Wallpapers Quran Khuwani Eisal E Sawab Ka Zariya ??

  • Work-from-home

Aap Kiya Raaye Hai Is Baaray Mien

  • Yeh Bidat Nhn hai Toh Post Your Comments Why?

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    7

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
تمام مسلمانوں کو السلامُ علیکم
@S_ChiragH
چراغ بھائی آپ شاید میری بات سمجھے نہیں.
آج کل جب بھی قرآن خوانی کا ذکر آتا ہے تو لوگوں کے ذہنوں میں خود بخود ایک طریقہ آ جاتا ہے جیسا کہ رواج بن چکا ہے لیکن میں اس طریقے کی بات ہی نہیں کر رہا.
میں نے پہلی پوسٹ میں ہی واضح بیان کر دیا تھا کہ جیسا کہ آج کل رواج ہے ایصال ثواب کرنے کا یا قرآن خوانی کرنے کا وہ صحیح اور جائز نہیں.
اگر نومی بھائی اس طریقے کی بات کر کے اس کو بدعت کہہ رہے ہیں یا نا جائز کہتے ہیں تو میں ان سے اتفاق کرتا ہوں.
لیکن میں یہ کہنا چاہتا ہوں کہ اگر کوئی بندہ انفرادی طور پہ کسی کو ایصال ثواب کرتا ہے تو کیا وہ ناجائز ہے.

چلیں میں اپنی مثال دیتا ہوں کہ میرے نانا، نانی ، دادا اور دادی سب وفات پا چکے ہیں اور ان سب کی قبریں پاکستان میں ہیں اور اگر میں یہاں دبئ میں بیٹھ کرکوئی قرآن کی سورۃ پڑھ کر ان کے لئے ایصال ثواب کرتا ہوں تو کیا یہ بدعت اور ناجائز ہو گا اور کیا مجھے یہ قرآن کی سورۃ پڑھنے کا گناہ ہو گا...
امید کرتا ہوں کہ آپ بات سمجھ گئے ہوں گے کہ میں کیا کہنا چاہتا ہوں.
بھائی میں نے کسی فرقے کا نام نہیں لیا بلکہ میں نے تو اکابرین کے حوالہ جات دئے
آپ نے خود ان کو اہلحدیث بنا دیا جبکہ علامہ ابن تیمیہ رحمہ اللہ کے بارے میں اختلاف ہے اور بعض علماء کا یہ بھی کہنا ہے کہ وہ حنبلی تھے.
آپ نے میرے حوالہ جات کے اردو ترجمہ کا کہا ہے تو بہتر ہے کہ میں جلال الدین سیوطی رحمہ اللہ کی کتاب الشرح الصدور سے اس باب کا مکمل ترجمہ لگا دیتا ہوں جس کا عربی صفحہ میں نے اوپر پیش کیا ہے اور اسی میں اس کا ترجمہ بھی ہے اور حوالہ جات بھی.
sawab 7.gif
sawab 8.gif
sawab 9.gif
Mo

Mohtram meri aap se aik guzaarish hai please Humien Sahi bukhari , Sahi Muslim Se Hadees Laadain , ya phr Tirmizi , abu daoood , ibne maaja se bilkul sahi hadeees dikhayein koi zaeef hadees nhn ... JazakaALlah .. In Hadeeson mein kahin bhi yeh nhn kaha gaya ke Huzoor S.A.W.W Nay Hazrat ibn-e-umar ko Aisa karnay ko kaha theek hai bhalay zaeef hadees ho Ibn Umar R.A ki per yeh unka zaati fail tha unho ne kahin bhi Huzoor S.A.W.W ka naam nhn liya aur agar Huzoor S.A.W.W Nay Yeh Batien kahi hoti toh baaki sahabi bhi kartay yeh kam aur Hazrat Umar Farooq R.A Jo Kay Walid Thay Ibn Umar R.A Kay WOh bhi zarur Quran Padhtay Qabrustan mein jaakay ya mayyat pe per aisi koi hadees nhn .. is se saaf zahir hota hai ke yeh ahaadees zaeef hai ya phr Hazrat ibn Umar Ka yeh zaati fail hai ... JazakaALlah Khair
@kool~nomi

محترم نومی بھائی میں نے کہا کہ یہ اختلافی مسئلہ ہے اس میں اتنی شدت کس بات کی ہے...
اور یہ کہاں لکھا ہے کہ حوالے صرف صحاح ستہ سے ہی دئے جائیں.
اور بھائی میں نے حدیث پیش کی جو کہ سنن ابن ماجہ کی ہے اور صحاح ستہ میں شامل ہے. اس کے ساتھ ساتھ کچھ اکابرین کے حوالے پیش کئے اگر آپ ان کو نہیں تسلیم کرتے تو آپ کی مرضی ہے.

میرے بھائی آپ ہی ایسی حدیث پیش کر دیں جس میں ایصال ثواب کے لئے انفرادی قرآن خوانی یا کوئی بھی قران کی سورۃ پڑھنے سے منع کیا گیا ہو.
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
تمام مسلمانوں کو السلامُ علیکم
Dear Brother i love sahaba Sorry Aap ka Naam Mujhay nhn pata Next post mein batadijye ga please ...
@S_ChiragH , @F-iceage , @i love sahaba , @Bela , @hoorain , @nasirnoman , @Dawn , @*Muslim* , @shizz , @*SHOAIB* , @Star24
@Mahiya , @ShyPrincess , @FallenAngeL , @Nelly , @RedRose64

Read KaraiN yeh Apnay Concept Ko Mazeed Clear Karnay Ke liye ... .

Hum Yeh nhn kehte kay aap ko quran padhnay ka gunnah hoga balkay baat yeh hai kay Yeh Amal Jayez Nhn Aur Is ka Matlab bidat hai Aur Bidat Gunnah Hai Quran Padhna Gunnah nhn jis Niyat Se Aap Kar rahay ho woh gunnah hai Aur Bidat Badi Gumrahi hai Aur Zahiri baat hai kay quran padhnay se kisay gunnah milega yeh Amal Jayez Nhn Bas Kiun Kay Huzoor S.A.W.W Nay Nhn Hukum Diya Iska ..
Main baat yeh hai Kay Huzoor S.A.W.W Jo Tariqay Batayein hain Mayyat ki Maghfirat kay humien woh karnay hain na kay Kisi Ulama Ya kisi Hasti kay kehne ya kisi Sahabi kay zaati faily ko nhn lienge, Humien tariqqaa sunnat ikhtyaar karna hai toh Huzoor S.A.W.W Ka Ya Allah kay hukum Ka ... Mien Tasleem nhn Karta un Ahaadees ko jo Zaeef Hon Shayad Aap ko brother pata ho zaeef hadees ki value kiya hoti hai ...
Jab Humien Huzoor S.A.W.W Nay Eik tariqqaa bata diya toh kiun hum usay chor kar dusre tariqon ko apnaayien Aur Gumraah hon aur behas mien padain ...
Aur Aap Nay Jo Ibn-e-Maja Ki HAdees Pesh ki Thi Us Se Yeh Sabit nhn hota kay Huzoor S.A.W.W Nay Quran Padha ya Padhnay ka Hukum Diya Agar AIsa hota toh Huzoor S.A.W.W Kay Boht hi Qareebi Sathi Hazrat Abu Bakar , Hazrat Umar , Hazrat Usman R.A Ki Koi Hadees Hoti .... Aur Ibn-e-Maja Mien Her Hadees Sahi Nhn hai Boht Zaeef Hadees Bhi Hain ..
Brother Jo Aap Nay Uper Kitab se Hawala Jaat diye hain woh zaeef hain Dekhien Is mien khud kiya likha hai .. Aap kay hi diye gaye hawalay mien se cutting hai yeh
Is Ki Majmooyi Hesiyat nhn dekhni balkay Huzoor S.A.W.W Aik Sahi Baat Honi Chaye jo unho nay Batayi ho Kay Mayyat Kay Liye Qabrustan Mien Ya Bahir Ghar Per Beht Kay Quran Padha Ja Sakta hai Per Aisi Koi Hadees Sahi Hadees Nhn Hai .. Aur Zaeef Hadees Ya Mokoof Ki Koi Hesiyat Nhn Zaeef Hadees Aap ko Pata hai Baaki Mokoof Means Zaati Fail Hai ..Aur Huzoor S.A.W.W Ki Koi Sahi Hadees Ho Toh Phr Ulama Apas Mien Is kO Majmooyi Hesiyat De Saktay hain .. Baaki Sahaba Toh Nhn Per Hazrat Abu Hurera jin Ko Boht Saari Ahaadees Yaad Thi Unki Taraf Se Bhi Koi Hadees Nhn Kay Quran Mayyat Kay Liye Padhna Jayez Hai Unho Nay Bhi Aisii Koi hadees NhN bayyan Ki Jis Mien HO kay Mayyat Kay Liye Quran Padhna Jayez Hai ...
Mera aur chiragh bhai ka kam tha islah karna hum koi kisi per zabardasti nhn karsaktay JazakaALlah Aap ko Qurani Khuwani galat lagti hai jazakaALlah boht khushi huwi aap ko islam ki knowledge hai sahi maana mien ...Baaki Nichay Kuch Isharay Aur Refferences Pesh Kar raha hun ...

