Assalamoalaikum..... Dear Khwateen o Hazraat mujhe tu wese TM join kiay hoay kafi time hoa... laiken main kafi time ghair hazir rha.... jis ki wajha se mai jitny bhi lougun ko janta tha wo sab bhore
yani bhudde bhuddian hoay aur aab wo tm pe nai atay bal k apny potay potion ko maire kahaniya sunatay hain.... aab main tm pe buhat kam lougun ko janta hun... tu main ne socha k yahan pe poll lagaon k aya main apny threads main aap sab bachun ko tag kar sakta hun k nai... jo b mery posts main tag hona chahain wo apna kemaati vote de kar yes ka button daba k comments mai mujhe batain... aur jo na kahien tu wo b comments main bata dain ta k main tags laga laga k disturb na karun....bal k aur tariqun se disturb karun...Shukria.
