daily subah subah 1 kg coconut oil mai duba kar rakhte hain take tar o taaza rahe aur phr aandai ki safaidi laga kar khob gol gol ghumatein hain takewhiteness mai ko kami na aye phr hamara tayar kiya hua mouch polish jo soda powder sai bana hua hai wo laga kar moch ki shiining mai izafa hota hai aur ghana bhe rehta hai........
hum sb kuch chun kar hi rakhte hain abhe apne masail batao bachelolz, nice replybot chun k naam rakha hai, nakhre wala
walaikum asalamkya shikayat hai bacha?assalam-o-alaikum mjhe tm k aamil baba se shikayat hai?????????
kya hai batao bacha abhe sari dor kar dehngeshikayat nae shikayatain han................
tu tum aam khao na ghutliyan na ginonyc thread
ye to bara dronee baba lagta hay
monchy to ab tk is ki zameen may ja lgti hongi
bacha yai baba db nahe nakhre wala haihaha...inna horrible baba
acha chalo db..is babe se meri pro solve krao
lolz...
bacha yai baba db nahe nakhre wala hai
aur nakhre wala hi problem solve karega batao kaya samasya hai bacha
bacha mai baba hun koi scanner nahe jo scan karne sai sb pata chal jaye sirf solve karta hun problem
lolz...
samasya hi samasya hy{(upset)}
acha tum baba ho na...khudi pata lagao na "samasya" ka bhi
bacha solve hue tu koi baba kai pass ane ki zehmat nahe kar raha na na hue hote tu agle din 10 numburi jota lai kar khare hote bahirbaba giii abhi tak koi problims bhi solve ki hay ap nay ,,,,
bacha solve hue tu koi baba kai pass ane ki zehmat nahe kar raha na na hue hote tu agle din 10 numburi jota lai kar khare hote bahir