*** Islamic QUIZ ***

  • Work-from-home
Jun 21, 2010
91
44
0
45
shukran :)
Allahi barik feek

---------- Post added at 10:24 AM ---------- Previous post was at 09:00 AM ----------

Allahi barik feek :)

Hazrat Abu Bakr Siddique Razi Allah Tala Anh Allah k Rasul sallelahu Alayhi wasallam k dost the aur unhone jab suna k Aap sallelahu Alayhi wasallam par wahi nazil huyi hai aur wo Nabi bangaye hain to fauran unhone Islam Qabool karliya aurAllah k Habeeb Alayhi salaam par Imaan laye subhan Allah

ab rahi baat apke na ittefaq rakhne k hamari baat se to ye apka apna aqeeda hai aur koi zaroori nahi k aap hamari baat par ham apki baat par ittefaq rakhen sab ki alag soch o faham hai apko ye nahi dekhna chahiye k baat kaun kar raha hai balke ye dekhna chahiye k baat kis ki kijaarahi hai ham jo abhi apke samne baat rakh rahe hain wo Allah aur uske Rasul sallelahu Alayhi wasallam ki Quran aur Hadees ki baat hai

duniya me aisi koi zaat nahi aisi koi hasti nahi jis ki har baat par ittefaq kiya jaye siway jaan e rehmat Mohammad e mujtabah sallelahu Alayhi wasallam k unki baat ko hame ankh band karke manna hai kyun k Wa ma yantiqu 'anil Hawa`in Huwa `illa Wahyul Yooha (Surat ul Najm 53) wo apni marzi se nahi bolte jo bhi kehte hain Allah k taraf se wahee aati hai.....

Janab apko moti moti baton me bataten hain zahnasheen karlen Imaam hamara ek hi hai qudwa hamara ek hi hai hame Quran me Allah k baad sirf ek hi ki itteba karne ka hukm mila hai hamare liye Imaam e Azaam ek hi hai jinke bataye huye raste par chal kar hi ham kamiyab hosakte hain aur wo hain Mohammad sallellahu Alayhi wasallam... ab inke baad agar koi bhi hame deen ki baat kahega to uski baat ko Allah k Rasul sallellahu Alayhi wasallam k farman se toelnge agaar wo unse milti hai to phir sar ankhon par nahi to phir qabile qabool nahi janab deen roshan hai wazhe hai shams ki tarah aur Qayamat ki subah tak wazeh aur roshan sath hi mehfooz rahega ye Allah ka wada hai hamse

bahes karna maqsad nahi balke haq baat bayan karna maqsad hai

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye
Allah hame Imaam e Azam Qaid e Azam Mohammad sallellahu Alayhi wasallam k naqshe kadam par chalne ki taufeeq aata farmaye Aameen
Aray mitti paen chooren is baat ko
ANSWER) Hazrat Abu Bakr Siddique RaziAllah Tala Anh nay sham(syria) kay safar mein aik khuwab dekha tha jis ki tabeer aik rahib nay ye batae thee ke Makkah mein aik Nabi moboos kiye jaen gay aur tum (Hazrat Abu Bakr
Siddique RaziAllah Tala Anh) un Nabi Sallellahu-alahi-wasallam ki zindagi mein un kay wazeer hon gae aur Nabi Sallellahu-alahi-wasallam ke baad khalifa hoon gae phir Hazrat Abu Bakr Siddique RaziAllah Tala Anh nay ye baat aur khuwab kisi ko nahin bataee phir jab Huzoor Sallellahu-alahi-wasallam nay nabuwat ka aelan kiya to Hazrat Abu Bakr Siddique RaziAllah Tala Anh dalil mangi to Huzoor Sallellahu-alahi-wasallam nay farmaya dalil wo khuwab hai jo tum ne Sham(syria) may dekha tha mujeh Allah nay is ka bataya, is tarhan Hazrat Abu Bakr Siddique RaziAllah Tala Anh foran Imaan Layae
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

Jazakallah khair Janab

ye waqaya to hame pehli baar sunne ko mila

bohot shukriya apka

agar hosake to ye waqaya kisme naqal hua hai daleel deden aap
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Saviou ye Allah k nam m ismy jamali or ismy jalali kya hotay hn...?
ism yane arabic me Naam ko kehte hain name

Jameel yane khubsurath

jalaal yane gusse wala

isme jamali yane khubsurath naam jo k Allah ka hai

isme jalaali yane Allah jitna raheem hai utna gusse wala bhi hai ....wallahu aalam

aur koi isko ache se explain kar sakte hain to karen
 
nasirnoman

Active Member
Apr 30, 2008
380
574
1,193
السلام علیکم ورحمتہ اللہ !

