012
2,956
961
413
24
sialkot,cantt
First Impression Is The Last Impression​
First impression kya hai?

First impression woh khayal hai jo kisi bhi jandar or be jan cheez ko first time dekhne ki surat main hamare zehno main paida ho rha hota hai

First impression woh asar hai jo kisi bhi jandar or be jan cheez ko first time dekhne ki surat per hum per horha hota hai

First impression hamari zindagi ke tamaam shobon main boht ehmiyat rakhta hai or woh is tarha ke jab humse koi milne ata hai to hum us se baat bad main karte hain lekin dekhte pehle hain or phir sochte bhi hain ke baat karen ya na karen yani Ankh or Dimagh apna kaam Zuban se pehle hi kar rhe hote hain

or insan ki yeh fitrat hai ke Ankh or Dimagh per Zuban se zyada aitbaar kar rha hota hai mean jo woh dekh raha hota hai ussi ko hi such samjh raha hota hai or jo woh soch raha hota hai ussi ko hi sahi keh raha hota hai lekin samne wale ki zuban per woh itna yaqin nahi karta chahen uski baat iske khilaf hi kyun na ho jo woh dekh or soch raha hota hai

or first impression ko hum last impression bhi isi wajah se hi keh rahe hote hain ke jo kuch hum kisi bhi shaks ke bare main first time main jaan chuke hote hain hum ussi per hi yaqin kar rahe hote hain chahen baad main uska amal or uski activities hamari thinking ke mukhalif hi kyun na jaa rahi hoti hon lekin uske bawajod bhi first impression ka asar hum per mojod hi rehta hai

first impression ka asar takreeban duniya ke tamaam shobajaat main hi paya jata hai aap kisi job ke liye interview dene jate hain to interview lene wala pehle apka huliya dekhta hai phir apko bethne ka moqa deta hai lekin aap ussi interview main maile kuchele kapre pehen ker chale jain or apke baal ek dam straight khare hon or asman ki tarf ishara kar rhe hon to mera khayal hai interview lene wale se apka saamna bad main hona hai chokidaar ne apko gate se hi farigh kr dena hai

iske ilava woh log jo karobari nature ke malik hote hain or kisi na kisi karobar se munsalik hote hain
unke karobari muamlaat main bhi first impression boht zyada ehmiyat rakh raha hota hai or agar woh kisi shaks se ek arse tak kamiyaab dealing karte arhe hote hain to uske peeche woh first impression hi hota hai jo unke sath first time dealing karne per un per asar chor gaya hota hai or wohi asar baad main musalsal dealing karne per pukhta yaqin ban gaya hota hai jo unke bharose ko unke aitmaad ko tootne hi nhi deta

lekin wohi shaks jis se itne arse dealing chalti aarhi hoti hai us shaks ka first impression hi agar aisa na hota ke uski baaton per uski maali halat per yaqin kya jasakta to kya us se musalsal or kamiyab dealings chalti arhi hoti?bilkol b nhi arhi hoti

first impression ke asar ko bayan karne ki yun to kafi sari misalen hamare saamne mojod hoti hain lekin main ek nihayat hi asan misal dena chahta hon ke hum sab ke yahan bohot saare friends mojod hain kuch se bohot achi dosti hai to kuch se kuch narazgiyan or shikwe gile bhi hain to kuch se to dosti hi khatam ho chuki hai

lekin hum sab yeh sab bhol ker jab yeh sochenge ke hamari un frnds se dosti kaise hoi thi to hamare zehno main un frnds ka woh first impression hi janam lega jo un frnds se first mulaqat main hamare zehno main paida hoa tha zahir hai hamen woh pasnd aya hoga uski baten uske khayal ya xyz kuch bhi lekin woh us shaks ka first impression hi tha ke jiski bina per hamari us shaks se dosti hogayi thi

lekin zara sochen agar ussi frnd se apki first mulaqat main hi larayi ho chuki hoti uske khayalat uski baaten uski activities pasand hi nhi ayi hoi hotin to kya apki us shaks se dosti ho chuki hoti?

well aisi boht saari examples mojod hain ke jinse hamen yeh ilm hojata hai ke insan ka pehla impression hi uska akhri impression ban ker hamare zehno main mehfoz hua hota hai lekin yeh impression bhi sirf wohi log hi note karte hain jo sirf sochne ki nahi balke behtar se behtar sochne ki salahiyat rakhte hain or first mulaqat main samne wale insan ki choti choti baton choti choti adaton se us insan ko pehchan lene ki ehliyat bhi rakhte hain saamne wali ki zubani kalami baaton per aitbaar karne ke bajai apni un thinking per yaqin kar rahe hote hain jo saamne wale shaks ko dekhne ke bad unke zehno main paida ho rahi hoti hain isi munasibat se kisi shayer ne kya khob kaha hai ke

Chehre Pe Us Ke Rang Tha Kam Aitmaad Ka​
Hum Ne Bhi Aitebaar Ziyadah Nahi Kyaa..!!​

@hoorain
wah wah kya baat hain..:p{(ok)}
 

Afrasham_afi

Super Star
Apr 23, 2013
5,386
4,871
713
in friends heart
haha nice try afii per me thoda is me include karunga us larkay nay teen dafa logo ko pagal banaya tha aur teeno dafa loug usay bachanay aye thay but us nay mazaq kiya tha aur chotii dafa me loug nhn aaye toh is ka matlab huwa 3 same impressions is the last impression :lolguy LOLLLLLLLLLL
Haha


@hoorain Point note karo jhoot bola ja raha hai Apnay aap ko sach sabit karnay ke liye

@HuriYa @faari @Maheen_Hassan @Nelly @Asheer @ChoCo
hr koi tumhari tarah nhi bandoo jo bhi hy jin ka pehla tusar bgr jaye na to wo wohi rhty hen past bhulaye nhi bhoolta :p
 

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
In the recent years, I am not believing with the quote ..
first impression is the last impression. Its only about how I present myself to the people around me. I believe this saying rather discourages or demoralizes people from proving themselves.
Let me prove with live instances .. mein bhot zadha talkative nhi ho real mein lekan iss ka matlab ye nhi hai k mein kisi sy bat nhi karti .. phli bar jo milta hai woh 2seri bar milny k bd yahi khta hai maheen tum tou achi khasi friendly ho :p so kia prove howa ho gya na impression change :p kabhi many job ki ti waha mein thora confuse ti manager ny kaha k tum kam thik nhi kar rahi unn ka yahi khyal ta mein nhi kar sakti ,, this was 1st impression.. mujy woh sub bhot bura laga /:) many fasla kia "I am gonna show them who I really am!" oar uss k bd many apna kam dehyan sy krna start kar diya .. jo manager phly gussa howa ta ap woh khush hai k maheen bhot acha kam karti hai This is the second impression. I guess the first impression is vanished now. :p so prove ho gya k 1st impression is not last impression :-bd team A tum jaan lo humeri bat tum maan lo {(popcorn)}



@sho_witch @Asheer @kool~nomi @ChoCo @faari @Afrasham_afi @HuriYa @Sarlaa_TM @Star24 @Mas00m-DeVil @sherry2112 @Abidi
hahah Good one leader :D i agree with you :D
 
  • Like
Reactions: Maheen_Hassan
Status
Not open for further replies.
Top