ASLAAM O ALAIKUM
kaisey hai sab Bohot Maza aya 1st task mai Umeed hai apko bhi maza aya ho ga
Acha g ye raha Ap ka 2nd Task
------------------------
Make Idioms
-------------------------
apko mai kuch Pic Deti hon ap ney un pic ko dekh kr zyada sey zyada Idioms btaney hai
aik ya do pic ya 3 pic ko bhi mila kr Idiom bnaney hai zyada sey zyada bnaney ki koshish karain
aur idiom apni friend pr Fit krna hai
-------------------------------------
Example
Example
(aag lgana ) Idiom
@@xyz ka tou kam hi Aag lgana hai
------------------