لفظی معنی کی نشاندہی تو یہ بھائی پیش کرچکے ہیں
مزید مختصر سی وضاحت پیش خدمت ہے

الله تعالیٰ کی ذات اورتمام صفات پر ایمان لانے کا ہر عاقل وبالغ انسان مکلف ہے اور چوں کہ الله کی صفات میں سے بعض جلالی ہیں اور بعض جمالی اور یہ امر بھی طے شدہ ہے کہ ان صفات کے مظاہر اور آثار بھی موجود ہیں، لہٰذا ان مظاہروآثار کی تصدیق بھی ضروری ہے کہ بغیر اس کے ایمان کالعدم ہے۔ من جملہ ان مظاہر وآثار کے دوزخ وجنت بھی ہیں، جن پر ایمان ، ایمان بالآخرہ کے ضمن میں آتا ہے۔

پس اس بات کا یقین رکھنا ضروری ہے کہ الله جس کو چاہے اس کے گناہوں کو معاف کرکے جنت کے اونچے درجات تک پہنچا سکتا ہے، کیوں کہ وہ ہرشے کی قدرت رکھتا ہے اور غفور الرحیم بھی ہے اور صفات جلالیہ کی بنا پر وہ جس کو عذاب دینا چاہے تو بھی اس کے لیے کوئی رکاوٹ نہیں ہے۔ ان دونوں قسم کی صفات اور ان کے مظاہر پر ایمان لانے کا اثر یہ ہوتا ہے کہ جب ہم رحمت خداوندی کا تصور کریں تو یہ امید پیدا ہو کہ ہمارے گناہ کو معاف کر دے گا اور جب جلالیت کا تصور ہو تو یہ خوف پیدا ہو کہ ہمارے جرائم کی وجہ سے ہمارا مواخذہ ہو گا۔ اسی کا نام ہے خوف ورجا یعنی ڈر بھی ہو اور امید بھی۔

اگر ان صفات میں سے کسی ایک کو یا اس کے مظہر کو نظر انداز کیا جائے تو ایمان باقی نہیں رہتا، جیسا کہ شرح عقائد میں اس کی تصریح کی گئی ہے۔

الله تعالیٰ کی رحمت سے ناامید ہونا کفر ہے، یعنی خوف اتنا زیادہ ہو کہ رحمت کی کوئی امید باقی نہ رہے، یہ کفر ہے ۔چناں چہ ارشاد ربانی ہے:
ترجمہ:” بے شک ناامید نہیں ہوتے الله کے فیض سے، مگروہی لوگ جو کافر ہیں ۔“

اور الله کے عذاب سے بالکل بے خوف وبے پروا ہونا ( بھی) کفر ہے۔
ترجمہ:” سوبے ڈر نہیں ہوتے الله کے داؤ سے، مگر خرابی میں پڑنے والے۔

یعنی یاتو آخرت سے بالکل لا تعلق ہو کر بے پروا اور بے خوف ہو جائے
یا امید اتنی بڑھ جائے کہ خوف ہی ختم کر دے، یہ دونوں صورتیں ایمان کے ساتھ جمع نہیں ہو سکتی ہیں، تاہم نیک عمل کے ساتھ رجا کا پہلو خوف پر غالب ہونا چاہیے کہ یہ علامت محبت ہے اورجو کام محبت وعقیدت کی بنیاد پر کیا جائے اس کا عوض اس عمل سے زیادہ ہوتا ہے، جو محض خوف کی بنا پر اور سزا سے بچنے کے لیے کیا جائے۔ چناں چہ ایک حدیث قدسی میں یہ کلمات وارد ہوئے ہیں :

میں اپنے بندے کے گمان کے ساتھ ہوں اب وہ جو چاہے، گمان کرے۔“ (ترمذی ص200 ج2)

