Mubarak baad to yun diye ja rhy ho meer
Jysy gali myn rota bcha hnsaya ho
Jysy gali myn rota bcha hnsaya ho
hahaha mubarak ho aapko
hahaha mubarak ho aapko
aap is tara se mehfil adhuri chor k nhi ja sakti sahiba,,,aapko is toheen-e-mehfil par zanjeeron may jakar k kaal kothri ki salakhon k peeche b dala ja sakta hayawwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww
mujhey aur mughlon pr baat nhi krni mai ja rahi hon
raah k pathar chunty rehty ho??Siyani hny ko lazim hy meer
Raah k pttharo se gili danda khelna
tumko kis ney keh diya k mughal itni tameez sey boltey hai
mai ney jitney bhi mughal daikhey apni zindagi mai bohot buri zaban thi unki awwwwwwwwwwww
katti krney ka naya andaz ajkal fb pr dastiyab hai seedha seedha unfriendlilah aap q ho gya gya hy?? itni behki behki baaten kr rhi haen aap?? oar @Mahen to wo b nhi kr rhi
hahahaMubarak baad to yun diye ja rhy ho meer
Jysy gali myn rota bcha hnsaya ho
waaliakum assalam malika e aaliya @Hoorain sahiba hum aap k boht mashkoor hain k aap ne is khandan e mughliya main hamain dawat de kar sharf bakhsha lekin aik baat ki is banda e na cheez ko smajh nahi aa saki or wo ye k ye na cheez to bachpan se hi kisi aala mansab par faiz hone ka talabgar tha jesa k kisi shehzady k lekin aap ne to humain sipahi k mansab par faiz kar diya . khair main is mansab ko bhi pori zemedari k sath ba-khoobi nabhany ki koshish karunga or ab se kisi ka bhi sar tan par nahi raheny diya jayegaTM khandan-e-Mughliya
Assalam o ALaikum TM motaram afrad-e-khana
TM khandan-e-mughliya may aap ko khush aamdeed kaha jata hay!
Is makhsus mehfil may har shab-o-roz TM k moaziz ,ba-zauq ,ilm-o-adab aur fehm-o-frasat ki dolat se mala maal afraad apni Tehzeeb-o-tamaddun k johar dikhayain gey...aap samajh to gey hi hon gey k hum kis kis ki baat kar rhe hain
is mehfil ki khaas baat ye hay k koi b yahan mughliya aur lakhnoyi urdu k ilawa koi b lab-o-lehja istamal karne ki jasarat nhi kar sakta,...
aaiye aur apne makhsus lab-o-lehje may aik dusre se hum kalam hoiyee..
iS khandan-e-mughliya Mehfil ki sarparasti k liye hum madu karna chahain gey jnab mohtaram @Asheer sahab jo apne khaas lakhnaoyi shayrana andaz aur adab gehra lgao rakhne ki badolat TM k har gali kooche may door se pehchane jaate hain
Is k saath hi TM ki 2 haseen dosheezaon se b hum guzarish karain gey k wo apni makhsus adbi aur munfarid silahiton ko baroye kaar laate huye is mehfil ki sarparasti ak aizaz hasil karain @Bela aur @Dua_E_Sehar
Is adbi mehfil k makhsus rang aur taqadus ko brqarar rakhne k liye hmare sipahi hama waqt hama tan gosh hain agar kisi ne mehfil k rang may bhang daalne ki koshsih ki to un k sar filfor tan se juda kar diye jayain gey...sipahioo hoshyaar @Abidi @Fanii
Aayain phir aaghaz karte hain
@tag_tm
raah k pathar chunty rehty ho??
suna hy un sy banty khelty ho
na mano mai ja rahi hon jitni nafrat mujhey mughal sey na shayed hi kisi sey ho awwwwwwwwwwwNah .. hm nhi maanty
hahahaha aap k tarz-e-takhatub ne hmare labon par besakhta tabasum bikhair diya jo be qabu ho k dandan shareef tak pohanch gya,,mukhtasiran ye k hmar hansi nhi ruk rhiwaaliakum assalam malika e aaliya @Hoorain sahiba hum aap k boht mashkoor hain k aap ne is khandan e mughliya main hamain dawat de kar sharf bakhsha lekin aik baat ki is banda e na cheez ko smajh nahi aa saki or wo ye k ye na cheez to bachpan se hi kisi aala mansab par faiz hone ka talabgar tha jesa k kisi shehzady k lekin aap ne to humain sipahi k mansab par faiz kar diya . khair main is mansab ko bhi pori zemedari k sath ba-khoobi nabhany ki koshish karunga or ab se kisi ka bhi sar tan par nahi raheny diya jayega
awwwwwwwww mai nhi dartiaap is tara se mehfil adhuri chor k nhi ja sakti sahiba,,,aapko is toheen-e-mehfil par zanjeeron may jakar k kaal kothri ki salakhon k peeche b dala ja sakta hay
brri dash ho taunt marny sy baaz na anakatti krney ka naya andaz ajkal fb pr dastiyab hai seedha seedha unfriend
khela to khilna sy jata hy saahib.. aammi ko bolo bazar se laa daenBanty to ankh myn hty hyn meer
Hm unsy khel kysy skty hyn
ufff mai nashta krney ja rahi hon subah subah hi mera mood khrab kr diya is mughalon ka nam laikrbrri dash ho taunt marny sy baaz na ana
hadd e adab.... hum iss mughliya khaandan k aakhiri chashm o chiragh haen oar aap hamary darbar mae haen oar hmaen qatl o gharat sy sakht nafrat hy.. hmaen sab k sir un k tan per he chahyenwaaliakum assalam malika e aaliya @Hoorain sahiba hum aap k boht mashkoor hain k aap ne is khandan e mughliya main hamain dawat de kar sharf bakhsha lekin aik baat ki is banda e na cheez ko smajh nahi aa saki or wo ye k ye na cheez to bachpan se hi kisi aala mansab par faiz hone ka talabgar tha jesa k kisi shehzady k lekin aap ne to humain sipahi k mansab par faiz kar diya . khair main is mansab ko bhi pori zemedari k sath ba-khoobi nabhany ki koshish karunga or ab se kisi ka bhi sar tan par nahi raheny diya jayega
meri traf sey zuban wala
subha subhaufff mai nashta krney ja rahi hon subah subah hi mera mood khrab kr diya is mughalon ka nam laikr