faari ye jo quotes aapne share kiye hain iska refrence kia hai.kyunke isme ek do baat mujhe samajh nahi aayi?
faari ye jo quotes aapne share kiye hain iska refrence kia hai.kyunke isme ek do baat mujhe samajh nahi aayi?
wahi k hazrat moosa alaihissalam ne farmaya k aye Allah jab tu ziada khush hota hai to kia karta hai.to Allah ne kaha k main betiyan paida karta hon..kon si do baatein
yar maine kisi darakht ka to zikar tak nhi kyawese fahad eik baat btaein baat tu ap ne achi ki k jb hawa chalti hai tu zahir hai paty hilty hein ab ap ye btaein agr ap itne bary danishwar hein tu btaein k jb darakht pr paty hi nae hoon gy tu hawa chalne se kya hily ga
wahi k hazrat moosa alaihissalam ne farmaya k aye Allah jab tu ziada khush hota hai to kia karta hai.to Allah ne kaha k main betiyan paida karta hon..
sab musalman apas main bhai bhai hain yeh baat to kher sab jante hainsab insan apis me behan bhai hein us lihaz se ap mere bro hoye na {(dancing)}