Jukebox

  • Work-from-home

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
well in my opinion an Engagement has absolutely no legal basis in Islam thus the boy n the girl remain non-mehram to each other n as such it would not be permissible for the 2 to meet or talk in private. During the time of engagement, the man and woman are not married and are not allowed to be alone with each other. Its forbidden for them to hv intimate relations during this time. Engaged couples should be moderate in their behavior and abide by Islamic morals in their speech. I hv also heard that a woman or a man can only talk to their fiance in the presence of a Mehram.

May Allah inspire in us good thoughts and good deeds, and protect us from the evil inclinations inherent in our souls!
but meine khud engagement tot'ti dekhi hai larki baat nahi krti thi tu larky ny socha shayed kisi or mein interested hai.....or wesy bhi aj kal itna mod zamana hai k log tu bg/gf k name pe baat kr laity hain tu engagement k bad baat krne mein kia harj hai? aisa log kehty hain.
 

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
loag to oar b bht kuch kehty haen logun ki bat ki jaye to kahen rehny nhi dety :D

but apny apny views de rhy sb .. us k accordingly mujhy yehe theek lagta hy k mangani nhi honi chahye ho b to bat mat kren simple :p
aise bolo na mangni honi hi nahi chahiye :p
 

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
to larki ko shukar ada karna chahiye ke aise shakki mizaj se uski shadi se pehle hi jaan chout gayi
kl shadi ke bad wo larki apne shohar ki kisi bat per moun phula k bethi hogi or same yehi khayal us waqt uske zehn main agaya hota ke meri wife bat nhi kr rhi mujse shayed kisi or main interest hai or ye soch kr wo us larki ko talaq de deta to ye bat to phir behtar hi haina ke just engagement hi tooti
wah zbr10 baat keh di....... agreed :joy
 

virgonakhan

TM Star
Dec 15, 2013
1,380
283
233
kyun ke mazhab ijazath daita hai larky aur larki ko ke apny liye shareek e hayath pasand kar lain...aur isi liye pir nikah mai qbool hai qabool hai bola jatha hai..nai??? plz koi batayega ke agar larka larki sey ya larki larky sey baat na kary ya daikh na ley tho kaisy faisila karaingey ke yes ya no?? guide me plz if am wrong.:happy
 

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
to main konsa nikah k khilaaf hn main b to yahi kahing k nikah behtar hai :p
lekin agar larka or larki aik dosry ko smjna chahty hain to phir sirf mangni honi chahiye
ta k baad main agar shadi ho jati hai to koi problem na ho dono main understanding ho .... :p
larka larki ko kesy pata chaly k unhain abhi aik 2re ko samjhne ki zarorat hai k nahi? :p
 
Top