Ab Kuch batien Aur Mien Aap ke Khidmat mien pesh karunga please gour se padhyega :-

Hazrat Abu Hurera R.A Se Rawayat Hai Kay Huzoor S.A.W.W Nay Farmaya :-

Apnay Gharon Ko Qabrustan Na Banao (Ab Is Point se Saaf Zahir Ho raha hai Kay Qabrustan Mien Quran Nhn Padha ja sakta is liye Aap nay Kay kaha Kay Apnay Gharon Ko Qabrustan Na Banao Ab Agay Padhye ) , Beshak Shetan Us Ghar Se Farar Ikhtyar Karta Hai Jis Mien Suraah Bakraah Ki Tilawat Ki Jaati Hai. (Sahi: Sahi Abu Daood (2759) Kitab Al Janaiz , Ahmed (140/3) Abu Daood (3222) Bahiqi (57/4))

Jhamoor Ayema Arbaa Isi Kay Qaail Hain.

Qabron Ki Ziyarat Kay Waqt Qirat Quran Ka Sunat Se Koi Saboot Nhn Milta (Ahkaam Janayez 242-241) Iktiza Sirat Al Mustakeem(182)

Ibn Taimiya :- Wafaat Kay Baad Mayyat Per Qirat quran Bidat Hai (Al ikhtiyarat Al Ilmiyat (53/ - )

Saudi Majlis Aftaaw :- Murdon / Mayyat (Khuwan woh Ambiya Hon , Aouliya Hon , Saleheen Hon , Ya Deegar Afrad hon) Kay Liye Tadfeen Se Phele Ya Baad Mien Qirat Quran Saabit Nhn Kiun Kay yeh Ibadat Hai Aur Ibadaat Toqeefi Hoti Hain Aur Yahan Koi Aisii Daleel Mojood Nhn Jo Is Amal Ki Mashrooyeet Per Dalalat Karti Ho. "" Albata Rasool S.A.W.W Se Yeh Sabit Hai ke Aap S.A.W.W Nay Farmaya Jis Nay Koi Aisa Amal Kiya Jis Per Hamari Mohr Nhn Woh Hum Mien Se Nhn "" (fatawa ul Jannat 52/9)

Ibn Usameen Rehmatullah :- Ahle ilm kay Aqwaal Mien Se Raajeh Yeh Hai kay Qabar Per Tadfeen Kay Baad Qirat Karna bidat hai Kiun k Na Yeh Amal Rasool S.A.W.W Kay Ahd-e-Mubarak Mien Mojood Tha Na Aap S.A.W.W Nay Is Ka Hukum Diya Hai Aur Na Hee Aap S.A.W.W Aisa Kartay Thay Balkay ziyada Se Ziyada Is Zaman Mien Jo Warid Hai Woh Yeh Hai Kay Tadfeen Kay Baad Aap S.A.W.W Qabar Per Khaday Hotay Aur Kehte Kay Apnay Bhai Kay Liye Astaghfaar Karo Aur Is Ke Liye Saabit Kadmi Ka Sawal Karo Kiun Kay Ab Isay Sawal Kiye Ja rahay HOnge . Agar Qabar Kay Pass Qirat Behtar Hoti Ya Sharayi Tour Per Saabit Hoti Toh Nabi Kareem S.A.W.W Zarur Is Ka Hukum Irshad Farmatay Jaise Astaghfaar Ka Hukum Diya Hata Kay Sahaba Ko Bhi Is Ka Ilm Hota ...

Astaghfaar Karnay Ke Sahi Ahaadees Kay Refference Nichay Diye Gaye Hain ...

Tadfeen Kay Baad Mayyat Kay Liye AstaghFaar Aur Saabit Qadami Ki Dua Karni Chaye :-

Hazrat Usman R.A Se Marwi Hai Kay:-
Nabi S.A.W.W Jab Mayyat ki Tadfeen Se Farig Hotay Toh Is Per Thertay Aur Farmatay , Apnay Bhai Kay Liye Bakhshish Talab Karo Aur Is Kay Liye Sabit Qadmi Maango Yakeenan Is Se Ab Sawal Kiya ja raha hai [(Sahi :- Sahi Abu Daud , Kitab Al Janaiz :Bab Al AstaghFar Indul qabar Ul Mayyat Abu Daud (3221)) Haakim (380/1) Bahiqi (56/4) Abdullah Bin Ahmed fee Zawahid ul zahed (129)]
Is Hadees Se Yeh Sabit Hota hai kay Huzoor S.A.W.W Nay Astaghfar Karnay ka hukum Diya na Kay Quran Padhnay ka Agar Aisa hota toh Huzoor S.A.W.W Khud bhi PAdhtay aur is hadees k sath woh bat bhi mojood hoti.

Shamsul Haq Azeem Abadi Rehmatullah :- Nay Kaha Kay Is HAdees mien saboot mojood hai kay tadfeen se faragat kay baad mayat kay liye astaghfar karna Sabit Hai ,(Aon ul Maubood 209/3)
Ubaid Ullah Rehmani Rehmatullah Mubarak poori Nay Bhi Aisa hi kaha ( Maraa't ul Mafateeh 230/1)
Ameer Sunaani Rehmatullah Nay Bhi Aisa hi Kaha (Subul-ul-Islam 301/2)
Ibn-e-Taimia Rehmatullah Nay Bhi Aisa Hi Kaha
Ibn-e-Qaim Rehmatullah Nay Bhi Aisa hi kaha
Abdullah Basaam Rehmatullah Nay Bhi Aisa hi Kaha (Tozeeh ul Ahkaam 253-251/3)
Saudi Majlis Aftaaw Nay Bhi Aisa Hi Kaha (Fatawa ul Janat 437/8)

Doraan Tadfeen Aalim Shakhs Ko Chaye Kay Logo Ko Wayez wa Nasihat Karay :-
Hazrat Biraa bin Aazib R.A Se Marwi Aik Rawayat Miien Hai Kay Hum Rasool S.A.W.W Kay Sath Aik Ansaari kay Janazay Mien Niklay . Hum qabar Tak Aaye , Mayyat ko Daffan Kiya Gaya tha. Rasool S.A.W.W Beht Gaye Aur Hum Aap S.A.W.W Kay Gird Is Tarah Khamoshi kay Sath Beht Gaye Goya Hamaray Saron Per parinday behte hon.. Aap S.A.W.W Kay Hath Mien Aik LAkdi Thi . Aap S.A.W.W is Kay Sath Zameen Ko Kuraid Rahay Thay Aap Nay Apna Sir Uthaya Aur Farmaya :-

Azaab Qabar Se Pannah Maango ... Aap S.A.W.W Nay Do Ya Teen Martaba yeh Irshad Farmaya (Musnad Ahmed 168 / 6)

Murdon/Mayyat Kay Liye Qurani Khuwani Karana Ya Azkhud Quran Padhna :-

(Saudi Majlis Aftaw) Is Niyat Se Quran Ki Tilawat Karna K Is Ka Sawab Mayyat Ko Pohnchay Ga Jaayez Nhn . Kiun Kay Rasool S.A.W.W Se Is Kay Mutaliq Koi Saboot Manqool nhn ... Nabi S.A.W.W Se Sirf Itna Saabit Hai K Aap Qabron Ki Ziyarat Kiya Kartay Thay Aur Murdon K Liye Dua Kiya Kartay Thay Jaisa K Aap Nay Apnay Sahaba Ko Woh Duyien Sikhaayi Hain... Jab Quran Ki Qirat Wagera Jaisa Koi Kaam Bhi Is kay Asbab Mojood Honay Kay Bawajood Aap S.A.W.W Nay Nhn Kiya Toh Yeh is Baat Ka Saboot Hai Ke Yeh Jaayez Amal Nhn ...
yeh Baat Bhi Maroof Hai Kay Sahaba Karam Aap S.A.W.W Ki iqtida Kartay Rahay Woh Murdon Kay Liye Ziyarat Kay Waqt Dua Bhi Kartay Rahay Lekin In Se Yeh Bilkul Sabit nhn hai k Inhon Nay Kabhi Murdon kay liye quran Ki Qirat Ki Ho Lihaza Murdon Kay Liye Quran Khuwani Bidat Hai...

