mujhay tumharay pasand atay hain
is ki waja ye hai k tumhara avatat bara khoobsurat hai jo filhaal hai
is main 1 cheez ne muj ko attract kia wo ye k ye jo macxi sambhal rahi hai na apni wo bohat acha lag raha hai
aur signature mujay apna hi pasand hai kyun k wo durood-e-paak(S.A.W.W) likha hua hai