~*~ Wo kaisi mohabbat thi ~*~

  • Work-from-home

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
u welcom,but sach pochay toa amreen ki tara mujy b khushe nae hove parh kar..:(
well donia ki mohabbat bhalay na ho hamaray naseeb may,but Allah ki mohabbat zaror hasil ho hamay....
yehe asal mohabbat hote hay...........
inshaAllah hum koshish karenge tooba k hum Allah ko raazi karke jannat hasil karen.
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...

sana ye mera past tha.present iske against hai.inshaAllah.waise ise padhne ka shukriya.:)
waise to har kisi k life mei koi na koi past zaroor hota hai....
lekin past ko present mei nahiii lana chahiye....
kyun k yeh phr hamare future pe bhi effect karta hai.....
aur story parh kar mujhe dukh nahi hua
afsos es baat ka hua k u still live in those memoriez....:(
 
  • Like
Reactions: Aara'af

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia

waise to har kisi k life mei koi na koi past zaroor hota hai....
lekin past ko present mei nahiii lana chahiye....
kyun k yeh phr hamare future pe bhi effect karta hai.....
aur story parh kar mujhe dukh nahi hua
afsos es baat ka hua k u still live in those memoriez....:(
sana sahih kaha aapne.aur mujhe khushi hai k mujhe yahan aap jaise dost miley.khair laikin sana dil me ek baat thi ek laawa tha aur main samajhta tha k isse bahar nikal dia jaaye aur mujhe yahi sahih laga isliye maine ne ye kia.ye Allah ka ehsan hai k main mere past ko kaafi hud tak bhula chuka hon.aur islami taur par zindagi guzaarne ki koshish karta hon.shukran sana :)
 
lavina

TM Star
Jun 14, 2009
1,580
780
113
USA
Arshad ji I really have no words to say anything :( bcoz I know exactly how you feel , as my life story is very similar to ur"s in some way and I have compromised with that now to face the facts and you know about it I need not say anything more how painful it can be to love someone and not be with that person. But then you have something to look forward to a nice bright new beginning in ur life, and may God give u all the happinees and success you are looking for in life in every way my dear friend. God Bless You.
 
lavina

TM Star
Jun 14, 2009
1,580
780
113
USA
This is for u dear friend

Bada nayab hai ye rishta isey tod na dena,
Tufaano me tanha dost ko chhod na dena.
Jo ho jaaye kabhi bebas waqt ke haatho,
Toh apni yaado ke rukh humse mod na dena.
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
hmmm...yeh to apki kahani hogae......yeh to bataein ke yeh dosti kis bunyaad par shuru hoe thi...woh apki classmate mei shumaar thien..yah pher woh net frnd thien..yah pher woh apki rishtedar hein...agar ap bata sakein to batayega...kyonke kahani parh kar bht se sawal uth jaate hein ke ap ne aise sab jaane kyon diya....aur bhi sawal hein..pehle ap inka jawab dein....
aur mujhe apka aise andaaz mei story bayaan karna bht acha laga...magar saath dukh bhi howa..and i m eagerly to know y dis has happened...:(
 
thnks prince.ise padhne keliye.ye mera past tha.

mut pooch mere humdum mere dil ki kahani
isme kuch parda nasheenaon k bhi naam aate hain.

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
hmmmmm pata nahin kia kahu aapke story ko perh ker dhuk bhi hua and hairan bhi hain k ager koi kessi ko itna chahte hain then aise halat kio paida hote hain jen wajah se voh mel nahin pate and yahi na melne k wajah se kahe 2 zindegia ruined hujate hai... per khair kabhi jho halat humare hands mei na ho phir aapna naseeb samajh ker sub kuch aacept kerna padta hain... but I,ll suggest u k jho hua usay bholna he behter hain yeh baat ghalate nahin k kessi ko kabhi bhol nahin sakte ager hum koshish kare toh and zindagi mei kessi aur ko sache dil se accept kare (Life partner) aur life ko agay berhane ki koshish kare...
life jeene k lie hain serf yaado k sahare kabhi jiya nahin jata buss aapne zindagi kaati jasakte hain but kia kabhi thori dair k lie bhi yeh socha k jess zindagi ko hum ek choti bade tensions and ghum k wajah se gloomy and pensive all the time guzar rahe hain kia voh wakaye esay maksad k lie bani hain??
kia Allah ne yeh zindagi buss ghamgeen rahne k lie de hain?? obviously no yeh sub kuch ek test hain and es test mei jho jeeta vohi kamyaab insan kah lata hain... so zindagi mei agaye berho and mushkilo ka samna kero esay bherpur jeo problems ka kiya hain kabhi ani and kabhi jani...jho apna kabhi tha he nahin usay khone ka kaisa ghum?? jho aapna hain usay life mei khoshi se accept kero and remember one thing everything happens for the good...
so be happy and go ahead...
I hope k mere baato ko ghalat na liya jiye...
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
boht achi kahani likhi apne arshad ..
ALLAH jo kisi bade k haq me fesla krta hai wo us k lye sb se behtar hota hai,ALLAH apko khush rakhe.
ameen
 
  • Like
Reactions: Aara'af

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
hmmmmm pata nahin kia kahu aapke story ko perh ker dhuk bhi hua and hairan bhi hain k ager koi kessi ko itna chahte hain then aise halat kio paida hote hain jen wajah se voh mel nahin pate and yahi na melne k wajah se kahe 2 zindegia ruined hujate hai... per khair kabhi jho halat humare hands mei na ho phir aapna naseeb samajh ker sub kuch aacept kerna padta hain... but I,ll suggest u k jho hua usay bholna he behter hain yeh baat ghalate nahin k kessi ko kabhi bhol nahin sakte ager hum koshish kare toh and zindagi mei kessi aur ko sache dil se accept kare (Life partner) aur life ko agay berhane ki koshish kare...
life jeene k lie hain serf yaado k sahare kabhi jiya nahin jata buss aapne zindagi kaati jasakte hain but kia kabhi thori dair k lie bhi yeh socha k jess zindagi ko hum ek choti bade tensions and ghum k wajah se gloomy and pensive all the time guzar rahe hain kia voh wakaye esay maksad k lie bani hain??
kia Allah ne yeh zindagi buss ghamgeen rahne k lie de hain?? obviously no yeh sub kuch ek test hain and es test mei jho jeeta vohi kamyaab insan kah lata hain... so zindagi mei agaye berho and mushkilo ka samna kero esay bherpur jeo problems ka kiya hain kabhi ani and kabhi jani...jho apna kabhi tha he nahin usay khone ka kaisa ghum?? jho aapna hain usay life mei khoshi se accept kero and remember one thing everything happens for the good...
so be happy and go ahead...
I hope k mere baato ko ghalat na liya jiye...
thnks sabah k aapne iskeliye waqt diya aur saath hi apna qeemti mashwara bhi dia.chund yaadein jo bhulaane par bhulaayi jasakti hain aur chund ek aisi hoti hain jo bhulaye nahi bhoolti.laikin main apni zindagi ki raftar ko sust nahi kia hon.Alhamdulillah aaj main pahli zindagi se mukhtalif hon.nice post sabah.:)
 
Top