TM Eid Party

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
wow maaan super bb thanks yara :) .. maan main bhi mummy ki gal sun loon kab se khaney ka bol rahi hain dant par jaye gi mujhe ub :s ok tuney jana ho toe chale jana main aik ghante ke baad aaon ga
 

*Maan*

TM Star
Sep 9, 2010
4,718
2,160
113
Karachi
nelli main bhi after 1 hours aya.. maan aur zoobi tum dono jab tak hoo arrange karoo . main dinner waghera kar ke dobara aaon ga aur agar jana hai toe chale jana tum dono bhi .. maan tu tabyat kharab mut karna apni samjha na ? :) okzz buddies tc
Aray nahi kar raha apni tabiyat kharab wese mera full mood tha ghar aatay hi sonay ka par tere is TM Eid party wale sms ne mujhe online aanay par majboor kardiya... hehe
 

*Maan*

TM Star
Sep 9, 2010
4,718
2,160
113
Karachi
wow maaan super bb thanks yara :) .. maan main bhi mummy ki gal sun loon kab se khaney ka bol rahi hain dant par jaye gi mujhe ub :s ok tuney jana ho toe chale jana main aik ghante ke baad aaon ga
Aik ghantay tak khayega??? {(thinkg)} Salman khan banna hayyy hmmmm hehe... ja khayal rakhna apna tc
 

zobi_best

Newbie
Mar 19, 2008
3,820
1,012
0
38

Aray nahi kar raha apni tabiyat kharab wese mera full mood tha ghar aatay hi sonay ka par tere is TM Eid party wale sms ne mujhe online aanay par majboor kardiya... hehe
Oye oye Maan .... teri tabiyat ko kiya hoo gaya ...... ?
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India


kababs ke sath ye sab bhi jise jo pasand ho le le...:)

main theek hoon maan...party me jese enjoy karana chaho main taiyar hoon ... bohat acha lag raha hai party me aake ... lag raha hai ke sare din ki thakan utar gai...:)
 
Top