khaan nahi.... khana bnana haiChalo ap khana kha lo pc set aongu thori dair tak aser k bad ,,,
khanay ki baari to baad mein aaey gi na
khaan nahi.... khana bnana haiChalo ap khana kha lo pc set aongu thori dair tak aser k bad ,,,
main to janti nahi hon kisi ko... mera to yaheen takra huva hai Tm mein... kaise pata karoNpta kro jaldi jaldi haha
aik do log tou a jaeylakin main bas Pk time 8 tak hi reh sakti hon....
mere baad baqi log huvay to kiya aap word word kheltay rahen gay ya mera wait karen gay jaise main baqiyon ka kar rahi hon
tumharey aur merey ilawa koi on nhi haimain aik aur id bna loN?
siyapa hai mujhe kabhi pc band kabhi net kabhi kuch tey kabhi kuchView attachment 101522
itna intzaar ............................................
abhi to chal raha hai naa.....siyapa hai mujhe kabhi pc band kabhi net kabhi kuch tey kabhi kuch
ok next wordabhi to chal raha hai naa.....
dosron k na anay ki saza mujhe kyun de rahi hain