Shohar Ki Faryaad

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
wah ye kuch khoobsorat samaa bangaya :p
iss khoobsorat samay ko agay barhatay huvay...

Faryaad Karta Tha Ro Ro K Ek Shohar E Naamdaar
Hansi Rahi Hai Apni Na Ronay Pe Koyi Ikhtiyaar

jab se biyaah kar laaey haiN hum maaN k liay bahuu
rehta hai hardam jhagRa, hoti hai main main Tu Tu

KhushiyaN Humaray Mann Ki AahoN MeiN Beh GayeeN
DewaareN Sapno K Mehal KiSaari Hi Dhay GayeeN

Socha Tha Laa K Dulhan Hum Bhi Aish KareN Gay
YooN Zindagi K Mazay Hum Bhi Cash KareN Gay

Dulhan aatay hii ghar jaise maidane jang ban gaya
huyeeN amnay samnay saas bahu, jang ka bigal baj gaya

Sir Gira K HathoN Pe, Sochta Rehta HoN MaiN Yeh Aksar
Kaisa Drawana Khvaab Tha Shaadi Ka Ye Sara Chakar

saas k taanay bahu ki sari khushmizajiyoN ko khaa gay
waah ri aroos e nou! humaray marnay k din aa gay

Kaisay Kaisay Khvaab Thay Jo Saray Madham PaR Gay
YooN Giray Asmaan Se kay Khajoor MeiN ARR Gay

Kiya yehi woh khvab hain khoon e dil se jin ko seencha tha kabhi
kitni bhiyanak tabeer mili, weraan ki jis ne meri zindagi

So Gay Umeed K Ghunchay YooN Mout Ki Aghoosh MeiN
Na Karna Shadi! Na Karna Shadi! Chilata HoN Aa Kar Hosh MeiN

Nizaam e Ghar Ko Bhak Se URaa DeiN Gay Yeh Aik Din
Beej JhagRay K Jo Saas Bahuu Ne Mil K Boay HaiN
Yeh Jurat Na Thi Kabhi Dosto Talatum-Khez MoujoN MeiN

Safeenay Humaray To Saas Bahuu Ney Mil K Dabooay HaiN

takraar e saas bahuu se goonjtay haiN ghar k dar o dewaar
doR kar aa jatay haiN sabhi, jab bhi koyi zor se chilaaey
jhanktay haiN khiRhkiyoN se chatoN se saray hi hamsaaey
tamasha dekheiN muft mein k humsaey to hotay haiN maaN jaey

Ay Waaez! Na Draao Hum Ko Tum Ab Kisi Bhi Jahanum Se
K Uss Jahanum Ki Har Ek Soorat Humaray Ghar MeiN Hai
Suna Tha Kay Mard To Hota Hai Ourat K Sar Ka Taaj
Apna Maqaam To Dosto Ghar K Bahir Dar MeiN Hai

Subah Jatay HaiN Shaam Ko Ghar Aatay HaiN
Mehnat Kartay HaiN Note Kama Kay Latay HaiN
Bezaar Kar Daala Ghar Ki Barbadi Nay Hum Ko
Magar Hum HaiN Kay Phir Bhi Jiay Jatay HaiN

YooNhi Chalta Rehta To Samjho Koyi Baat Bhi Thi
Halaat Sambhlne Ki Umeed Apnay Haath Bhi Thi

Beetay YooNhi Raat Din, Mausam Nay Bhi PalaTay Khaaey

Jo Kiya Tha Hum Ne, Ussay Bharnay Kay Din Aaey

Huwa YooN ...........K Chamka Phir Ek Aas Ka Taara
Ooncha Karna Tha Jis Ne JahaN MeiN Naam Humara

Matlab K Ghar MeiN Ek Nanha Sa Nounihaal Aaya
Nounihaal To Kam, YooN K Jaise Bhonchal Aaya

RaatoN Ki Neend Gayi, Din Ka Qaraar LuTaa
Umeed Ka Daman Ab To Mere HathoN Se ChuTa

Sonay Pe Ikhtiyar Tha, So Woh Bhi Hum Se Chhin Gaya
Aya Muna To Na Rahi Khabar,Kab Rat Huyi Kab Din Gaya

@Shiraz-Khan @saviou @Hoorain @Ally
 
Yaad Aati HaiN HumeiN Shadi Se Pehle Ki BahareN
Manchalay Thay Hum Aur HaseenoN Ki BahareN

Kar Diya Qurban Khud Ko Sir Pe Saja K Sehra
Issi Sehray Ne Daboya Mere ArmaanoN Ka BeRa

Hum Aqal K andhay Kab Tak DewaroN Se TakrayeN
ChiRiyaN Chug GayeN Khait To Ab Kyunkar PachtaayeN

SHohar Ki Farayad To Khatam Huyi...... Ab Bhi Kuch Nahi seekha To Humara Kiya Qasoor
@Shiraz-Khan @saviou @Hoorain @Ally
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
bas poochain mat :p
:|

Hahahaha jane den... warna pir sey hojana hey :p
kya ho jana hai? /:)

apka andaza ghalat nikla.... bas itna hi khati hon k jis se chal phir sakon yeh nahi k usay utha k chalna paray mujhay. {(bye)}
ham jab kuch kehte hian to saboot bhi sath me rakhte hain mohtarma

ye raha saboot /:)

ban to gaey... pic b bnayi... subah karongi upload... Abhi itna khaa liya k uthna mushkil =))
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
:|

ham jab kuch kehte hian to saboot bhi sath me rakhte hain mohtarma

ye raha saboot /:)
hahahahaha yeh sabooooooooooooooot....
sonay k time uTh jatay to neend ani mushkil..... is liay bahana bna liya {(bye)}

iss ki talash mein ghoom rahay thay aap
=))=))
 
Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
Faryaad Karta Tha Ro Ro K Ek Shohar E Naamdaar
Hansi Rahi Hai Apni Na Ronay Pe Koyi Ikhtiyaar

jab se biyaah kar laaey haiN hum maaN k liay bahuu
rehta hai hardam jhagRa, hoti hai main main Tu Tu
lolx wahhh kya arz kia hai =))
ALLAH rehm kary un pr :p
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
Faryaad Karta Tha Ro Ro K Ek Shohar E Naamdaar
Hansi Rahi Hai Apni Na Ronay Pe Koyi Ikhtiyaar

jab se biyaah kar laaey haiN hum maaN k liay bahuu
rehta hai hardam jhagRa, hoti hai main main Tu Tu

KhushiyaN Humaray Mann Ki AahoN MeiN Beh GayeeN
DewaareN Sapno K Mehal KiSaari Hi Dhay GayeeN

Socha Tha Laa K Dulhan Hum Bhi Aish KareN Gay
YooN Zindagi K Mazay Hum Bhi Cash KareN Gay

Dulhan aatay hii ghar jaise maidane jang ban gaya
huyeeN amnay samnay saas bahu, jang ka bigal baj gaya

Sir Gira K HathoN Pe, Sochta Rehta HoN MaiN Yeh Aksar
Kaisa Drawana Khvaab Tha Shaadi Ka Ye Sara Chakar

saas k taanay bahu ki sari khushmizajiyoN ko khaa gay
waah ri aroos e nou! humaray marnay k din aa gay

Kaisay Kaisay Khvaab Thay Jo Saray Madham PaR Gay
YooN Giray Asmaan Se kay Khajoor MeiN ARR Gay

Kiya yehi woh khvab hain khoon e dil se jin ko seencha tha kabhi
kitni bhiyanak tabeer mili, weraan ki jis ne meri zindagi

So Gay Umeed K Ghunchay YooN Mout Ki Aghoosh MeiN
Na Karna Shadi! Na Karna Shadi! Chilata HoN Aa Kar Hosh MeiN

Nizaam e Ghar Ko Bhak Se URaa DeiN Gay Yeh Aik Din
Beej JhagRay K Jo Saas Bahuu Ne Mil K Boay HaiN
Yeh Jurat Na Thi Kabhi Dosto Talatum-Khez MoujoN MeiN

Safeenay Humaray To Saas Bahuu Ney Mil K Dabooay HaiN

takraar e saas bahuu se goonjtay haiN ghar k dar o dewaar
doR kar aa jatay haiN sabhi, jab bhi koyi zor se chilaaey
jhanktay haiN khiRhkiyoN se chatoN se saray hi hamsaaey
tamasha dekheiN muft mein k humsaey to hotay haiN maaN jaey

Ay Waaez! Na Draao Hum Ko Tum Ab Kisi Bhi Jahanum Se
K Uss Jahanum Ki Har Ek Soorat Humaray Ghar MeiN Hai
Suna Tha Kay Mard To Hota Hai Ourat K Sar Ka Taaj
Apna Maqaam To Dosto Ghar K Bahir Dar MeiN Hai

Subah Jatay HaiN Shaam Ko Ghar Aatay HaiN
Mehnat Kartay HaiN Note Kama Kay Latay HaiN
Bezaar Kar Daala Ghar Ki Barbadi Nay Hum Ko
Magar Hum HaiN Kay Phir Bhi Jiay Jatay HaiN

YooNhi Chalta Rehta To Samjho Koyi Baat Bhi Thi
Halaat Sambhlne Ki Umeed Apnay Haath Bhi Thi

Beetay YooNhi Raat Din, Mausam Nay Bhi PalaTay Khaaey

Jo Kiya Tha Hum Ne, Ussay Bharnay Kay Din Aaey

Huwa YooN ...........K Chamka Phir Ek Aas Ka Taara
Ooncha Karna Tha Jis Ne JahaN MeiN Naam Humara

Matlab K Ghar MeiN Ek Nanha Sa Nounihaal Aaya
Nounihaal To Kam, YooN K Jaise Bhonchal Aaya

RaatoN Ki Neend Gayi, Din Ka Qaraar LuTaa
Umeed Ka Daman Ab To Mere HathoN Se ChuTa

Sonay Pe Ikhtiyar Tha, So Woh Bhi Hum Se Chhin Gaya
Aya Muna To Na Rahi Khabar,Kab Rat Huyi Kab Din Gaya

Yaad Aati HaiN HumeiN Shadi Se Pehle Ki BahareN
Manchalay Thay Hum Aur HaseenoN Ki BahareN

Kar Diya Qurban Khud Ko Sir Pe Saja K Sehra
Issi Sehray Ne Daboya Mere ArmaanoN Ka BeRa

Hum Aqal K andhay Kab Tak DewaroN Se TakrayeN
ChiRiyaN Chug GayeN Khait To Ab Kyunkar PachtaayeN

SHohar Ki Farayad To Khatam Huyi...... Ab Bhi Kuch Nahi seekha To Humara Kiya Qasoor
@Shiraz-Khan @saviou @Hoorain @Ally
ankhen band kerlo... dekhi jaeygi INSHA'ALLAAH... :challengeaccepted
 
Top