A Big Issue

  • Work-from-home

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Asslamualakum,
shied sab ye samjhtay hain k mujhe aisay he adat ha k jab marzi koi na koi issue raise kar deta hoon,
sachi bat ye ha k ma issues k pechay nahi bhagta,balkay issues meray pechay bhagtay hain,
ab mujhe ye itna bara issue b mujhe itna zor laga k raise karna paray ga,
issue ye ha k mujhe boht he afsos k sath kehna parr raha ha k ma ne TM main bakra mandi kholi magar kisi member ne mujh se aik bakra b nahi khareeda {(cray)}
jo b aata tha wo kehta tha k muft do ge to bakra lain ge,mujhe pata hota k TM k baassi itnay kanjus hain to ma yahan ki bijaaye Afghanastan main bakra mandi khol leta:s
ab to meray bakray b jab..mein,mein.. Karte hain to sath ye gatay hain k "aa ja(gahak)tenu akhiyan udeek diyan" mein,mein...
Aur to aur @Don pai ne b inna gawara nahi kiya k Canada ki naek kamai se aik adad bakra(mujh se)khreed k TM ki laj rakh letay:s
agar eid tak mera aik b bakra na bika to ma ne naraz b ho jana ha,bolna b nai kisi k sath
({sad)}
 
  • Like
Reactions: RoOMi

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Asslamualakum,
shied sab ye samjhtay hain k mujhe aisay he adat ha k jab marzi koi na koi issue raise kar deta hoon,
sachi bat ye ha k ma issues k pechay nahi bhagta,balkay issues meray pechay bhagtay hain,
ab mujhe ye itna bara issue b mujhe itna zor laga k raise karna paray ga,
issue ye ha k mujhe boht he afsos k sath kehna parr raha ha k ma ne TM main bakra mandi kholi magar kisi member ne mujh se aik bakra b nahi khareeda {(cray)}
jo b aata tha wo kehta tha k muft do ge to bakra lain ge,mujhe pata hota k TM k baassi itnay kanjus hain to ma yahan ki bijaaye Afghanastan main bakra mandi khol leta:s
ab to meray bakray b jab..mein,mein.. Karte hain to sath ye gatay hain k "aa ja(gahak)tenu akhiyan udeek diyan" mein,mein...
Aur to aur @Don pai ne b inna gawara nahi kiya k Canada ki naek kamai se aik adad bakra(mujh se)khreed k TM ki laj rakh letay:s
agar eid tak mera aik b bakra na bika to ma ne naraz b ho jana ha,bolna b nai kisi k sath ({sad)}
waalaikum assalam
hahaha gud hay faer to maine bakra bilkul nae khareedna ;p
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
w slaaaM


ahhahahha Hum ney tou waisey bhi bakra nhi khareedna (213) kyon k hum cow mai hissa lain gey :p
 
  • Like
Reactions: shzd

shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
w slaaaM


ahhahahha Hum ney tou waisey bhi bakra nhi khareedna (213) kyon k hum cow mai hissa lain gey :p
aaaho bakry barru mehngy hnnn
wohi baat k free dy dn to chlo sawab ka sawb aur dukandari ki dukandaari.........
@Abidi bro ghaaty ka soda ni hy
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
aaaho bakry barru mehngy hnnn
wohi baat k free dy dn to chlo sawab ka sawb aur dukandari ki dukandaari.........
@Abidi bro ghaaty ka soda ni hy

:eek: acha bakra memnga hota hai ,,pr yahan tou same rate hai bakra aur cow ka
 

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
waalaikum assalam
hahaha gud hay faer to maine bakra bilkul nae khareedna ;p
tusi to aik kukri nai khreed sakti,bakra kia khreedna ha:p
wasay mujhe shak ha k aap ne he mery bakra mandi k khilaf sazish ki ha:-?
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Asslamualakum,
shied sab ye samjhtay hain k mujhe aisay he adat ha k jab marzi koi na koi issue raise kar deta hoon,
sachi bat ye ha k ma issues k pechay nahi bhagta,balkay issues meray pechay bhagtay hain,
ab mujhe ye itna bara issue b mujhe itna zor laga k raise karna paray ga,
issue ye ha k mujhe boht he afsos k sath kehna parr raha ha k ma ne TM main bakra mandi kholi magar kisi member ne mujh se aik bakra b nahi khareeda {(cray)}
jo b aata tha wo kehta tha k muft do ge to bakra lain ge,mujhe pata hota k TM k baassi itnay kanjus hain to ma yahan ki bijaaye Afghanastan main bakra mandi khol leta:s
ab to meray bakray b jab..mein,mein.. Karte hain to sath ye gatay hain k "aa ja(gahak)tenu akhiyan udeek diyan" mein,mein...
Aur to aur @Don pai ne b inna gawara nahi kiya k Canada ki naek kamai se aik adad bakra(mujh se)khreed k TM ki laj rakh letay:s
agar eid tak mera aik b bakra na bika to ma ne naraz b ho jana ha,bolna b nai kisi k sath ({sad)}

walikum salam
main title and thread starter name dekh k asi ho gai thi {(cray)}
but thxz God yahan ap ne ye nai likha k staff is may kasoor war ha :D
 

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
ohoooo so sad....!!!! @Abidi really maen mujhe aapse bohat hamdardi hai
ya'ni kisi ne bakra naheen khareeda aap se its really amazing means kisi ko bhee aap pe taras naheen aya even iss baat pe bhee naheen ke issuesssss aapke peeche bhaagte haen.... iss pe to jitna bhee afsos kya jaye or aap mohtaram se hamdardi ki jaye utna hee kum hai...
 

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
walikum salam
main title and thread starter name dekh k asi ho gai thi {(cray)}
but thxz God yahan ap ne ye nai likha k staff is may kasoor war ha :D
u ki iss post se mujhe lagta ha k dal main kuch kala ha:-?
Ab to mujhe yaqeen ho gaya ha k puray staff ne mil kar mery bakra mandi k khilaf sazish ki ha aur members ko bakray khreedne se roka ha:s
 

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
aaaho bakry barru mehngy hnnn
wohi baat k free dy dn to chlo sawab ka sawb aur dukandari ki dukandaari.........
@Abidi bro ghaaty ka soda ni hy
u ki marzi ye ha k ma bakron ki niaz bant doon aur eid par khud qurban ho jaaun:mad:
 

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
ohoooo so sad....!!!! @Abidi really maen mujhe aapse bohat hamdardi hai
ya'ni kisi ne bakra naheen khareeda aap se its really amazing means kisi ko bhee aap pe taras naheen aya even iss baat pe bhee naheen ke issuesssss aapke peeche bhaagte haen.... iss pe to jitna bhee afsos kya jaye or aap mohtaram se hamdardi ki jaye utna hee kum hai...
aapki iss hamdardi se mery aankhon main aansu aa gae{(cray)}
agar aap meray samnay hotay to ma aapko piyar se apne kandhon pe utha leta(aur phir nechay gira deta) =))
 
  • Like
Reactions: yoursks

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
aapki iss hamdardi se mery aankhon main aansu aa gae{(cray)}
agar aap meray samnay hotay to ma aapko piyar se apne kandhon pe utha leta(aur phir nechay gira deta) =))
chalo shukar hai meri humdardi aapke kisi kaam to ayi... ankhon maen aansu ke bahane aapko apni bachpan ki maar bhee yaad agayi hogi...

chalo shukar hai maen aapke saamne naheen thaa warna aapke natwaan kandhon pe khamkhwa he bojh barh jata pehle hee bakra mandi maen loss ka bojh bardaasht naheen ho raha...
 
Top