Murdon / Mayyat Per Fatiha Khuwani Ka Hukum :-
Ibn Usamain Rehmatullah Farmatay Hain Mayyat Per Fatiha Khuwani Kay Mutaliq Mere Ilm Mien Sunnat Se Koi Daleel Mojood Nhn Lihaza Is Se Ijtinaab Karna Cchaye Kiun Kay Ibadat Mien Asil Mumaniat wa Hurmat Hai (Means Azkhud Koi Ibadat Nhn Karsakta Siwaye Us Kay k Jiska Hukum Rasool S.A.W.W Nay Diya Ho) Hata Kay Is Kay Saboot per Koi Daleel Qaim Ho jaye.(fatawa Ilamiyat 52/2).

Hazrat Abu Hurera R.A Se Rawayat Hai k Rasool S.A.W.W Nay Farmaya :-
"Jab Insan Fout Ho Jaata hai toh is se is k aimal ka silsila munkatay ho jaata hai siwaye teen aimaal kay aur woh yeh hain
1) Sadqa-e-Jariya
2) Naik Aulaad jo us kay liye dua Karay (Ab Idher Dua Ka Zikir Hai , Dua Karnay Aur Quran Padhnay Mien Boht Faraq Hai Toh Jab Humien Hukum Hai Dua Karo Toh Hum Koun Hotay Hain Apni taraf se Quran Padh kar Sawab Pohnchanay Walay Albata Aimal Ka Silsila Toh Munkatay Ho gaya hai Ab Sirf Hum Dua Se Unki Magfirat Karwa Saktay hain)
3) Aisa Ilm Jis Se Logo ko Faida Hasil Ho"

Janazay Per Qurani Ayat Wali chadar Dalnay Ka Hukum ?
Ibn-e-Baaz Rehmatullah Saudia Kay Sab Se Baday Mufti Azam Jo Ab nhn Rahay Unho Nay Farmaya baaz Loug Janazon Per Aisii Chadrain Daal Dete Hain Jin Mien Qurani Ayat Likhi Hoti hain Inhay Na Daalna Aur Inse Bachna Wajib Hai.. Baaz Hazraat Ka Khayal Hai Ke Is Se Mayyat Ko Faida Hota Hai Halankay Yeh Galti Aur Gunnah Hai Aur Shareeyat Mutehra Se Is Ka Koi Taaluq Nhn .(Majmooa Fatawa la Bin Baaz 184/13).

Doraan Ziyarat Ahle Quboor Kay Liye Dua Ki Jaa Sakti Hai :-

Qabron Per Ziyarat Kay Doraan Quraan Ki Qiraat Saabit Nhn Hai :-
Jaisa Kay Guzishta Tamaam Ahaadees Mien Is Ka Kahin Zikir Nhn hai Balkay Hazrat Ayesha R.A Kay Daryaaft Karnay Per Aap S.A.W.W Nay Sirf Dua he Sikhaayi.

Baaki Rahi Hadees ki baat jis mien yeh likha ho Kay Quran khuwani ya quran padhna toh Mayyat Per Quran Padhnay Ka Wajood hi nhn tha toh means us ki koi hadees bhi nhn hai aur hadees nhn hai is ka matlab hai kay yeh fail durust nhn aur yeh baad ki ijaad hai aur bidat hai.

Qabron Per Surah Yaseen Ki Qirat :-(Ibn-e-Baaz Rehmatullah jo Saudia Kay Boht Baday Mufti Thay Mufti -e- Azam Thay Unho Nay Farmaya :-

(Ibn-e-Baaz Rehmatullah jo Saudia Kay Boht Baday Mufti Thay Mufti -e- Azam ) :- Qabar Per Surah Yaseen Ki Qirat ya Quran Ki Kisi Surat Ki Qirat Na Tadfeen Kay Baad Jayez Hai Aur Na hee Tadfeen Kay Douraan Aur Na Hee Qabrustan Mien Koi qirat Karna Jayez Hai Kiun Kay Na Toh Nabi Kareem S.A.W.W Nay Yeh Amal Kiya Hai Aur Na Hee Khulafaye Rashideen R.A Nay . Jaisa Ka Qabrustan Mien Na Azan Jayez Hai na Aur Na hee Aqamat Jayez Hai Balkay Yeh Sab Kuch Bidat Hai Aur Rasool S.A.W.W Se Yeh Sahi Sabit Hai Kay Rasool S.A.W.W Nay Farmaya Jis Ne Koi Aisa Amal Kiya Jis Per Hamara Hukum Nhn Toh Woh Mardood Hai.(Ab Itni Badi Baat Per Hum Amal Nhn Karahay kay Nabi S.A.W.W Nay Kaha Jis Per Hamara Hukum Nhn Woh Mardood Hai Aur Yeh Sabit Bhi Hai Ke Huzoor S.A.W.W Quran Ki Qirat Ka Koi Hukum Nhn Diya.) (Fatawa Islamiyat 52/2)

Albani Rehmatullah Nay Kaha Qabron per Surah Yaseen Ki Qirat Karna Bidat Hai (Ahkam Ul Janayez wa Bidaah 325/-)

Jis rawayat Mien Mojood Hai Kay Jis Nay Qabrustan Mien Daakhil Hokar Surah Yaseen Ki Qirat Ki Toh Allah Taa'lah Ahle -e- Quboor Se Azaab Mien Takhfeef kardienge .Is ki Koi Daleel Nhn hai Balkay Woh Rawayat Nihayat hi kamzor darjay ki hai. (Shaikh Albani Rehmatullah Nay Bhi Isay Zayeef Karar Diya Hai) (Shareh al Sudur lil suyooti 130/ - ) (Alsilsilat al zayeez 1246)