اور اسی حکمت کے تحت موت کے وقت حسن ظن اور رجا کی تاکید آئی ہے۔ جیسا کہ ارشاد نبوی صلی الله علیہ وسلم ہے:
”تم میں سے کوئی نہ مرے مگر اس حال پر کہ وہ حسن ظن رکھتا ہو الله کے ساتھ۔“( مسلم387 ج2)

البتہ اگر کوئی کام خلاف شرع ہو تو اس کے ارتکاب کی صورت میں خوف ہی محمود ومطلوب ہے، کیوں کہ اسی کی بدولت گناہ کرنے کی جرأت ختم ہو جاتی ہے یا پھر توبہ کرنے کی توفیق ملتی ہے، گویارجا کا زیادہ تر تعلق طاقت سے ہے، تاکہ مزید طاعات وعبادات کی رغبت پیدا ہو اور نیکی کی ہمت تیز تر ہو اور خوف اکثروبیشتر غیر مشروع کاموں کے ساتھ مربوط ہونا چاہیے، تاکہ گناہ کرنے کی نوبت نہ آئے اور کیے ہوئے گناہوں کو بذریعہ توبہ معاف کراسکے۔

اللہ تعالیٰ ہم سب کو دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطاء فرمائے آمین
 
Aameen summa Aameen

Jazakallah khair Janab

bohot hi tafseel se apne is ki mazeed wazahat ki

aur haq hai hame khuaf e khuda itna hona chahiye k har gunah se parhez karen

aur uski rehmat par itna yaqeen k kabhi mayusi aur na umeed na hon

Allah hame deen ki sahi samajh aur amal ki taufeeq aata farmaye Aameen
 
*Maryam*

*"T"* I desErve ThE BeSt n thE BeSt is YOU *"T"*
Super Star
Feb 12, 2010
7,334
3,408
913
Riyadh KSA
bhot khub frndz bhot acha smjhya ap sab ny...jazakAllah khair.
acha kya jab hum Allah k kisi nam ka wird krty hn...to kya kisi bazurg se ejazat lyna zaroori hota h..?
m ny kaheen prha tha k kisi kamil bazrug ki ejazat waird krna chaye.....is baat m kahan tak sachai h..or kyn..?
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
bhot khub frndz bhot acha smjhya ap sab ny...jazakAllah khair.
acha kya jab hum Allah k kisi nam ka wird krty hn...to kya kisi bazurg se ejazat lyna zaroori hota h..?
m ny kaheen prha tha k kisi kamil bazrug ki ejazat waird krna chaye.....is baat m kahan tak sachai h..or kyn..?
Allahi barik feek :)

Allah k naam ka wird karna yane aap ye kehna chahti hain k Allah k naam ka zikar karna

to Allah k naamon ka Zikr karna uski tasbeeh karna ye to baise sawab aur rehmat hai aur ye karne k liye kisi buzurg ki ijazat lene k koi zaroorat nahi

jab sari sare bani aadam k buzurg ambia k sardar jaan e rehmat Mohammad sallellahu Alayhi wasallam ne hame ijazat dedi aur uska tareeqa bhi bata diya to aur kisi buzurg ki kya majal k usme dakhal kare

Allah k Rasul sallellahu Alayhi wasallam ne hame Zikr karne ka tareeqa uske auqat bata diye hain jaise farz namazon k baad masnoon zikr hai jisko aap karen aur uske alawa aap kaam karte huye ya aise baiht kar zikr karsakte hain Allah k namon ka uski sifaat ka aur Allah k zikr se aap uske qareeb hote hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

Allah tala sabse qeemti inaaam apne momin bandoan ko qayamat ke roz kya denge ????

