Shohar Ki Faryaad

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,700
11,682
1,313
Faryaad Karta Tha Ro Ro K Ek Shohar E Naamdaar
Hansi Rahi Hai Apni Na Ronay Pe Koyi Ikhtiyaar

jab se biyaah kar laaey haiN hum maaN k liay bahuu
rehta hai hardam jhagRa, hoti hai main main Tu Tu

KhushiyaN Humaray Mann Ki AahoN MeiN Beh GayeeN
DewaareN Sapno K Mehal KiSaari Hi Dhay GayeeN

Socha Tha Laa K Dulhan Hum Bhi Aish KareN Gay
YooN Zindagi K Mazay Hum Bhi Cash KareN Gay

Dulhan aatay hii ghar jaise maidane jang ban gaya
huyeeN amnay samnay saas bahu, jang ka bigal baj gaya

Sir Gira K HathoN Pe, Sochta Rehta HoN MaiN Yeh Aksar
Kaisa Drawana Khvaab Tha Shaadi Ka Ye Sara Chakar

saas k taanay bahu ki sari khushmizajiyoN ko khaa gay
waah ri aroos e nou! humaray marnay k din aa gay

Kaisay Kaisay Khvaab Thay Jo Saray Madham PaR Gay
YooN Giray Asmaan Se kay Khajoor MeiN ARR Gay

Kiya yehi woh khvab hain khoon e dil se jin ko seencha tha kabhi
kitni bhiyanak tabeer mili, weraan ki jis ne meri zindagi

So Gay Umeed K Ghunchay YooN Mout Ki Aghoosh MeiN
Na Karna Shadi! Na Karna Shadi! Chilata HoN Aa Kar Hosh MeiN

Nizaam e Ghar Ko Bhak Se URaa DeiN Gay Yeh Aik Din
Beej JhagRay K Jo Saas Bahuu Ne Mil K Boay HaiN
Yeh Jurat Na Thi Kabhi Dosto Talatum-Khez MoujoN MeiN

Safeenay Humaray To Saas Bahuu Ney Mil K Dabooay HaiN

takraar e saas bahuu se goonjtay haiN ghar k dar o dewaar
doR kar aa jatay haiN sabhi, jab bhi koyi zor se chilaaey
jhanktay haiN khiRhkiyoN se chatoN se saray hi hamsaaey

tamasha dekheiN muft mein k humsaey to hotay haiN maaN jaey
 
Ay Waaez! Na Draao Hum Ko Tum Ab Kisi Bhi Jahanum Se
K Uss Jahanum Ki Har Ek Soorat Humaray Ghar MeiN Hai
Suna Tha Kay Mard To Hota Hai Ourat K Sar Ka Taaj

Apna Maqaam To Dosto Ghar K Bahir Dar MeiN Hai

Subah Jatay HaiN Shaam Ko Ghar Aatay HaiN
Mehnat Kartay HaiN Note Kama Kay Latay HaiN
Bezaar Kar Daala Ghar Ki Barbadi Nay Hum Ko
Magar Hum HaiN Kay Phir Bhi Jiay Jatay HaiN

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
is age mein aisey harkatein kerti kaisee lago g ap donon :-?
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,700
11,682
1,313
ab aagay bhi to suniay shohar ki farayaad

Faryaad Karta Tha Ro Ro K Ek Shohar E Naamdaar
Hansi Rahi Hai Apni Na Ronay Pe Koyi Ikhtiyaar

jab se biyaah kar laaey haiN hum maaN k liay bahuu
rehta hai hardam jhagRa, hoti hai main main Tu Tu

KhushiyaN Humaray Mann Ki AahoN MeiN Beh GayeeN
DewaareN Sapno K Mehal KiSaari Hi Dhay GayeeN

Socha Tha Laa K Dulhan Hum Bhi Aish KareN Gay
YooN Zindagi K Mazay Hum Bhi Cash KareN Gay

Dulhan aatay hii ghar jaise maidane jang ban gaya
huyeeN amnay samnay saas bahu, jang ka bigal baj gaya

Sir Gira K HathoN Pe, Sochta Rehta HoN MaiN Yeh Aksar
Kaisa Drawana Khvaab Tha Shaadi Ka Ye Sara Chakar

saas k taanay bahu ki sari khushmizajiyoN ko khaa gay
waah ri aroos e nou! humaray marnay k din aa gay

Kaisay Kaisay Khvaab Thay Jo Saray Madham PaR Gay
YooN Giray Asmaan Se kay Khajoor MeiN ARR Gay

Kiya yehi woh khvab hain khoon e dil se jin ko seencha tha kabhi
kitni bhiyanak tabeer mili, weraan ki jis ne meri zindagi

So Gay Umeed K Ghunchay YooN Mout Ki Aghoosh MeiN
Na Karna Shadi! Na Karna Shadi! Chilata HoN Aa Kar Hosh MeiN

Nizaam e Ghar Ko Bhak Se URaa DeiN Gay Yeh Aik Din
Beej JhagRay K Jo Saas Bahuu Ne Mil K Boay HaiN
Yeh Jurat Na Thi Kabhi Dosto Talatum-Khez MoujoN MeiN

Safeenay Humaray To Saas Bahuu Ney Mil K Dabooay HaiN

takraar e saas bahuu se goonjtay haiN ghar k dar o dewaar
doR kar aa jatay haiN sabhi, jab bhi koyi zor se chilaaey
jhanktay haiN khiRhkiyoN se chatoN se saray hi hamsaaey
tamasha dekheiN muft mein k humsaey to hotay haiN maaN jaey

Ay Waaez! Na Draao Hum Ko Tum Ab Kisi Bhi Jahanum Se
K Uss Jahanum Ki Har Ek Soorat Humaray Ghar MeiN Hai
Suna Tha Kay Mard To Hota Hai Ourat K Sar Ka Taaj
Apna Maqaam To Dosto Ghar K Bahir Dar MeiN Hai

Subah Jatay HaiN Shaam Ko Ghar Aatay HaiN
Mehnat Kartay HaiN Note Kama Kay Latay HaiN
Bezaar Kar Daala Ghar Ki Barbadi Nay Hum Ko
Magar Hum HaiN Kay Phir Bhi Jiay Jatay HaiN

YooNhi Chalta Rehta To Samjho Koyi Baat Bhi Thi
Halaat Sambhlne Ki Umeed Apnay Haath Bhi Thi

Beetay YooNhi Raat Din, MAusam Nay Bhi PalaTay Khaaey
Jo Kiya Tha Hum Ne, Ussay Bharnay Kay Din Aaey

Top