Eik Ishara Diya Gaya Hai Huzoor S.A.W.W Nay :-
Huzoor S.A.W.W Nay Farmaya Apnay Gharon Mien Quran Padha Karo Aur Apnay Gharon Ko Qabrustan nhn Banao Is Baat Se Yeh Saabit hota hai kay qabrustan mien quran nhn padha ja sakta is liye Huzoor S.A.W.W Nay Khas Kaha Kay Apnay Gharon ko Qabrustan na Banao
Doston Jab Islam Ki Baat Saaamnay Aajye Ya Nabi S.A.W.W Ka Hukum Saamnay Ajaaye Toh Humien Usi Ko Apnana Chaye Aur Baaki Jo Ahaadees Nabi S.A.W.W Se Saabit hi nhn Unhay Nhn Dekhna Chaye Deen Jo Hai Us Mien hum Apni Aqal Ko Use Nhn Karsaktay Yeh Allah Nay Nabi S.A.W.W Ko Nabi Banaya Aur Unhi Kay Zariye Humien Deen Sikhaya Aur Hum nhn hai haqdaar us mein rado badal karnay walay Bas Humien Bas Unhi ki Baat Maan ni Hai Aur Saaf Irshad Hai Kay Jis Baat Pe Hamari Mohr Nhn Woh Baat Mardood Hai Qaabil Kabool Hai Toh Behs Kis Baat Ka Aur Jab Itni Saari Haadees Sahi Ahaadees Mien Huzoor S.A.W.W Nay Kahin bhi quran ki qirat padhnay ka hukum nhn diya toh Akhir Kiun hum Aise amal karain jo bidat ka zariya ban jaye aur humein Qayamat Kay Din Hoz-e-Kosar Se Mehroom Rehna paday .. Mien Bas Aap Doston ki Islaah Chahta Hun Akhir Mujhay Kiya hai aap Loug jo karo ap ki marzi per haq baat ko saamnay rakhna chaye phr koi amal karay ya na karay ye us ki marzi hai per jab haq baat agayi toh usay thukraadena Galat Hai..Aur Jab Pata chal gaya aik baat Bidat hai toh Usay Yeh Keh Kar Kartay rehna ke humien is behs mein nhn padna Doston hum apni dunyavi behs mubahison mien padtay hain apni studies mien badh chadh kar hisa lete phr akhir deen mien aisa kiun kartay hain hum research tehqeeq sab ko karni chaye akhir deen ka maamla hai aur is duniya kay baad humein apnay Allah kay Pass Jana hai Apni Sawab Aur Gunnahon Ki List Lekar Jab Allah Sawal Karega Kay Mien ne tumhay ankhein di dimag diya Kaan diye Tumnay Kaha Use Kiya Kaise Kaamon mien use kiya Loug Tumhay Haq Ki Taraf Bulanay lagay Aur Tum nay Kaha Mujhay Behs Nhn Karna Mien Jaisa Hun Waisa He Theek Toh Hum Kiya Jawab Dien ge Apnay Allah Ko Kabhi Kisi Nay Socha hai ... Yeh Sab Behs Mubahis Karnay kay Hum Yeh Toh Keh Saktay Allah Hum Nay Koshish Ki Thi ...
JazakaAllah Khair ....
Nomi​
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
walaikum assalam kn bhai :)
main aapse ittefaq karta hon.jazakAllah khair.
laikin bhai mazmoon bahot bada likh diya aapne.:)thoda mukhtasar karke baat ko samjhate to aur bhi accha hota inshaAllah.:)
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
@SUBHAANA @loveisnotlife24 , @lovelyalltime , @Mughal1 , @nasirnoman , @armaghankhan , @saviou[DOUBLEPOST=1354543751][/DOUBLEPOST]
walaikum assalam kn bhai :)
main aapse ittefaq karta hon.jazakAllah khair.
laikin bhai mazmoon bahot bada likh diya aapne.:)thoda mukhtasar karke baat ko samjhate to aur bhi accha hota inshaAllah.:)
Bro Boht Bada Topic hai yeh I think mujhay parts mien post karna chaye thaaa[DOUBLEPOST=1354543816][/DOUBLEPOST]
walaikum assalam kn bhai :)
main aapse ittefaq karta hon.jazakAllah khair.
laikin bhai mazmoon bahot bada likh diya aapne.:)thoda mukhtasar karke baat ko samjhate to aur bhi accha hota inshaAllah.:)
and brother i love sahaba ko refference deina tha toh sab kuch likh diya jo is per hai .. Khair ALlah sab ki islaah karay brother jazakaALlah[DOUBLEPOST=1354543955][/DOUBLEPOST]@zoonia
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
kahan thei bhai itne din se aap.aap jaise logon ko ziada work karna chahiye islam keliye.:) kyunke hum anbiya k waaris hain.
JazakaAllah Bhai Aap nay mujhay is laiq samjha ... Dear Mien 3 sal phele idher ata tha phr masroofiyat ki bina per jaana pada ab phr wapis aya hun 20 days huway hain ... Beshak brother
 
Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
Dear Brother i love sahaba Sorry Aap ka Naam Mujhay nhn pata Next post mein batadijye ga please ...
@S_ChiragH , @F-iceage , @i love sahaba , @Bela , @hoorain , @nasirnoman , @Dawn , @*Muslim* , @shizz , @*SHOAIB* , @Star24
@Mahiya , @ShyPrincess , @FallenAngeL , @Nelly , @RedRose64

Read KaraiN yeh Apnay Concept Ko Mazeed Clear Karnay Ke liye ... .

Hum Yeh nhn kehte kay aap ko quran padhnay ka gunnah hoga balkay baat yeh hai kay Yeh Amal Jayez Nhn Aur Is ka Matlab bidat hai Aur Bidat Gunnah Hai Quran Padhna Gunnah nhn jis Niyat Se Aap Kar rahay ho woh gunnah hai Aur Bidat Badi Gumrahi hai Aur Zahiri baat hai kay quran padhnay se kisay gunnah milega yeh Amal Jayez Nhn Bas Kiun Kay Huzoor S.A.W.W Nay Nhn Hukum Diya Iska ..
Main baat yeh hai Kay Huzoor S.A.W.W Jo Tariqay Batayein hain Mayyat ki Maghfirat kay humien woh karnay hain na kay Kisi Ulama Ya kisi Hasti kay kehne ya kisi Sahabi kay zaati faily ko nhn lienge, Humien tariqqaa sunnat ikhtyaar karna hai toh Huzoor S.A.W.W Ka Ya Allah kay hukum Ka ... Mien Tasleem nhn Karta un Ahaadees ko jo Zaeef Hon Shayad Aap ko brother pata ho zaeef hadees ki value kiya hoti hai ...
Jab Humien Huzoor S.A.W.W Nay Eik tariqqaa bata diya toh kiun hum usay chor kar dusre tariqon ko apnaayien Aur Gumraah hon aur behas mien padain ...
Aur Aap Nay Jo Ibn-e-Maja Ki HAdees Pesh ki Thi Us Se Yeh Sabit nhn hota kay Huzoor S.A.W.W Nay Quran Padha ya Padhnay ka Hukum Diya Agar AIsa hota toh Huzoor S.A.W.W Kay Boht hi Qareebi Sathi Hazrat Abu Bakar , Hazrat Umar , Hazrat Usman R.A Ki Koi Hadees Hoti .... Aur Ibn-e-Maja Mien Her Hadees Sahi Nhn hai Boht Zaeef Hadees Bhi Hain ..
Brother Jo Aap Nay Uper Kitab se Hawala Jaat diye hain woh zaeef hain Dekhien Is mien khud kiya likha hai .. Aap kay hi diye gaye hawalay mien se cutting hai yeh
Is Ki Majmooyi Hesiyat nhn dekhni balkay Huzoor S.A.W.W Aik Sahi Baat Honi Chaye jo unho nay Batayi ho Kay Mayyat Kay Liye Qabrustan Mien Ya Bahir Ghar Per Beht Kay Quran Padha Ja Sakta hai Per Aisi Koi Hadees Sahi Hadees Nhn Hai .. Aur Zaeef Hadees Ya Mokoof Ki Koi Hesiyat Nhn Zaeef Hadees Aap ko Pata hai Baaki Mokoof Means Zaati Fail Hai ..Aur Huzoor S.A.W.W Ki Koi Sahi Hadees Ho Toh Phr Ulama Apas Mien Is kO Majmooyi Hesiyat De Saktay hain .. Baaki Sahaba Toh Nhn Per Hazrat Abu Hurera jin Ko Boht Saari Ahaadees Yaad Thi Unki Taraf Se Bhi Koi Hadees Nhn Kay Quran Mayyat Kay Liye Padhna Jayez Hai Unho Nay Bhi Aisii Koi hadees NhN bayyan Ki Jis Mien HO kay Mayyat Kay Liye Quran Padhna Jayez Hai ...
Mera aur chiragh bhai ka kam tha islah karna hum koi kisi per zabardasti nhn karsaktay JazakaALlah Aap ko Qurani Khuwani galat lagti hai jazakaALlah boht khushi huwi aap ko islam ki knowledge hai sahi maana mien ...Baaki Nichay Kuch Isharay Aur Refferences Pesh Kar raha hun ...

Ab Kuch batien Aur Mien Aap ke Khidmat mien pesh karunga please gour se padhyega :-

Hazrat Abu Hurera R.A Se Rawayat Hai Kay Huzoor S.A.W.W Nay Farmaya :-

Apnay Gharon Ko Qabrustan Na Banao (Ab Is Point se Saaf Zahir Ho raha hai Kay Qabrustan Mien Quran Nhn Padha ja sakta is liye Aap nay Kay kaha Kay Apnay Gharon Ko Qabrustan Na Banao Ab Agay Padhye ) , Beshak Shetan Us Ghar Se Farar Ikhtyar Karta Hai Jis Mien Suraah Bakraah Ki Tilawat Ki Jaati Hai. (Sahi: Sahi Abu Daood (2759) Kitab Al Janaiz , Ahmed (140/3) Abu Daood (3222) Bahiqi (57/4))

Jhamoor Ayema Arbaa Isi Kay Qaail Hain.

