Thappar Ka Haqdaar Kon

  • Work-from-home

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
:-bd beautiful Article , men khud es baat ka aeni shahid hu, FSC me mere Haal men bi mje zabardesti examinar ne utha dia tha :( yeh keh kr k aap ko yahaan hawa nai lag rahi to ap darvaze k pass aa jaO oor phr mere right left, back and forth saray nalaik pandu thy jo bar bar mujse puchte rahay , aglay paper men Jab super tend se maine shikayat ki to he said ap wahen bethay gay jahaan ap ko invigilator bithaye ga , i was really shocked k kesay sal bhr mehnat karne walay talba ko Tamasha banaya jata hai,

Allah Pak Hamaray Haal per Reham Farma ..! Ameen !
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

bilkul aise hi hota hay!
SUM AAMEEN,,thanx for liking :)[DOUBLEPOST=1344418144][/DOUBLEPOST]RedRose64
Tooba Khan
Bela
SUBHAANA[DOUBLEPOST=1344418496][/DOUBLEPOST]Don
masoom_se_chahat
Sabah
ThePatriot
 
  • Like
Reactions: mashraki.larka

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
walaikumsalam
saahi.. Aajkl toh bas yehi sb chl raa ae
media pointout b krta ae mgr krne wale kch nii krty
is trha pass hone wale aagy jaa k jis b field mein jaty hyn usko badnaam krdety hyn
ab dr.s e le lo , kitne unexperienced log dr. Bn k bethy hue hyn
jnko koi knowledge nii k kis patient ko kiya treatment chahiye had hoti ae :/
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
walaikumsalam
saahi.. Aajkl toh bas yehi sb chl raa ae
media pointout b krta ae mgr krne wale kch nii krty
is trha pass hone wale aagy jaa k jis b field mein jaty hyn usko badnaam krdety hyn
ab dr.s e le lo , kitne unexperienced log dr. Bn k bethy hue hyn
jnko koi knowledge nii k kis patient ko kiya treatment chahiye had hoti ae :/
very true![DOUBLEPOST=1344440023][/DOUBLEPOST]Humrahi[DOUBLEPOST=1344440420][/DOUBLEPOST]Nelli
 
  • Like
Reactions: Rubi

Humrahi

Active Member
Jun 18, 2012
291
243
743
!!India!!
Boht achi tehreer hai mohtarma aapki, boht khushi hui ke yaha aise bhi log hai jo aisi cheezon ko sakht nagawaar samajte hai warna aaj kal ke haalat dekh kar to lagta nahi ke log aise bhi ho sakte hain!!
Media kuch kare ya na karen ye unka kaam nahi hai, agar sach me sudarna hi hai to har ek lecturer ko har University, Colleges me sakhti karni hogi sakhti aisi nahi ke wo taalibe ilm ko dara dhamka kar roken! Isse wo aur karne lagenge.
Sakhti aisi ke ye cheezon se aagah karen aur apni padhai per concentrate karne ko kahen!!
Jo kaam samjha bujha kar kiya jaasakta wo sakhti se bilkul nahi kiya jasakta!!
Aaj kal lecturers bhi aise kaam isliye kar rahe hote hai kyun ke unki tanqwa kam ho agar to aisi cheezon se wo kuch kamai haasil kar sakte hai lekin isse wo apne zameer ko aur bhi sula rahe hai!!
Agar lecturers ko aisi cheezon ke liye training dijae to hamae muashire me bohot hi bada badlaaw asakta hai!
Jazakallah!!
 
Very true,,but ye saara sislila un se bhi ooper se shuroo hua hay lecturer se ooper ki posts pe educational board se munsalik tmama higher authorities sab kisi na kisi tara in cheezon may mulawis hain!

WO power ko musbat way may use karaoin to kisi lecturer ki jurrat nhi k paise hi ki khaatir is kisam ki cheap cheezon ko Promote kiya jaaye Education institutes jesi muhazzab jagon pe!
 
  • Like
Reactions: Humrahi

Humrahi

Active Member
Jun 18, 2012
291
243
743
!!India!!
Very true,,but ye saara sislila un se bhi ooper se shuroo hua hay lecturer se ooper ki posts pe educational board se munsalik tmama higher authorities sab kisi na kisi tara in cheezon may mulawis hain!

WO power ko musbat way may use karaoin to kisi lecturer ki jurrat nhi k paise hi ki khaatir is kisam ki cheap cheezon ko Promote kiya jaaye Education institutes jesi muhazzab jagon pe!
Boht sahi kaha aapne agar Educational Institutions me badlaaw lana hai to aise exams ki bajae unhe projects dekar unki mehnat ka andaza lagaya jasakta hai!!
Yaha USA me maine dekha hai ke har institute me exams se zyada projects per marks depend hote hai, agar koi talib e ilm ko ek class pass karna ho to use ek project bilkul akele me pura karna hota hai chahe wo net ki madad se ya phir koi dost ki madad se lekin isse hoga ye ke use apni padhai ki knowledge to milega, khair ye ek view hai mera!!

