tm mega gossip program

  • Work-from-home

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
32
mardan
mujhe bohot ghussa aya jab main subha ko 5 baje quran ki tilawat ker raha tha aur achanak bijli chali gai ye kesa insaf hai.
 

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
32
mardan
(topic 2)pakistan main behter taleem

i think ab ye 1st topic zyada nahi chale ga isi liye main doosra topic laga raha hoon.
topic 2
pakistan main behter taleem se aap kitne setisfied hain?
aur ager behter taleem hasil ho jai to nokri k kitne imkanat hain?
pakistan main taleem yafta log kyun berozgar hain?
kya un k pas dene ko rishwat nahi is liye?
ya
pakistan main nokri hi nahi?
wazahat se bayan kijea.
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
i think pakistian me kaafi acha taleem ka sisila hai or young generation aala taleem hasil ker rahi hai,the problem k jobs nai milti wo ye hai k parai per bht presure hai,me apne dost ki kahani batata hun jo mujhe 10 gunah zada acha perta tha ranks ate thye jis k but us ki sab se badi ghalti,k kabhi kuch ka kabhi kuch....zig zag ja te hain..matlab degree kuch or ,diploma me kuch or kia or experiance k liye kisi or feidl me chalegae...i mean this is not the way ager ke hi field me rahoge to inshallah job tue zaror milegi,apni feild me mahir banao..ye mat socho k dost ye ker raha ahi to me bhi ye kerlo,kyu k ager esa sochoge to koi or dost us se bhi achi fiedls me hoga ap wo bhi ker loge to ap ka to mixuter ho jaega...pakistan me ese hi 50 % percen berozgari hai isi waja se....
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
:-bdTRUE SAID ADI BHAYA

DONT SHOW UR DEGREE ONLY BUT ALSO UR TALENT AND CREATIVITY

AUR PAK MAY TALEEMI NIZAAM BEHTAR HAY MAGAR YAQEENAN ISSE MAZEED BEHTAR BANAE KI BOHAT ZAROORAT HAY

KHAAS KAR YE JO DIFFERENCE HAY ENGLISH MEDIUM AND URDU MEDIU SYSTEM IS PE TAWAJJA DAINI CHAHIE
AUR DOOSRI BAAT TALEEMI NIZAAM HI MAY PROBLEM NHI HAY MAGAR KHUD YOUNG GENERATION KA RUJHAN BHI PARHAI SE ZIADA DOOSRI CHEEZON KI TARAF ZIADA HAY TO HAR CHEEZ PE TAWAJA DAINA PAREGI ........
 

waqas naseer

Super Star
Dec 24, 2009
5,722
3,037
1,313
32
mardan
well hoorain and adi you both true said.
mere kahyal main hamain sirf taleem hi nahi hasil kerni chahiye balke taleem k saath saath koi huner bhi hasil kerna chahiye take ager khuda na khwasta kal ko koi nokri na mile to kam az kam hum berozgar to na honge.
 
  • Like
Reactions: Atif-adi
Top