Qabron Ki Ziyarat Kay Waqt Qirat Quran Ka Sunat Se Koi Saboot Nhn Milta (Ahkaam Janayez 242-241) Iktiza Sirat Al Mustakeem(182)

Ibn Taimiya :- Wafaat Kay Baad Mayyat Per Qirat quran Bidat Hai (Al ikhtiyarat Al Ilmiyat (53/ - )

Saudi Majlis Aftaaw :- Murdon / Mayyat (Khuwan woh Ambiya Hon , Aouliya Hon , Saleheen Hon , Ya Deegar Afrad hon) Kay Liye Tadfeen Se Phele Ya Baad Mien Qirat Quran Saabit Nhn Kiun Kay yeh Ibadat Hai Aur Ibadaat Toqeefi Hoti Hain Aur Yahan Koi Aisii Daleel Mojood Nhn Jo Is Amal Ki Mashrooyeet Per Dalalat Karti Ho. "" Albata Rasool S.A.W.W Se Yeh Sabit Hai ke Aap S.A.W.W Nay Farmaya Jis Nay Koi Aisa Amal Kiya Jis Per Hamari Mohr Nhn Woh Hum Mien Se Nhn "" (fatawa ul Jannat 52/9)

Ibn Usameen Rehmatullah :- Ahle ilm kay Aqwaal Mien Se Raajeh Yeh Hai kay Qabar Per Tadfeen Kay Baad Qirat Karna bidat hai Kiun k Na Yeh Amal Rasool S.A.W.W Kay Ahd-e-Mubarak Mien Mojood Tha Na Aap S.A.W.W Nay Is Ka Hukum Diya Hai Aur Na Hee Aap S.A.W.W Aisa Kartay Thay Balkay ziyada Se Ziyada Is Zaman Mien Jo Warid Hai Woh Yeh Hai Kay Tadfeen Kay Baad Aap S.A.W.W Qabar Per Khaday Hotay Aur Kehte Kay Apnay Bhai Kay Liye Astaghfaar Karo Aur Is Ke Liye Saabit Kadmi Ka Sawal Karo Kiun Kay Ab Isay Sawal Kiye Ja rahay HOnge . Agar Qabar Kay Pass Qirat Behtar Hoti Ya Sharayi Tour Per Saabit Hoti Toh Nabi Kareem S.A.W.W Zarur Is Ka Hukum Irshad Farmatay Jaise Astaghfaar Ka Hukum Diya Hata Kay Sahaba Ko Bhi Is Ka Ilm Hota ...

Astaghfaar Karnay Ke Sahi Ahaadees Kay Refference Nichay Diye Gaye Hain ...

Tadfeen Kay Baad Mayyat Kay Liye AstaghFaar Aur Saabit Qadami Ki Dua Karni Chaye :-

Hazrat Usman R.A Se Marwi Hai Kay:-
Nabi S.A.W.W Jab Mayyat ki Tadfeen Se Farig Hotay Toh Is Per Thertay Aur Farmatay , Apnay Bhai Kay Liye Bakhshish Talab Karo Aur Is Kay Liye Sabit Qadmi Maango Yakeenan Is Se Ab Sawal Kiya ja raha hai [(Sahi :- Sahi Abu Daud , Kitab Al Janaiz :Bab Al AstaghFar Indul qabar Ul Mayyat Abu Daud (3221)) Haakim (380/1) Bahiqi (56/4) Abdullah Bin Ahmed fee Zawahid ul zahed (129)]
Is Hadees Se Yeh Sabit Hota hai kay Huzoor S.A.W.W Nay Astaghfar Karnay ka hukum Diya na Kay Quran Padhnay ka Agar Aisa hota toh Huzoor S.A.W.W Khud bhi PAdhtay aur is hadees k sath woh bat bhi mojood hoti.

Shamsul Haq Azeem Abadi Rehmatullah :- Nay Kaha Kay Is HAdees mien saboot mojood hai kay tadfeen se faragat kay baad mayat kay liye astaghfar karna Sabit Hai ,(Aon ul Maubood 209/3)
Ubaid Ullah Rehmani Rehmatullah Mubarak poori Nay Bhi Aisa hi kaha ( Maraa't ul Mafateeh 230/1)
Ameer Sunaani Rehmatullah Nay Bhi Aisa hi Kaha (Subul-ul-Islam 301/2)
Ibn-e-Taimia Rehmatullah Nay Bhi Aisa Hi Kaha
Ibn-e-Qaim Rehmatullah Nay Bhi Aisa hi kaha
Abdullah Basaam Rehmatullah Nay Bhi Aisa hi Kaha (Tozeeh ul Ahkaam 253-251/3)
Saudi Majlis Aftaaw Nay Bhi Aisa Hi Kaha (Fatawa ul Janat 437/8)

Doraan Tadfeen Aalim Shakhs Ko Chaye Kay Logo Ko Wayez wa Nasihat Karay :-
Hazrat Biraa bin Aazib R.A Se Marwi Aik Rawayat Miien Hai Kay Hum Rasool S.A.W.W Kay Sath Aik Ansaari kay Janazay Mien Niklay . Hum qabar Tak Aaye , Mayyat ko Daffan Kiya Gaya tha. Rasool S.A.W.W Beht Gaye Aur Hum Aap S.A.W.W Kay Gird Is Tarah Khamoshi kay Sath Beht Gaye Goya Hamaray Saron Per parinday behte hon.. Aap S.A.W.W Kay Hath Mien Aik LAkdi Thi . Aap S.A.W.W is Kay Sath Zameen Ko Kuraid Rahay Thay Aap Nay Apna Sir Uthaya Aur Farmaya :-

Azaab Qabar Se Pannah Maango ... Aap S.A.W.W Nay Do Ya Teen Martaba yeh Irshad Farmaya (Musnad Ahmed 168 / 6)

Murdon/Mayyat Kay Liye Qurani Khuwani Karana Ya Azkhud Quran Padhna :-

(Saudi Majlis Aftaw) Is Niyat Se Quran Ki Tilawat Karna K Is Ka Sawab Mayyat Ko Pohnchay Ga Jaayez Nhn . Kiun Kay Rasool S.A.W.W Se Is Kay Mutaliq Koi Saboot Manqool nhn ... Nabi S.A.W.W Se Sirf Itna Saabit Hai K Aap Qabron Ki Ziyarat Kiya Kartay Thay Aur Murdon K Liye Dua Kiya Kartay Thay Jaisa K Aap Nay Apnay Sahaba Ko Woh Duyien Sikhaayi Hain... Jab Quran Ki Qirat Wagera Jaisa Koi Kaam Bhi Is kay Asbab Mojood Honay Kay Bawajood Aap S.A.W.W Nay Nhn Kiya Toh Yeh is Baat Ka Saboot Hai Ke Yeh Jaayez Amal Nhn ...
yeh Baat Bhi Maroof Hai Kay Sahaba Karam Aap S.A.W.W Ki iqtida Kartay Rahay Woh Murdon Kay Liye Ziyarat Kay Waqt Dua Bhi Kartay Rahay Lekin In Se Yeh Bilkul Sabit nhn hai k Inhon Nay Kabhi Murdon kay liye quran Ki Qirat Ki Ho Lihaza Murdon Kay Liye Quran Khuwani Bidat Hai...

Murdon / Mayyat Per Fatiha Khuwani Ka Hukum :-
Ibn Usamain Rehmatullah Farmatay Hain Mayyat Per Fatiha Khuwani Kay Mutaliq Mere Ilm Mien Sunnat Se Koi Daleel Mojood Nhn Lihaza Is Se Ijtinaab Karna Cchaye Kiun Kay Ibadat Mien Asil Mumaniat wa Hurmat Hai (Means Azkhud Koi Ibadat Nhn Karsakta Siwaye Us Kay k Jiska Hukum Rasool S.A.W.W Nay Diya Ho) Hata Kay Is Kay Saboot per Koi Daleel Qaim Ho jaye.(fatawa Ilamiyat 52/2).

