Shohar Ki Faryaad

  • Work-from-home

Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
Koyi HumeN Bhi To Dikhaey Paristan Ka Rasta :p
paristan jaga nae... jahan pari rehti ho hum usey paristan kehte hein... :D

naam na lain mera,,dorey prne lag gey aapko /:)
khabardar jo hamari dash sis ko kisi ne tang kia... :p

kahany ki aur dikhanay ki aur =))

apko aisa kyun lagta hai bhala?
q k aaj kal bht common hogaya hey...

/:)

Bewa nahi BIWi hota hai @Shiraz-Khan
bewa hum male ko kehrahey :p
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Faryaad Karta Tha Ro Ro K Ek Shohar E Naamdaar
Hansi Rahi Hai Apni Na Ronay Pe Koyi Ikhtiyaar

jab se biyaah kar laaey haiN hum maaN k liay bahuu
rehta hai hardam jhagRa, hoti hai main main Tu Tu

KhushiyaN Humaray Mann Ki AahoN MeiN Beh GayeeN
DewaareN Sapno K Mehal KiSaari Hi Dhay GayeeN

Socha Tha Laa K Dulhan Hum Bhi Aish KareN Gay
YooN Zindagi K Mazay Hum Bhi Cash KareN Gay

Dulhan aatay hii ghar jaise maidane jang ban gaya
huyeeN amnay samnay saas bahu, jang ka bigal baj gaya

Sir Gira K HathoN Pe, Sochta Rehta HoN MaiN Yeh Aksar
Kaisa Drawana Khvaab Tha Shaadi Ka Ye Sara Chakar

saas k taanay bahu ki sari khushmizajiyoN ko khaa gay
waah ri aroos e nou! humaray marnay k din aa gay

Kaisay Kaisay Khvaab Thay Jo Saray Madham PaR Gay
YooN Giray Asmaan Se kay Khajoor MeiN ARR Gay

Kiya yehi woh khvab hain khoon e dil se jin ko seencha tha kabhi
kitni bhiyanak tabeer mili, weraan ki jis ne meri zindagi
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
ok,aap krain continue
Ji Zaroor Lijiay.... Akhri Lines Tavaja Talab HaiN @Shiraz-Khan @Hoorain @saviou

So Gay Umeed K Ghunchay YooN Mout Ki Aghoosh MeiN
Na Karna Shadi! Na Karna Shadi! Chilata HoN Aa Kar Hosh MeiN
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

Dedicated to? :p
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Ab Aagay Ki Suniay

Faryaad Karta Tha Ro Ro K Ek Shohar E Naamdaar
Hansi Rahi Hai Apni Na Ronay Pe Koyi Ikhtiyaar

jab se biyaah kar laaey haiN hum maaN k liay bahuu
rehta hai hardam jhagRa, hoti hai main main Tu Tu

KhushiyaN Humaray Mann Ki AahoN MeiN Beh GayeeN
DewaareN Sapno K Mehal KiSaari Hi Dhay GayeeN

Socha Tha Laa K Dulhan Hum Bhi Aish KareN Gay
YooN Zindagi K Mazay Hum Bhi Cash KareN Gay

Dulhan aatay hii ghar jaise maidane jang ban gaya
huyeeN amnay samnay saas bahu, jang ka bigal baj gaya

Sir Gira K HathoN Pe, Sochta Rehta HoN MaiN Yeh Aksar
Kaisa Drawana Khvaab Tha Shaadi Ka Ye Sara Chakar

saas k taanay bahu ki sari khushmizajiyoN ko khaa gay
waah ri aroos e nou! humaray marnay k din aa gay

Kaisay Kaisay Khvaab Thay Jo Saray Madham PaR Gay
YooN Giray Asmaan Se kay Khajoor MeiN ARR Gay

Kiya yehi woh khvab hain khoon e dil se jin ko seencha tha kabhi
kitni bhiyanak tabeer mili, weraan ki jis ne meri zindagi

So Gay Umeed K Ghunchay YooN Mout Ki Aghoosh MeiN
Na Karna Shadi! Na Karna Shadi! Chilata HoN Aa Kar Hosh MeiN

Nizaam e Ghar Ko Bhak Se URaa DeiN Gay Yeh Aik Din
Beej JhagRay K Jo Saas Bahuu Ne Mil K Boay HaiN
Yeh Jurat Na Thi Kabhi Dosto Talatum-Khez MoujoN MeiN
Safeenay Humaray To Saas Bahuu Ney Mil K Dabooay HaiN
 
Top