Asalamo aliekum all TM members
{(welcome)}{(yahoo12)}{(yahoo12)}{(welcome)}
main hun sweet_syndrella ap sub ki jaani maani {)ooo(}tareef karrahi hun jis ki wo hain zulqarnain bhai akhir ye hain bhi to tareef k laiq
TM MR & MIss main mai meray partner hai Zq yani zulqarnain bhai
inki tareef kia karun bus itna kahun gi ye mjay 1st day se hi baray shareef lagay thay aur aisi shaksiat jis ko bhai kehnay ka dil chahay {(yahoo12)}
(ye mera apna faisla hai apko force nahi karrahi)
ab in k baray main kia kahun siwye isk k
ap jahan jatay hain bahaar ajaati hai yani apki personality itni achi hai{(wizard)}
zulqarnain bhai jis school main parha kartay thay waha se inka name zulfi para pata hai iski waja kia thi??
inho nay zulfain rakhi hui thi jo in par jajti thi jis tarha teray naam film main salman khan{}
main nay zulqarnain bhai ko dekha to nahi lakin mjay lagta hai ye bilkul filmi hero jaisay hongay to kyn na inke liya autograph paish kia jye
{(laie3)}ap log yahan autograph de kar hamian kamyab banye