Hazrat Abu Hurera R.A Se Rawayat Hai k Rasool S.A.W.W Nay Farmaya :-
"Jab Insan Fout Ho Jaata hai toh is se is k aimal ka silsila munkatay ho jaata hai siwaye teen aimaal kay aur woh yeh hain
1) Sadqa-e-Jariya
2) Naik Aulaad jo us kay liye dua Karay (Ab Idher Dua Ka Zikir Hai , Dua Karnay Aur Quran Padhnay Mien Boht Faraq Hai Toh Jab Humien Hukum Hai Dua Karo Toh Hum Koun Hotay Hain Apni taraf se Quran Padh kar Sawab Pohnchanay Walay Albata Aimal Ka Silsila Toh Munkatay Ho gaya hai Ab Sirf Hum Dua Se Unki Magfirat Karwa Saktay hain)
3) Aisa Ilm Jis Se Logo ko Faida Hasil Ho"

Janazay Per Qurani Ayat Wali chadar Dalnay Ka Hukum ?
Ibn-e-Baaz Rehmatullah Saudia Kay Sab Se Baday Mufti Azam Jo Ab nhn Rahay Unho Nay Farmaya baaz Loug Janazon Per Aisii Chadrain Daal Dete Hain Jin Mien Qurani Ayat Likhi Hoti hain Inhay Na Daalna Aur Inse Bachna Wajib Hai.. Baaz Hazraat Ka Khayal Hai Ke Is Se Mayyat Ko Faida Hota Hai Halankay Yeh Galti Aur Gunnah Hai Aur Shareeyat Mutehra Se Is Ka Koi Taaluq Nhn .(Majmooa Fatawa la Bin Baaz 184/13).

Doraan Ziyarat Ahle Quboor Kay Liye Dua Ki Jaa Sakti Hai :-

Qabron Per Ziyarat Kay Doraan Quraan Ki Qiraat Saabit Nhn Hai :-
Jaisa Kay Guzishta Tamaam Ahaadees Mien Is Ka Kahin Zikir Nhn hai Balkay Hazrat Ayesha R.A Kay Daryaaft Karnay Per Aap S.A.W.W Nay Sirf Dua he Sikhaayi.

Baaki Rahi Hadees ki baat jis mien yeh likha ho Kay Quran khuwani ya quran padhna toh Mayyat Per Quran Padhnay Ka Wajood hi nhn tha toh means us ki koi hadees bhi nhn hai aur hadees nhn hai is ka matlab hai kay yeh fail durust nhn aur yeh baad ki ijaad hai aur bidat hai.

Qabron Per Surah Yaseen Ki Qirat :-(Ibn-e-Baaz Rehmatullah jo Saudia Kay Boht Baday Mufti Thay Mufti -e- Azam Thay Unho Nay Farmaya :-

(Ibn-e-Baaz Rehmatullah jo Saudia Kay Boht Baday Mufti Thay Mufti -e- Azam ) :- Qabar Per Surah Yaseen Ki Qirat ya Quran Ki Kisi Surat Ki Qirat Na Tadfeen Kay Baad Jayez Hai Aur Na hee Tadfeen Kay Douraan Aur Na Hee Qabrustan Mien Koi qirat Karna Jayez Hai Kiun Kay Na Toh Nabi Kareem S.A.W.W Nay Yeh Amal Kiya Hai Aur Na Hee Khulafaye Rashideen R.A Nay . Jaisa Ka Qabrustan Mien Na Azan Jayez Hai na Aur Na hee Aqamat Jayez Hai Balkay Yeh Sab Kuch Bidat Hai Aur Rasool S.A.W.W Se Yeh Sahi Sabit Hai Kay Rasool S.A.W.W Nay Farmaya Jis Ne Koi Aisa Amal Kiya Jis Per Hamara Hukum Nhn Toh Woh Mardood Hai.(Ab Itni Badi Baat Per Hum Amal Nhn Karahay kay Nabi S.A.W.W Nay Kaha Jis Per Hamara Hukum Nhn Woh Mardood Hai Aur Yeh Sabit Bhi Hai Ke Huzoor S.A.W.W Quran Ki Qirat Ka Koi Hukum Nhn Diya.) (Fatawa Islamiyat 52/2)

Albani Rehmatullah Nay Kaha Qabron per Surah Yaseen Ki Qirat Karna Bidat Hai (Ahkam Ul Janayez wa Bidaah 325/-)

Jis rawayat Mien Mojood Hai Kay Jis Nay Qabrustan Mien Daakhil Hokar Surah Yaseen Ki Qirat Ki Toh Allah Taa'lah Ahle -e- Quboor Se Azaab Mien Takhfeef kardienge .Is ki Koi Daleel Nhn hai Balkay Woh Rawayat Nihayat hi kamzor darjay ki hai. (Shaikh Albani Rehmatullah Nay Bhi Isay Zayeef Karar Diya Hai) (Shareh al Sudur lil suyooti 130/ - ) (Alsilsilat al zayeez 1246)

