~*~ ramadan seher o aftar contest 2011 ~*~

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Assalam O ALykum

Filhal aik choti se recipe k sath hazir hoon jo abhi koch hrs pehle he may ne aftari may banai..



Ok here you gooo



DHAI BARAY RECIPE BY REDROSE64









Mash ki daal 1 pao
Baking powder/soda 2-3 pinches
Kutti hoi lal mirch 1 tea spoon
Namak according to taste
Zeera half tea spoon


Mash ki daal 4-5 hours k lie bhigho dein.. phir thory se pani k sath blender may daal k achi tarhaan pees lein.. is paste may namak, lal mirch, baking powder, zeera daal k mix kar lein.. thori dair chore dein.. phir pakoro ki tarhaan deep fry kar lein
Then inhe alag plate may nikaal k rakh dein.. aik pateeli may pani garam kar k us may thora sa namak, thori se lal mirch powder, zeera daal k mix karain.. us neem garam pani may ye baray daal k 2 mints tak bhigo k rakhain.. phir pani se nikaal k hath se press kar k pani nikaal k alag rakh dein..

Dhai may chat masala, pissi cheeni 1 table spoon, namak 1 pinch daal k phaint lein.. us may ye baray rakh dein.. upper imli ki chutney, haray masalay ki chutney, ketchup or thoray se badam se garnish kar lein..
 

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
wow yum
{(hungry)}
RR me ko parcel kr do aik plate
:x​
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
hai toe achi dikhne main magar tum ne apna naam aur TM nahi likha toe isko mere pass bhej doo sharafat se {(nea)}
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Assalam O ALykum

Filhal aik choti se recipe k sath hazir hoon jo abhi koch hrs pehle he may ne aftari may banai.. yahan recipe k sath name wagira is lie mention nai kia coz aftari k last mints chal rahay thay.. ap log chahyein to is recipe ko contest may include kar saktay hain na b chahyein to mughe koi prob naiJ



Ok here you gooo



DHAI BARAY RECIPE BY REDROSE64






Mash ki daal 1 pao
Baking powder/soda 2-3 pinches
Kutti hoi lal mirch 1 tea spoon
Namak according to taste
Zeera half tea spoon


Mash ki daal 4-5 hours k lie bhigho dein.. phir thory se pani k sath blender may daal k achi tarhaan pees lein.. is paste may namak, lal mirch, baking powder, zeera daal k mix kar lein.. thori dair chore dein.. phir pakoro ki tarhaan deep fry kar lein
Then inhe alag plate may nikaal k rakh dein.. aik pateeli may pani garam kar k us may thora sa namak, thori se lal mirch powder, zeera daal k mix karain.. us neem garam pani may ye baray daal k 2 mints tak bhigo k rakhain.. phir pani se nikaal k hath se press kar k pani nikaal k alag rakh dein..

Dhai may chat masala, pissi cheeni 1 table spoon, namak 1 pinch daal k phaint lein.. us may ye baray rakh dein.. upper imli ki chutney, haray masalay ki chutney, ketchup or thoray se badam se garnish kar lein..
wakiye buhut yummy dekh rahe hain and well garnished :)
 
  • Like
Reactions: RedRose64

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
suno suno TM wasiyoon RR phir se aik plate ke sath entry maar rahi {(oh0(} hai pet tham ke bethye :D
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
kia zalim dahe baray banaye hay....wow zabardast r......
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
hehehe frdz maira bilkul irada nai tha is contest may participate ka.. just normal sharing ki.. per zee ne mughe text kar kar k zaberdastti image k sath name likhwaya.. so now ye aik plate bachi thi socha is k sath he TM or apna user name likh k contest may entry kar sakti hoon:)


baki sehri ki recipe kal subah share kar dongi {(haha})
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
Assalam O ALykum

Filhal aik choti se recipe k sath hazir hoon jo abhi koch hrs pehle he may ne aftari may banai..



