bro aik dish maine khai thi arabic woh atey ki bani huwi thi aur meethi thi us ka naam shayad haleera tha ya hareera![]()
{)^})ab mujhy wohi pasand hy do din sy ammi ny nhi bany hy dahi bary {)^})
aap ke roze kaise ja rahe hain bhaya
bhaya bukhar ko bhi samjhao itna mut khaya karey kisi din bed toot jaye ga iska :d
hmmm achi baat hai bro aur ghar pe sub kaise hain![]()
bro maine bihari kabab manga is ne nahi dya {)^})
gud bro allah aap ki family ko khush o khurram rakhey aameen bro have some work phir baat karte hain inshallah take care fi amman allah![]()
maine sehri main pta nhi kya khaya lekin jo b khaya i think kuch zyada hi khaya islye pura din khatti dakaaren aati rahin lekin aftari main thora sa khane ke bad jab meethi dakaaren start hoi to meri b himmat barh gayi or maine esha ki namaz ke bad phir se kuch zyada kha lya islye dobara se khatti dakaaren start hogayin but im sure yeh dakaaren sirf sehri tak hi chalengi uske bad i'll change them in meethi dakaaren
karwane gaya tha bhaiU bimaar ho apna kisi achy say dr say elaj kerwaao .. Ok
karwane gaya tha bhai
lekin aj kal woh doctor khud apna ilaaj karwa rha hai
mantel hospital main