Aur rahi baat boards ki to inko sabse pehle sudhara gaya to unke niche ki seedhiya bhi sudhar sakti hai iske liye Media ko jagana hoga!!
Lekin Media bhi aisi hai aaj kal ki jo hota hai wo dikhate nahi hai aur jo na ho use badha chadha kar dikhaya jaata hai!!
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Wooow
Zabardast
Kafi acha likh leti hai ap
thanx subhaana sis :)
topic se related kuch kahaingi?[DOUBLEPOST=1344441764][/DOUBLEPOST]

ahaan very nice view ,,kuch to badalna parega ab ..
Media ki to khair kia hi baat hay BUrma k muslims k baare may jab se suna hay tab se to yaqeen ho gya k MEdia sirf apne matlab ki cheezon pe research kar rha hay jahan se earning ziada se ziada ho sakkey,,,warna to Burma may qayamat aayi hui hay aur media ,president sab so rhe hain !
i dont know kaise is baat pe ehtjaj kiya jaaye
 
  • Like
Reactions: Humrahi

Humrahi

Active Member
Jun 18, 2012
291
243
743
!!India!!
thanx subhaana sis :)
topic se related kuch kahaingi?[DOUBLEPOST=1344441764][/DOUBLEPOST]
ahaan very nice view ,,kuch to badalna parega ab ..
Media ki to khair kia hi baat hay BUrma k muslims k baare may jab se suna hay tab se to yaqeen ho gya k MEdia sirf apne matlab ki cheezon pe research kar rha hay jahan se earning ziada se ziada ho sakkey,,,warna to Burma may qayamat aayi hui hay aur media ,president sab so rhe hain !
i dont know kaise is baat pe ehtjaj kiya jaaye

Saudi Arab me to iska boht kaam horaha hai Mashallah se Burma ke musalmanon ke liye Hind se bhi kuch iyadat ki jaarahi hai aur alag alag shehron ke musalmanon ne saath me milkar Burma ke musalmanon ko hind lekar aarahe hai unki imdad bhi ki jaarahi hai Alhamdulillah

Maine ye tak suna hai ke Newly appointed president ne India ke border bhi khol diya hai Burmese musalmaon ke liye aur kaafi tedaad me doctors ko bhi bhijaya jaraha hai Burma aur Assam ke musalmano ke liy!!
Mai ek video share karta hu Assam ke musalmano ka maine literally roya hai us video ko dekh kar!!!
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Saudi Arab me to iska boht kaam horaha hai Mashallah se Burma ke musalmanon ke liye Hind se bhi kuch iyadat ki jaarahi hai aur alag alag shehron ke musalmanon ne saath me milkar Burma ke musalmanon ko hind lekar aarahe hai unki imdad bhi ki jaarahi hai Alhamdulillah

Maine ye tak suna hai ke Newly appointed president ne India ke border bhi khol diya hai Burmese musalmaon ke liye aur kaafi tedaad me doctors ko bhi bhijaya jaraha hai Burma aur Assam ke musalmano ke liy!!
Mai ek video share karta hu Assam ke musalmano ka maine literally roya hai us video ko dekh kar!!!
ALLAH tala reham farmayain sab pe AAMEEN
g aap video share karain!
 
  • Like
Reactions: Humrahi

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wssalam u alaikum
maushre ka ek karwa sach..jo taleem k asal maqsad ko dhimak ki tarha chat raha hai..!
naqal se salahiton ko zang lg jata hai..jb student dekhta hai k sb hi kar rahe hain naqal to phir use parhne ki kya zarurt hai,naqal kbi insan k andr ko mutmain nhi karti..
naqal akhir kyun???..is k piche kya asbaab hain unhe b janna chahiye..kya humara nizam-e-taleem dilchasp nhi, ya hum sirf kitaben rat'te hain aur ikhlaqiyat se la'taluq..!
hume apne nizam-e-taleem ko sahi karna ho ga aur is burai ko jar se khatam krna ho ga