Ok here you gooo



DHAI BARAY RECIPE BY REDROSE64









Mash ki daal 1 pao
Baking powder/soda 2-3 pinches
Kutti hoi lal mirch 1 tea spoon
Namak according to taste
Zeera half tea spoon


Mash ki daal 4-5 hours k lie bhigho dein.. phir thory se pani k sath blender may daal k achi tarhaan pees lein.. is paste may namak, lal mirch, baking powder, zeera daal k mix kar lein.. thori dair chore dein.. phir pakoro ki tarhaan deep fry kar lein
Then inhe alag plate may nikaal k rakh dein.. aik pateeli may pani garam kar k us may thora sa namak, thori se lal mirch powder, zeera daal k mix karain.. us neem garam pani may ye baray daal k 2 mints tak bhigo k rakhain.. phir pani se nikaal k hath se press kar k pani nikaal k alag rakh dein..

Dhai may chat masala, pissi cheeni 1 table spoon, namak 1 pinch daal k phaint lein.. us may ye baray rakh dein.. upper imli ki chutney, haray masalay ki chutney, ketchup or thoray se badam se garnish kar lein..
walaikum salam
Awesome job RR baji:D
looks Yummyano....{(ok)}


BTW kaise comments melay ghr walo se???
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
wow zabardast nice sharing {(ok)} ub mere ghar bhej doo sharafat se ye plate jo bach gai tum se {(spiteful)}
 

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Weldone RR, akher app nay ustad ki laaj rakh li {(haha}){(haha})

bilkul perfect hay jaisy ma nay app ku bataya tha app nay khoob kaho waisy he kiya

aisy he mehnat kerti raho aik din xaroor kamyabi ku choo lu gi

jub log app k program TV per dhiaknay k liye betaab aur utawaly ho rahay hon ga {(wacko)}{(wacko)}{(wacko)}{(wacko)}
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Assalam O ALykum

Filhal aik choti se recipe k sath hazir hoon jo abhi koch hrs pehle he may ne aftari may banai..



Ok here you gooo



DHAI BARAY RECIPE BY REDROSE64









Mash ki daal 1 pao
Baking powder/soda 2-3 pinches
Kutti hoi lal mirch 1 tea spoon
Namak according to taste
Zeera half tea spoon


Mash ki daal 4-5 hours k lie bhigho dein.. phir thory se pani k sath blender may daal k achi tarhaan pees lein.. is paste may namak, lal mirch, baking powder, zeera daal k mix kar lein.. thori dair chore dein.. phir pakoro ki tarhaan deep fry kar lein
Then inhe alag plate may nikaal k rakh dein.. aik pateeli may pani garam kar k us may thora sa namak, thori se lal mirch powder, zeera daal k mix karain.. us neem garam pani may ye baray daal k 2 mints tak bhigo k rakhain.. phir pani se nikaal k hath se press kar k pani nikaal k alag rakh dein..

Dhai may chat masala, pissi cheeni 1 table spoon, namak 1 pinch daal k phaint lein.. us may ye baray rakh dein.. upper imli ki chutney, haray masalay ki chutney, ketchup or thoray se badam se garnish kar lein..
Masha Allah RR aapko apne contest me participate karte huwe dekh ke mujhe bohat khushi ho rahi hai...:)

dahi barey to bohat maze ke lag rahe hain... kash ke chakh bhi sakti...:(

bohat hi tasty sharing ... thx for sharing...:)
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
hehehe frdz maira bilkul irada nai tha is contest may participate ka.. just normal sharing ki.. per zee ne mughe text kar kar k zaberdastti image k sath name likhwaya.. so now ye aik plate bachi thi socha is k sath he TM or apna user name likh k contest may entry kar sakti hoon:)


baki sehri ki recipe kal subah share kar dongi {(haha})
jab aftar ka aisa jalwa hai to sehri ka alam kya hoga....{(gimmefive)}

besabri se intezar karenge aapki sharing ka....{(yahoo12)}
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
inshaAllah may bht jald share karo ge recipy...
sehre ki dish ki pic kehnch li...
ab just aftare baqe hay...

ye himmat amreen just u k kehnay pay ke hay is bar manay....i wish tum logo ko pasand aye..
zaroor pasand aayegi kyun nahi aayegi...meri bat rakh lene ka bohat bohat shukriya tooba...tumhari sharing ka intezar rahega...:)
 
Status
Not open for further replies.
Top