Jun 21, 2010
91
44
0
45
bhot khub frndz bhot acha smjhya ap sab ny...jazakAllah khair.
acha kya jab hum Allah k kisi nam ka wird krty hn...to kya kisi bazurg se ejazat lyna zaroori hota h..?
m ny kaheen prha tha k kisi kamil bazrug ki ejazat waird krna chaye.....is baat m kahan tak sachai h..or kyn..?
Ba amal Allah walay Buzurgoon say yay baat sunni hai wo bayan karta hoon ke zikr ach-chi(good) chese hai lekin Allah walay Buzurg deen kay mamlay mein hakeem(doctor) hain wo hamaray mutabiq zikr ki muqdar batein gay, jesay Badaam/ khamera / antibotic /mutivitamin kitni miqdar mein khani hain ye to hakeem /doctor hi bata sakta hai kud say lay ge to ulta reaction ho ga ishi tarhan zikr mein aik garmi hai Allah ke Naam ki waja say zyada karein ge to dimagh garam ho jayay ga aur nuksan ho ga, to janab zikr bohat ach-chi chese hai karna chaheyay lekin kitna karna hai poch kar karna chaheyay
Hamaray Hazrat Wala Damat Barkatuhum aaj kal kay liyay zikr ki miqdar farmatay hain wo yey hain
Mardoon(Men) ke liyay
Istagfar 100 times, Durood Shareef 100 times, Laila ha illallah 100 times, ALLAH 100 times
Khawateen(Women) ke liyay
Istagfar 100 times, Durood Shareef 100 times, Laila ha illallah 100 times, Subhan ALLAH 300 times
 
Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
36
Canada

mera tu kiheal tha k buzurg har skahs ko usi k hisab se zikir detay hein. like merey kuch janay walay hein un mein se kisi ko 200 times lailaha ilallah aur 500 time allah ka name ka bola hei. aur kisi ko 12 tasbeeh kaha hei. yani 1200 martaba.
 
  • Like
Reactions: imranlibra1398
Jun 21, 2010
91
44
0
45
mera tu kiheal tha k buzurg har skahs ko usi k hisab se zikir detay hein. like merey kuch janay walay hein un mein se kisi ko 200 times lailaha ilallah aur 500 time allah ka name ka bola hei. aur kisi ko 12 tasbeeh kaha hei. yani 1200 martaba.
Bilkul aap nay theak kaha Buzurgh har kisi kay mutabiq zikr ki miqdar batatay hain yey jo mein nay upper zikr ki miqdair batai yey aam miqdar hai aur her koi kar sakta hai agar aap zyada karna chahtay hain to apney halat bata kar Buzurgoon say pooch saktay hain, aur bohat say silsiloon ke Buzurg mukhtalif miqdar batatay hain Hamaray Hazrat Moulana Shah Hakeem Muhammad Akther Sahab Damat Barkatuhum to itna zikr batatay hain kay wo har insan kay mutabiq ho aur wo ye kar bhi sakay b/c zikar ka naagha(yani Na karna) Rooh ka Faqa hai yani zikr rooh ki giza hai na ke mosiqi
 
lagta hai aap dono ko baat samajhme nahi aayi dekhiye ye thread sirf ilm k izafe k liye hai aur yahan jo bhi baat kahen wo Allah aur uske Rasul s.a.w ki karen kisi maslaq ya apne kisi khaas peer aur buzurg ki baat na karen hamara deen Mukammal ho chuka hai Nabi a.s ki hayat e tayyiba me "Alyouma akmaltu lakum deenakum wa atmamtu alaikum ni'matee wa radaetu lakumul Islama deena" (Al-Maeda 5:3). Aaj maine tumhare liye deen ko mukammal kardiye aur tum par apna inaam bharpur kardiye aur tumhare liye islam ko pasand karlioya. aur wohi din Qayamat ki subah tak baqi rahega na usme kami hogi na zyadati aur isme kami ya zyadati karne wala gumrah hoga aur jo bhi amal jo Allah k Rasul s.a.w se sabit nahi wo Allah k yahan maqbool nahi hai ( man amila amalan laisa alayhi amruna fahuwwa radd (Bukhari & Muslim)
(jisne bhi aisa amal kiya jis par Allah k Rasul s.a.w ki mohar nahi to wo amal mardood hai aur karne wala bhi ) ham jo bhi amal karen doston wo Allah k Rasul s.a.w ka bataya hua hona chahiye

jab baat wazhe hogayi duniya k sabse afzal sab se aalaa buzurg Mohammad s.a.w ne hame batadiya k zikr kaise karen to phir unke samne ham kisi aur ki baat ko kaise muqaddam rakhsakte hain

Allah k naam ka wird karna yane aap ye kehna chahti hain k Allah k naam ka zikar karna

to Allah k naamon ka Zikr karna uski tasbeeh karna ye to baise sawab aur rehmat hai aur ye karne k liye kisi buzurg ki ijazat lene k koi zaroorat nahi

jab sari sare bani aadam k buzurg ambia k sardar jaan e rehmat Mohammad sallellahu Alayhi wasallam ne hame ijazat dedi aur uska tareeqa bhi bata diya to aur kisi buzurg ki kya majal k usme dakhal kare