Eik Ishara Diya Gaya Hai Huzoor S.A.W.W Nay :-
Huzoor S.A.W.W Nay Farmaya Apnay Gharon Mien Quran Padha Karo Aur Apnay Gharon Ko Qabrustan nhn Banao Is Baat Se Yeh Saabit hota hai kay qabrustan mien quran nhn padha ja sakta is liye Huzoor S.A.W.W Nay Khas Kaha Kay Apnay Gharon ko Qabrustan na Banao
Doston Jab Islam Ki Baat Saaamnay Aajye Ya Nabi S.A.W.W Ka Hukum Saamnay Ajaaye Toh Humien Usi Ko Apnana Chaye Aur Baaki Jo Ahaadees Nabi S.A.W.W Se Saabit hi nhn Unhay Nhn Dekhna Chaye Deen Jo Hai Us Mien hum Apni Aqal Ko Use Nhn Karsaktay Yeh Allah Nay Nabi S.A.W.W Ko Nabi Banaya Aur Unhi Kay Zariye Humien Deen Sikhaya Aur Hum nhn hai haqdaar us mein rado badal karnay walay Bas Humien Bas Unhi ki Baat Maan ni Hai Aur Saaf Irshad Hai Kay Jis Baat Pe Hamari Mohr Nhn Woh Baat Mardood Hai Qaabil Kabool Hai Toh Behs Kis Baat Ka Aur Jab Itni Saari Haadees Sahi Ahaadees Mien Huzoor S.A.W.W Nay Kahin bhi quran ki qirat padhnay ka hukum nhn diya toh Akhir Kiun hum Aise amal karain jo bidat ka zariya ban jaye aur humein Qayamat Kay Din Hoz-e-Kosar Se Mehroom Rehna paday .. Mien Bas Aap Doston ki Islaah Chahta Hun Akhir Mujhay Kiya hai aap Loug jo karo ap ki marzi per haq baat ko saamnay rakhna chaye phr koi amal karay ya na karay ye us ki marzi hai per jab haq baat agayi toh usay thukraadena Galat Hai..Aur Jab Pata chal gaya aik baat Bidat hai toh Usay Yeh Keh Kar Kartay rehna ke humien is behs mein nhn padna Doston hum apni dunyavi behs mubahison mien padtay hain apni studies mien badh chadh kar hisa lete phr akhir deen mien aisa kiun kartay hain hum research tehqeeq sab ko karni chaye akhir deen ka maamla hai aur is duniya kay baad humein apnay Allah kay Pass Jana hai Apni Sawab Aur Gunnahon Ki List Lekar Jab Allah Sawal Karega Kay Mien ne tumhay ankhein di dimag diya Kaan diye Tumnay Kaha Use Kiya Kaise Kaamon mien use kiya Loug Tumhay Haq Ki Taraf Bulanay lagay Aur Tum nay Kaha Mujhay Behs Nhn Karna Mien Jaisa Hun Waisa He Theek Toh Hum Kiya Jawab Dien ge Apnay Allah Ko Kabhi Kisi Nay Socha hai ... Yeh Sab Behs Mubahis Karnay kay Hum Yeh Toh Keh Saktay Allah Hum Nay Koshish Ki Thi ...
JazakaAllah Khair ....
Nomi​
bro mene mufti sahab se pocha tha wo kehray thay Qur'aan parna jaiz hai chahe wo Qabar pe ja k parhen ya Ghar pe... haan Qur'aan khuwani thik ni hai... or bohot jald in sha Allah hadees b btadengay so plz till then wait...
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
bro mene mufti sahab se pocha tha wo kehray thay Qur'aan parna jaiz hai chahe wo Qabar pe ja k parhen ya Ghar pe... haan Qur'aan khuwani thik ni hai... or bohot jald in sha Allah hadees b btadengay so plz till then wait...
Yar aap yeh toh padh lo itni mehnat se likha hai sab ... yeh aap ke liye hi refferences hi hain aur bilkul sahi refferences hi hain aap apnay mufti sahab ko bhi bataogay toh woh in se inkar nhn karienge
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
Yar aap yeh toh padh lo itni mehnat se likha hai sab ... yeh aap ke liye hi refferences hi hain aur bilkul sahi refferences hi hain aap apnay mufti sahab ko bhi bataogay toh woh in se inkar nhn karienge
in sha Allah zaror paronga fursat se aram se ... zahir hai 1 bat clear krni hai to parna to zaror hai
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
تمام مسلمانوں کو السلامُ علیکم
چراغ بھائی آپ شاید میری بات سمجھے نہیں.
آج کل جب بھی قرآن خوانی کا ذکر آتا ہے تو لوگوں کے ذہنوں میں خود بخود ایک طریقہ آ جاتا ہے جیسا کہ رواج بن چکا ہے لیکن میں اس طریقے کی بات ہی نہیں کر رہا.
میں نے پہلی پوسٹ میں ہی واضح بیان کر دیا تھا کہ جیسا کہ آج کل رواج ہے ایصال ثواب کرنے کا یا قرآن خوانی کرنے کا وہ صحیح اور جائز نہیں.
اگر نومی بھائی اس طریقے کی بات کر کے اس کو بدعت کہہ رہے ہیں یا نا جائز کہتے ہیں تو میں ان سے اتفاق کرتا ہوں.
لیکن میں یہ کہنا چاہتا ہوں کہ اگر کوئی بندہ انفرادی طور پہ کسی کو ایصال ثواب کرتا ہے تو کیا وہ ناجائز ہے.
چلیں میں اپنی مثال دیتا ہوں کہ میرے نانا، نانی ، دادا اور دادی سب وفات پا چکے ہیں اور ان سب کی قبریں پاکستان میں ہیں اور اگر میں یہاں دبئ میں بیٹھ کرکوئی قرآن کی سورۃ پڑھ کر ان کے لئے ایصال ثواب کرتا ہوں تو کیا یہ بدعت اور ناجائز ہو گا اور کیا مجھے یہ قرآن کی سورۃ پڑھنے کا گناہ ہو گا...
امید کرتا ہوں کہ آپ بات سمجھ گئے ہوں گے کہ میں کیا کہنا چاہتا ہوں.
بھائی میں نے کسی فرقے کا نام نہیں لیا بلکہ میں نے تو اکابرین کے حوالہ جات دئے
آپ نے خود ان کو اہلحدیث بنا دیا جبکہ علامہ ابن تیمیہ رحمہ اللہ کے بارے میں اختلاف ہے اور بعض علماء کا یہ بھی کہنا ہے کہ وہ حنبلی تھے.
آپ نے میرے حوالہ جات کے اردو ترجمہ کا کہا ہے تو بہتر ہے کہ میں جلال الدین سیوطی رحمہ اللہ کی کتاب الشرح الصدور سے اس باب کا مکمل ترجمہ لگا دیتا ہوں جس کا عربی صفحہ میں نے اوپر پیش کیا ہے اور اسی میں اس کا ترجمہ بھی ہے اور حوالہ جات بھی.

@kool~nomi
محترم نومی بھائی میں نے کہا کہ یہ اختلافی مسئلہ ہے اس میں اتنی شدت کس بات کی ہے...
اور یہ کہاں لکھا ہے کہ حوالے صرف صحاح ستہ سے ہی دئے جائیں.
اور بھائی میں نے حدیث پیش کی جو کہ سنن ابن ماجہ کی ہے اور صحاح ستہ میں شامل ہے. اس کے ساتھ ساتھ کچھ اکابرین کے حوالے پیش کئے اگر آپ ان کو نہیں تسلیم کرتے تو آپ کی مرضی ہے.
میرے بھائی آپ ہی ایسی حدیث پیش کر دیں جس میں ایصال ثواب کے لئے انفرادی قرآن خوانی یا کوئی بھی قران کی سورۃ پڑھنے سے منع کیا گیا ہو.
Wa'alaikumussalaam aapki is baat sameit tamaam baaten
samajh aati hain bhai ALHAMDULILLAH
ji ji mujhe pata tha mere aetraaz per aap ne yehi kehna hai ke
akabireen ka naam diya tha ulma ka un per ikhtilaaf hai
lekin ye baat kisi se dhaki chupi nahin ke ehl e hadeeth unka
naam subse zyaada istimaal karte aur khud ko unka
pairokaar bolte hain aap ko is hi sabab wo yaad aaye khair ye
filwaqt humaara mauzu nahin mauzu to hai eisaal e sawab ke liye
Quran khwaani jis per mene aap se sahih ahadeeth maange the
jo ke aapke pichle post ki tarah is post mein bhi nazar nahin aa rahe

aur mein aapki baat theek tarah samjha tha ke QURAN khwaani
jis tarah aaj ho rahi us tarah theek nahin uske ilaawa ho sakti hai
sirf eik banda QURAN parh kar eisaal e sawab kar sakta hai murde per

so eik banda kar sakta hai is hi per ahadeeth maange aap ne aqaaiyd
peish kar diye Imam Shafaiy r.a aur baaqi teenon Aaiyma r.a ke mutaliq
Jalaluddin r.a ke bayan peish kiye ke teenon aaiyma ke nazdeek yeh
theek tha

dekhen bhai mein ALHAMDULILLAH in tamaam aaiyma r.a ko
sahi maanta hoon inke aqaaiyd ko bhi magarrrr kalima MOHAMMAD UR RASOOLALLAH saww
ka parhta hoon to mera aqeeda kisi ke qoul kisi ke imaan per hoga
kisi ke hadeeth per hoga to MOHAMMADUR RASOOLALLAH ke hadeeth per hoga
kyunke unke aur unke Sahaba r.a ke baad taabe'een ke baad ISLAM ke mutaliq
ghalti kisi se bhi ho sakti naa ?? yeh to maante ho aap bhi ??

to is muaamle mein sirf hadeeth e Rasool saww hi ko durust maanunga mein
aap woh peish kar dein itne taweel posts ke bajaaye to aapki mehrbaani hogi : )

baaqi sawaal hai ke Quran khwaani se eisaal se sawaab nahin hota
ye saabit karen to daleel peish karta hoon

Hazrat Abu Hurera R.A Se Rawayat Hai k Rasool S.A.W.W Nay Farmaya :-
"Jab Insan Fout Ho Jaata hai toh is se is k aimal ka silsila munkata ho jaata hai
siwaye teen aimaal kay aur woh yeh hain
1) Sadqa-e-Jariya
2) Naik Aulaad jo us kay liye dua Karay
3) Aisa Ilm Jis Se Logo ko Faida Hasil Ho"

Muslim 1631 kitab ul wasiyat baab maa yalhqul insan min sawab baad ul mayyat
mazeed yehi hadeeth naqal whu abu da'ood 2880 mein mazeed Sunan Nisayi 129/2

lihaza hadeeth me aaya hai ke insan ke fout hone ke baad
uske aemal ka silsila munqata hota hai yaani na sawab mil sakta hai
na gunah siwaaye teen cheezon ke sadqa e jaariya naik aulad ki dua
aisa ilm jisse logon ko faiyda ho

ab sadqa e jariya ilm aur dua e aulaad in teen cheezon ke ilaawa kisi aur tarah
sawaab ka pohnchna ghalat saabit huwa ke nahin ?? ab aap ne peish karne hain
dalaaiyl wo bhi is hi tarah ahadeeth ke jinse saabit ho ke sawab pohnchne ke
aur bhi tareeqe hain aur haan bhai jan is dafa plz plz plz ahadeeth e nabvi saww
peish kijiyega kuch aur nahin shukria

@i love sahabah .
 
