Tm's Poet Competition December 2013

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
ahaan nice contest pr afsos last date to ab kl hi hai participate to krne se rha well best of luck for all members
 
Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
Assalam -0- Alaiukm
Tm, yeh rahi hmari sharing Umeed hy pasand aegi yeh meny khud likhi hy :)
Rim Jhim Rim Jhim Barsi Barish
Halki Halki Qatra Qatra December ki lambi Tanha raten Dil jalaen
Halki Halki Qatra Qatra
Sham Sehar me Zardi chalki
Halki Halki Qatra Qatra
Zalim December me likhi judayi
Ankhon me pani boonden ayi
Halki Halki Qatra Qatra
Pairhon py ek koyal kooki
baaghon me bhi chiriya chehki
Mast hawa me raag lagaye
Halki Halki Qatra Qatra
Nandiya kinary me aaj bhi rooyiDecember aya tu na aya
yaad teri Q phir sy ayi
Halki Halki Qatra Qatra
Zalim December tera yeh aalam

Kaly badal behta jharna Hawa ka jhonkA
har zarry me teri khushboo
Halki Halki Qatra Qatra
Written By Me ( poetess Chaya )

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237

{}{43r5
 
  • Like
Reactions: Chaya

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301

{(book)} u tou writter ho
 
Miss_Tittli

TM Star
Jun 10, 2013
1,632
1,106
163

walikumasaalam
nice sharing
 
  • Like
Reactions: Chaya

faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen

december.gif

teri halki halki si yadoon ka qohar
esa jam sa gaya hai mere dil par
kabhi shabnam ki tara ankhoon se gary
kabhi dhond ki tara samne aa jaye
phir yun qatra qatra giry mujhy jalane k lye
aur us ki tara kanoo me unkahi baatein kr jaye
phir se girne lgy darakhtoon k wohi sokhy paty
jesy tery tooty wadoon se bhar gya samondar
lo phir se aa gya wohi december

@sarlaa_saddiqui @Hoorain @S_ChiragH @Kit_Kat @LaaraibLikhaari
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Assalaamu alaikum doston maana ke late hain hum subhi se
per haazir hain apni choti si nazam ke saath :p
Khushion ka aur ghumon ka mausam december hai
kahin qehqahe goonjte, kahin hai matam december hai
wahi lihafon me leit kar aapasi baaten kahin
kahin chaaya huwa hai shayarana aalam december hai
kar paata hai koi bamushkil fajar ko wazu
koi kar raha hai kisi ko paane ki justaju
kisi ko naseeb chain raat bhar ka hai
kahin aashiq raat bhar kar rahe hain guftagu
har rishte nazariye ko mil rahi hai taazgi
jese band phool per naweli shabnam december hai

kahin qehqahe goonjte,hai kahin matam december hai
halke phulke sadaon ka yahan se wahan hona
kahin sheir o shayaari ka pyara diwaan hona
kisi ke liye bara pyara hai ye maheena
kisi ke liye ise bas wisaal ka nishaan hona
koi sub bhool kar khush baash reh raha hai
kisi ka phir taaza huwa hai zakham december hai

thande thande subh me maa ki banayi garam chaaye
behen bhaion ki bachon ki yaad bohot tarpaaye
ye maah to guzare na guzre kaate na kate
KHUDA kare apnon se door kabhi koi na jaaye
dekho kitna inko bhi hai dukh doston
pardesion ke bhi aankh hain num december hai

tumhen yaad hun ya bhooli ho jaanta nahin
magar tum lout aaogi itna tak maanta nahin
ye to jaanta hun umeed achhi cheez hai lekin
jo mumkin hi nahin aise guman paalta nahin
ghum e ishq ki inteha to mujhe nahin malum
bas ye tey hai ibtida kam az kam december hai

kahin raaton me qaiyam ho raha ho
kisi ka dil kisi ke naam ho raha hai
hain qareeb hi kuch faraz o wasi jese
jinka purdard har sham ho raha hai
kahin wafa kahin koi bewafa kahin raza kahin saza
sub le de rahe hain wafadari ki qasam december hai

kisi ka unwaan Deen e ISLAAM hai
kisi ka mehboob ke naam pegham hai
koi likh raha hai ghazal ke wo tanha hai
koi khud hi ko kar raha sheir se badnam hai
koi likh raha hai ghazal koi nazam
ke aaya hai maah e ghazal o nazam december hai

***S_ChiragH***
 
  • Like
Reactions: faari and Chaya

And The Winner Is..:p
S_Chiraghh..:D
Bohat zabardastttt..;)
Superbbb....
 
*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
32
Pakistan.. karachi

umdaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa sharing is it urs own poem
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH
Status
Not open for further replies.
Top