Ap ne boht behtareen likha,ese hi muzoaat pe likhna chahiye..ta'k ise parh k dosre apni islah kar saken..Adab isi ka naam hai:)
jb kbi mai galti se kuch acha likhon to ap mujhe kehti hain na proud of u putri:p
ab mai apko kehti hon Proud of u Aapa:-bd
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Wssalam u alaikum
maushre ka ek karwa sach..jo taleem k asal maqsad ko dhimak ki tarha chat raha hai..!
naqal se salahiton ko zang lg jata hai..jb student dekhta hai k sb hi kar rahe hain naqal to phir use parhne ki kya zarurt hai,naqal kbi insan k andr ko mutmain nhi karti..
naqal akhir kyun???..is k piche kya asbaab hain unhe b janna chahiye..kya humara nizam-e-taleem dilchasp nhi, ya hum sirf kitaben rat'te hain aur ikhlaqiyat se la'taluq..!
hume apne nizam-e-taleem ko sahi karna ho ga aur is burai ko jar se khatam krna ho ga

Ap ne boht behtareen likha,ese hi muzoaat pe likhna chahiye..ta'k ise parh k dosre apni islah kar saken..Adab isi ka naam hai:)
jb kbi mai galti se kuch acha likhon to ap mujhe kehti hain na proud of u putri:p
ab mai apko kehti hon Proud of u Aapa:-bd
very true!
hahaha awww thank u putri ;;) :p
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

SUBHAANA

Hot Shot
Nov 14, 2009
19,371
8,854
713
Qatar
thanx subhaana sis :)
topic se related kuch kahaingi?[DOUBLEPOST=1344441764][/DOUBLEPOST]
ahaan very nice view ,,kuch to badalna parega ab ..
Media ki to khair kia hi baat hay BUrma k muslims k baare may jab se suna hay tab se to yaqeen ho gya k MEdia sirf apne matlab ki cheezon pe research kar rha hay jahan se earning ziada se ziada ho sakkey,,,warna to Burma may qayamat aayi hui hay aur media ,president sab so rhe hain
i dont know kaise is baat pe ehtjaj kiya jaaye

Nop
Mian ne kabhi ese mahool nhi dekha Allhumdulilah se
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Buhat khobsurat tehreer Hoorain, ek intihai ehem issue ko apni tehreer ka mehwer banaya hey tum ney, ek aisa issue jo sub sey bunyadi issue hey, kehtey hai'n her insan key teen bap hotey hai'n, ek woh jo usey aasman se zamee'n pe lata hey ye uska real bap hota hey, ek woh jo usey apni baiti daita hey ye uska father in law hey aur ek woh jo usey zamee'n sey aasma'n per ley jata hey ye uska ustad hota hey laikin aaj kal jo kuch ho raha hey tu ye usey zamme'n se aasma'n per ley ja raha hey ya pestiyoo'n mai'n gira raha hey, laikin sub se ehem baat ye hey key ager hum isey drust hi kerna chahtey hai'n tu uski shorouaat kaha'n sey krai'n yaha'n tu ek shakhs teacher ki noukri hasil hi rishwet ki bunyad per kerta hey tu aur un waldai'n ka kia jo apney taluqaat ya paisa kherch kertey hai'n apney bachey/bachi ko naqal kerwaney key liye aur ye mai'n sunni hui baat nahi'n ker raha apni aankhoo'n se daikhi hui baat baya'n ker raha hoo'n, aur phir sub sey berh ker ye keh aap ney paper kaisey bhi diye hoo'n uski koi ehmiyet nahi'n ager aap 80% se ziyadha marks chahtey hai'n apney honahar bacoo'n key liye tu sirf 12000 rupey per paper kherch kijiye percentage 80 se oper hogi tu ab andaza lagao kitney log shareek hogaye is mai'n him kis per ungli uthai'n hum tu khud hi bigrey huwey hai'n, ye teachers,police aur aisey hi dosrey mehkmoo'n key log jin per hum unki herkaat ki wajha sey tanqeed kertey hai'n hamara hi tu hissa hai'n, baher hal ek intihai behtreen tehreer ek bar phir apney itraf key sach ko perh ker taklieaf tu hui laikin khushi hui key tum ney isey nihayet khobsurti sey ujager kia keh shayed ye logoo'n ki aankhai'n khool dey aur hum sahi aur ghlat ki pehchan kernai'n lagai'n aur us taiba ka woh jawab sirf us mumtahin key monh per tamacha nahi'n tha wo her us ferd key monh per tamacha tha jo is ghinawoney kaam mai'n shareek hai'n, mairi taraf sey itni khobsurat aur ba maqsed tehreer likhney per dhairoo'n daad qabool kro,Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen
SUm AAMeen
bilkul sahi kaha aap ne sab involve hain is nizam ki khrabi may,,sab ka ehtasab zaruri hay,,Ehtasab karne waale khud involve hain to karain kon :s
sab apna apna ehtasab karain apne apne single institute ka nizam sahi karne lagge to shayed saara system sahi ho jaaye!
Hosla afzayi ka behad shukrya :)
 
  • Like
Reactions: -Sohail-
Top