JazakaALlah Agree With You ...
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Sweet-doll

Senior Member
Dec 6, 2011
652
401
363
karachi
bohat zbardast info hai n i agree with u @kool~nomi
is k bare men ap jitna b likhte wo kam hi hota... umeed hai yahan sab ko samjh aa jaye..hum ttou bus dua hi kr sakte hen...
aksar is hawale se hamari b ghar men bht behas hoti hai par result zero hi milta hai.. sab kehte hen hamare baap dada krte aye ab hum q peeche haten,ye nae sochte k hamare piyare nabi ne ye kaam kbhi nae kiya jb k uswaqt k sahabi tou ek waqt men pura Quraan parh sakte thai phr ye tou ye kaam us waqt bht hota...
bus Allah hidayat de hum sab ko...ameen
 
Hmm JazakaAllah Doll .. Han mene boht kat kat kar likha hai abhi bhi ... Abhi aik aur last part hai woh jald hi post karunga :D ... Hmm inshaALlah .... Allahamdullilah mere ghar mein sab maan jatay hain .... Doll Agar koi bhi aisa kahay toh kaho kay jab Islam Aya Tha Toh Hamaray Pyaray Nabi Huzoor S.A.W.W Ko Bhi Boht se logo nay kaha tha kay tum jhootay ho Hum toh Apnay Baap Daada Kay Hi Deen Ko Maanienge Toh Aaj kal bhi loug aisa hi kartay hain Halankay aisa nhn karna chaye Ho sakta hai Hamaray Bado Ko Itni knowledge na mil saki ho Aaj kal toh Technology ka dour hai aik ke uper dusre books publish ho rahay hain wayez ho tay hain masajid mein door se Moulana Sahab Aatay hain Apnay Dalail Pesh Karnay Phele aisa kuch bhi nhn tha kiun ke sawariyan nhn thi na hi itna paisa tha kisi kay pass ... Allah hidayat day sab ko Hum Aur aap Kuch nhn karsaktay Aur han agar koi hidayat lene ki koshish karta hai toh Allah usay zarur hidayat deta hai ... loug shiru se hi aisa kahienge humien nhn maan na toh Allah bhi unhay toufeeq nhn diegaa ...Aap ka interest dekh kar khushi huwi JazakaALlah

Ameen ..[DOUBLEPOST=1354552659][/DOUBLEPOST]@Wasif Safi, @waqas naseer, @Fa!th, @Rubi, @Dreamy Boy, @Ally, @ChoCo
@zulqarnain, @Lightman, @Anokhi_Laadli, @cute bhoot, @sweet bhoot, @Sky Queen, @Shallu, @Messi, @zoonia @Tooba Khan
@FallenAngeL @razi_dil206 @dreamgirl7 @hafsa91 @Piya @cutepoison @Angry_Bird @F-iceage @Piyari @~Ambitiou$ Girl~ @loveisnotlife24
@Pari, @*Muslim*, @Sparkofighter, @Sabah, @masoom_se_chahat, @Qawareer, @ShyPrincess, @kool~nomi, @SUBHAANA, @Khwahish,
@Naughty Cat, @Hoor @DuFFer @Atif-adi @Sara Cilli Milli @SUBHAANA @saviou @*Storm* @~Unknown~ @yoursks @Noor_Afridi
@*Muskaan* , @penzee @rahath @MysTeri0uS @Gori
@harikesh
[DOUBLEPOST=1354553417][/DOUBLEPOST]@~Bella~
 
@Abidi
[DOUBLEPOST=1354553417][/DOUBLEPOST]@~Bella~
wo ayat hai ek k humen theek se yaad nae k dilo pe mohar lag jaye gi... kuch aisa hi hai...
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
@kool~nomi

تمام مسلمانوں کو السلامُ علیکم

نومی بھائی میں نے اپنی بات واضح بیان کی ہے اور اس پہ دلائل بھی دئیے ہیں.
میں نے جو احادیث پیش کی ان پہ دلائل بھی اکابرین کے حوالوں کے ساتھ دئیے.
آپ نےجو حضرت ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ کی ایک حدیث بیان کی کہ ”اپنے گھروں کو قبرستان نہ بناو“ اس میں میت کے لئے قرآن پڑھنے کی نفی نہیں ہے.
نیچے آپ نے علامہ ابن تیمیہ رحمہ اللہ کا حوالہ دیا تو میرے بھائی ان کا حوالہ اور علامہ ابن قیم رحمہ اللہ ، علامہ شوکانی رحمہ اللہ، علامہ سیوطی رحمہ اللہ کے حوالے پہلے میں بھی دے چکا ہوں.
اور آپ نے سعودیہ کے اکابر علماء کے حوالے دئیے تو بھائی میں نے کہا کہ یہ اختلافی مسئلہ ہے اس میں علماء کی دو رائے ہیں جیسا کہ میں نے خود علامہ سیوطی رھمہ اللہ کا اور علامہ قرطبی رحمہ اللہ کا حوالہ دیا جس میں یہ وضاحت ہے کہ تین ائمہ کرام رھمہ اللہ قرآن پڑھنے کو جائز کہتے ہیں جبکہ امام شافعی رحمہ اللہ جائز نہیں کہتے.
تو اس سے واضح ہو گیا کہ اس میں علمائے کرام کا اختلاف ہے کچھ علماء جائز سمجھتے ہیں اور کچھ نہیں سمجھتے.
علامہ سیوطی رحمہ اللہ نے تو پوری وضاحت کر دی اور میں نے پورا باب پیش کیا ہے لیکن اگر آپ پھر بھی آگے بات کرنا چاہتے ہیں تو میں نے کہا کہ اپ ایسی حدیث پیش کریں جس میں قران کو ایصال ثواب کے لئے پڑھنے سے منع کیا گیا ہو.

چراغ بھائی میں نے تو اپنی دلیل پہ حوالے پیش کئے اور آپ نے اہلحدیث کی بات کی تو میرے بھائی یہ کہاں سے ثابت ہے کہ جن اکابرین کو اہلحدیث مانتے ہوں ان کے حوالے میں نہیں دے سکتا....اپ کی اطلاع کے لئے عرض ہے کہ اگر میں نے اہلحدیثوں کے خلاف ہی حوالہ دینا ہوتا تو ان کے ساتھ ساتھ فتاوی علمائے اہلحدیث کا حوالہ اور نواب صدیق حسن خان رحمہ اللہ کا حوالہ بھی دے دیتا. یہ حضرات بھی ایصال ثواب کے لئے قرآن پڑھنے کو جائز کہتے ہیں.
آپ نے کہا کہ میں نے عقائد بیان کئے ائمہ اربعہ کے تو میرے بھائی یہ عقیدہ نہیں بلکہ ایک اختلافی مسئلہ ہے.
بھائی حدیث تو میں نے بیان کی اور اس حدیث کی وضاحت بھی علامہ سیوطی رحمہ اللہ اور باقی اکابرین سے دی .
اب آپ یہ وضاحت کر دیں کہ ان اکابرین نے غلط بیان کیا یا جو میں نے حوالے دئیے وہ غلط تھے یا ان اکابرین نے جو تشریحات بیان کی ہیں وہ آپ کو قابل قبول نہیں.
آپ اگر صرف اور صرف حدیث پہ ہی بات کرنا چاہتے ہیں جیسا کہ آپ نے مجھے کہا ہے کہ صرف حدیث بیان کروں اور کچھ نہیں تو ٹھیک ہے میں نے حدیث پہلے ہی پیش کر چکا ہوں.

بھائی آپ نے حدیث پیش کی تو اس میں تو ایصال ثواب کے لئے قران پڑھنے کی نفی نہیں ہے.
اور اس میں ہے کہ نیک اولاد جو اس کے لئے دعا کرے تو میرے بھائی نیک اولاد قران نہیں پڑھ سکتی کیا... یا قرآن میں جو دعائیں ہیں اگر نیک اولاد وہ دعائیں پڑھے جو کہ قرآن کی آیات بھی ہیں تو کیا پھر بھی غلط اور بدعت ہے.
پھر آپ ایسی حدیث یہاں پیش کر دیں جس میں میت کو ایصال ثواب کے لئے قران پڑھنے سے منع کیا گیا ہو.
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH
Top