tm mega gossip program

  • Work-from-home

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
32
mardan
assalam alaikum
main aaj aap k samne aik new and interested thread k saath hazir hoon is thread main aap ko life k serious metter @ topics discuss kerne hain,
ye thread aik programe ki terhan hai jis ka maine naam rakha hai tm mega gossip program.
is thread main her weak aik new topic lagaya jai ga aur full week us pe discussion ho gi.
topic
pakistan main load shading ki kiya waja hai?
kya is k theek hone k koi imkan hain?
ager haan to ta kab aur kese?
 

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
32
mardan
aray jab zerdari nahi tha tab bhi load shading hoti adi
ye hal nahi hai
mere khayal main saare siyasat danon hata ker new siyasat dan ho to hi kam ho ga
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
32
mardan
aray ra ye aap ki soch hai mager hakeekat main dunya main koi bhi aisa kaam nahi hai jo na mumkin ho.
 

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
{(thinkg)}Well Load shading .. Bilcul Khatem ho sakti hai lakin Hukmranoon ki hatdhermi ki wja sy aisa nahi ho pa raha. Recently Hamray pass jitna Pani ka zakhera majood tha wo sara zaya ho raha hai ..Itna pani ky aik jheel ban gai ,
ager esi pani to Save kia jata Dam bna ker aur phir na janay kitini bigli us sy banai ja sakti ...wo bi Jb Hukmran chahtey..


2ndly Dr. AQ Khan Yeh bayan dy chuka hai ky ager mjy sources fraham kiye jayen to men pakistan men itni bigli peda ker sakta hun ky yahan load shading khatem ho jaye gi.

3rdly China ne bi sasti bigli ki peshkash ki Lakin Pakistan ne inkar ker dia...Kue ..
Kue ky wo Her Gher sy Rs 9 ...ly rahay thy jabky Mojuda hukmran yahan Her gher sy GST TAx , Flana Tax , Ly rahay hain..
 

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
32
mardan
tayyab sahib ye baat aise hi bahana hai k pani khatam ho gaya hai pani itna hai k kuch days pehle selab bhi umad aya tha.
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
pakistan main load shading ki kiya waja hai?
loadshedding ki waja dams ki kami hai...abi last days he attabad jheel may itna ziada pani agya tha k agr usy sahe tore per utilize kia jata to kafi water store kia ja skta tha or zyada electricity produce ki ja skti thi..but govt ne is bat per koi ghore nae kia or secondly ye k is wqt govt ne IMF se buht zyada loan ly rkha hai jise wo pay nahe ker skty or is lie b Pak ko electricity kum supply ki ja rahi hai


kya is k theek hone k koi imkan hain?
mghe nahe lagta is ka abi tuk koi thk hne ka imkan hai coz last kafi yrs se ye snty a arahy hain k is year ye prob thk ho jayga but ab tuk to koi solution nazr nahe a rha


 

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
32
mardan
us aap ki baat theek hai lekin kabhi na umeed nahi hona chahiye
pakistan k siyasat danon se na sahi allah se umeed rakhain
inshallah sab theek ho jai ga.
 
  • Like
Reactions: unique-style
Top