A Big Issue

  • Work-from-home

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
Asslamualakum,
shied sab ye samjhtay hain k mujhe aisay he adat ha k jab marzi koi na koi issue raise kar deta hoon,
sachi bat ye ha k ma issues k pechay nahi bhagta,balkay issues meray pechay bhagtay hain,
ab mujhe ye itna bara issue b mujhe itna zor laga k raise karna paray ga,
issue ye ha k mujhe boht he afsos k sath kehna parr raha ha k ma ne TM main bakra mandi kholi magar kisi member ne mujh se aik bakra b nahi khareeda {(cray)}
jo b aata tha wo kehta tha k muft do ge to bakra lain ge,mujhe pata hota k TM k baassi itnay kanjus hain to ma yahan ki bijaaye Afghanastan main bakra mandi khol leta:s
ab to meray bakray b jab..mein,mein.. Karte hain to sath ye gatay hain k "aa ja(gahak)tenu akhiyan udeek diyan" mein,mein...
Aur to aur @Don pai ne b inna gawara nahi kiya k Canada ki naek kamai se aik adad bakra(mujh se)khreed k TM ki laj rakh letay:s
agar eid tak mera aik b bakra na bika to ma ne naraz b ho jana ha,bolna b nai kisi k sath ({sad)}
walikumu salaam

hahahahahaha {(laugh)} many ek bakra khareeda tou ta ap sy bhol gye ?? :s :p
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Asslamualakum,
shied sab ye samjhtay hain k mujhe aisay he adat ha k jab marzi koi na koi issue raise kar deta hoon,
sachi bat ye ha k ma issues k pechay nahi bhagta,balkay issues meray pechay bhagtay hain,
ab mujhe ye itna bara issue b mujhe itna zor laga k raise karna paray ga,
issue ye ha k mujhe boht he afsos k sath kehna parr raha ha k ma ne TM main bakra mandi kholi magar kisi member ne mujh se aik bakra b nahi khareeda {(cray)}
jo b aata tha wo kehta tha k muft do ge to bakra lain ge,mujhe pata hota k TM k baassi itnay kanjus hain to ma yahan ki bijaaye Afghanastan main bakra mandi khol leta:s
ab to meray bakray b jab..mein,mein.. Karte hain to sath ye gatay hain k "aa ja(gahak)tenu akhiyan udeek diyan" mein,mein...
Aur to aur @Don pai ne b inna gawara nahi kiya k Canada ki naek kamai se aik adad bakra(mujh se)khreed k TM ki laj rakh letay:s
agar eid tak mera aik b bakra na bika to ma ne naraz b ho jana ha,bolna b nai kisi k sath ({sad)}
bakra usually eid say ek do din pehle buy kia jata hai... You gotta work on your advertising strategies instead of getting mad at consumers.
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Princess_E

♥~¤~Pr!nc££$$~¤~♥
TM Star
Aug 17, 2013
3,783
1,105
263
○°•£Arth○°•

hahaha
muj dar lakta hai bakray se :-ss
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
bakra usually eid say ek do din pehle buy kia jata hai... You gotta work on your advertising strategies instead of getting mad at consumers.
shukar ha tuwadi angrezi sarr k oper se lang gai:p
nai to awain he advertisement pe paisa khrch karna par jata:D
 
Top