*** Islamic QUIZ ***

  • Work-from-home
Jun 21, 2010
91
44
0
45
abhi toilet se bahar ane k baad kya dua padhen ye bhi kehden[/QUOTE]

غفرانک- الحمد للہ الذی اذھب عنی الازٰی و عافانی---------(ابن ماجہ)

ترجمہ:
اے اللہ! میں تجھ سے مغفرت کا سوال کرتا ہوں، سب تعریفیں اللہ کے لئے ہیں، جس نے مجھ سے ایذا دینے والی چیز دور کی اور مجھے عافیت عطا فرمائی--------------(ابن ماجہ ص 26 باب مایقول اذا خرج من الخلا)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

bait ul khula se bahar aane k baad ghufranak (غفرانک) kehna masnoon hai
isse ( Ahmed, timidhi aur ibn maaja ne riwayat kiya hai ) sahi
 
Oct 18, 2009
18,710
9,640
1,313
LoCk Me In YoUr HeArT
Masjid may Dakhil honay ki dua

Auzo bilahil azeem va be vajhel kareem va sultanehel kadeem -e- minash tua nirajeem bismillahe vaslahto va vaslamo ala rasoolullahe, Allah huma fta lee abvaba rahmatek.

Translation:-
may azmat valay Allah, us k kareem chheray or uski kadeem saltanat ki panah may ata hoon shetaan merdood say.... Allah k naam k saath (dakhil hota hoon) or salat o salam ho Hazoor S.A.W per,,, Aye Allah meray liye apni rehmat k dervazay khol day...!

bahir nikalnay ki dua..

Bismillahe vasalat o vasalamo alaa Rasoolillah.. Allah huma ini asaluka min fadlika..Allah huma asimni min neshaitaan nirajeem.

Translation:
Allah kay naam kay saath ( may nikalta hoon) or salat o salam ho Rasool S.A.W pr... Aye Allah...! yakeenan may tujh say tera fazal mangta hoon. Aye Allah....! muje mehfooz ferma day. shetaan mardood say.

masha Allah :)

Jazakallah khair janab

masjid me dakhil hote waqt muslim shareef me alfaz shayad is tarah hain

pehle bayan pair dalenge phir ye dua padhenge

bismillahe vaslahto va vaslamo ala rasoolullahe, Auzo bilahil azeem va be vajhel kareem va sultanehel kadeem -e- minash tua nirajeem Allah huma fta lee abvaba rahmatek

aur bahar nikalte waqt pehle bayan pair nikalenge phir ye dua padhenge

Allah huma ini asaluka min fadlika

agar isme kahin khata hai to durust farma sakte hain

wallahu aalam
 
Oct 18, 2009
18,710
9,640
1,313
LoCk Me In YoUr HeArT
Tawaf al-Qudum

ye Tawaf jo bhi koi Makkah may kisi bhi kaam k liye aa raha hay... chahay Umra, Hajj ya kisi kaam k liye aya ho.... ya sirf visit k liye..

Tawaf al-Ifadha (Tawaf al Hajj)

ye tawaf Hajj k liye hi hay.. jo k her hajji k liye jin ko Allah ta'ala nay Hajj jesa fareeza addaa krnay ki taufeeq atta fermai

Tawaf al-Widaa

ye Tavaf Makkah ko chornay say pehlay kiya jaiga is k baad aapko Makkah (Area of Haram Paak) chorna hota hay.. Alvidai tavaf bhi kaha jata hay.

Tawaf al-Nafl

ye tawaf Nafl may ata hay.. jo jis waqt bhi kiya jaa skta hay jab b dil chahy kiyn k tavaf may kisi kisam ka koi time mukarer nhi hay..

Tawaf al-Umrah

ye Tawaf Umra ko Umra ka aik hisa samjh kr kiya jata hay...

koi kami beshi aap ker sktay hain..
Allah hamay deen Islam ko samjhnay ki taufeeq ataa fermaye
Ameen

Top