Thappar Ka Haqdaar Kon

  • Work-from-home

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Wah bhut he acha likha hai:-bd
Sab kafi kuch keh chukke hain to mai thora short mai yahi kahungi ke system ko behtar karne ke liye pehle khud behtar hona hoga. Ajj teaching jaise profession ko kamai ka dhanda baanane walon ko sharam se doob marna chahiye. ghalati sab ki barabar ki hai lekin ustad par ek roohani baap hone ke nate ziada responsibility aati hai.
Mujhy aese teachers ke bare mai pata hai jo UNIs mai parhate hain 45000 salary hai phir ghar par aur 3,4 coaching mai parha kar 30 to40000 kamate hain lekin jab koi zarorat mand student baghair fees ke parhane ki req, kare to apne dukhre suna suna kar bhaga dete hain.
Kahan hain woh jazba jo hum se pehle logon mai tha jo khud rkhi sukhi khate magar izzat se jeete the. Woh ustad jo khud gareeb hota tha lekin zarorat mand bachon ko baghair sile ke ek jazbe ke tehat parhata tha.
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Wah bhut he acha likha hai:-bd
Sab kafi kuch keh chukke hain to mai thora short mai yahi kahungi ke system ko behtar karne ke liye pehle khud behtar hona hoga. Ajj teaching jaise profession ko kamai ka dhanda baanane walon ko sharam se doob marna chahiye. ghalati sab ki barabar ki hai lekin ustad par ek roohani baap hone ke nate ziada responsibility aati hai.
Mujhy aese teachers ke bare mai pata hai jo UNIs mai parhate hain 45000 salary hai phir ghar par aur 3,4 coaching mai parha kar 30 to40000 kamate hain lekin jab koi zarorat mand student baghair fees ke parhane ki req, kare to apne dukhre suna suna kar bhaga dete hain.
Kahan hain woh jazba jo hum se pehle logon mai tha jo khud rkhi sukhi khate magar izzat se jeete the. Woh ustad jo khud gareeb hota tha lekin zarorat mand bachon ko baghair sile ke ek jazbe ke tehat parhata tha.
Very well said!
 
  • Like
Reactions: Silent Soul
Top