Allah k Rasul sallellahu Alayhi wasallam ne hame Zikr karne ka tareeqa uske auqat bata diye hain jaise farz namazon k baad masnoon zikr hai jisko aap karen aur uske alawa aap kaam karte huye ya aise baiht kar zikr karsakte hain Allah k namon ka uski sifaat ka aur Allah k zikr se aap uske qareeb hote hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
Oct 18, 2009
18,710
9,640
1,313
LoCk Me In YoUr HeArT
manshaAllah... jazakaAllah khair..

plz aap logon say guzarish hay k aap log.. jo b wazahat kerain vo Quran Kareem or Ahadith ki roshni may kerain.. na kay aap buzrgon say suni sunai baat ko yahan pr pesh kerain..ta kay deen ko samjhnay may asani ho. Allah hamay deen k taur tareeqay pr chalnay ki taufeeq or himat ata kerai Ameen

shukriya.
 
Janab ye deen agar apni saheh halat mein baqi hai to inhi Allah walay buzurgon ki waja say baqi hai, dunya ke har kaam kay liye humein aik ustad(teacher) chahiye hota hai doctor manne ke liya medical college chahiye hota hai lekin aap samajhtay hain ke hum direct Huzoor Sallahu alahiwasalam se istfada kar leange, agar hum is qabil hotay to hum bhi Sahaba Razi Allah Tala Anh ki tanhan hotey, ishi liyay humare liyay bhee aaj ke Buzurg hi tyyun kar saktay hain key hum kya karen, aur har insan ke liyay aik bara(elder) zarori hai wo is hi doar ka ho sakta hai b/c hum direct istifada nahin kar saktay b/c hum is qabil nahin
jiska koey bara buzurg nahi hota us ka bara shetan hota hai

very sorry to all, mein ab is forum per nahin login karonga b/c mein nahin chahta ke koey meri wajhah say gumrah ho

Allah Kami beshe maaf farmaen khatma imaan par farmaen

Allah aap logon ki hifazat farmae
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
manshaAllah... jazakaAllah khair..

plz aap logon say guzarish hay k aap log.. jo b wazahat kerain vo Quran Kareem or Ahadith ki roshni may kerain.. na kay aap buzrgon say suni sunai baat ko yahan pr pesh kerain..ta kay deen ko samjhnay may asani ho. Allah hamay deen k taur tareeqay pr chalnay ki taufeeq or himat ata kerai Ameen

shukriya.
Allahi barik feek Janab :)

apne bilkul theek kaha baat sirf aur sirf Quran aur Hadees ki honi chahiye ussi se hamari kamiyabi hai

Janab ye deen agar apni saheh halat mein baqi hai to inhi Allah walay buzurgon ki waja say baqi hai, dunya ke har kaam kay liye humein aik ustad(teacher) chahiye hota hai doctor manne ke liya medical college chahiye hota hai lekin aap samajhtay hain ke hum direct Huzoor Sallahu alahiwasalam se istfada kar leange, agar hum is qabil hotay to hum bhi Sahaba Razi Allah Tala Anh ki tanhan hotey, ishi liyay humare liyay bhee aaj ke Buzurg hi tyyun kar saktay hain key hum kya karen, aur har insan ke liyay aik bara(elder) zarori hai wo is hi doar ka ho sakta hai b/c hum direct istifada nahin kar saktay b/c hum is qabil nahin
jiska koey bara buzurg nahi hota us ka bara shetan hota hai

very sorry to all, mein ab is forum per nahin login karonga b/c mein nahin chahta ke koey meri wajhah say gumrah ho

Allah Kami beshe maaf farmaen khatma imaan par farmaen

Allah aap logon ki hifazat farmae
Janab aap baat ko samajh nahi rahe ham Allah aur uske Rasul s.a.w ki baat kar rahe hain aur aap unke muqable me buzurgon ko la rahe hain nauzubillah.....sahaba tak pahunchna to door ki baat ham unke pairon se uthi dhool tak bhi nahi pahunch sakte unka maqam martaba Allah ne bayan kardiya Allah unse razi hai aur wo Allah se.........ap baat ko ghuma kyun rahe hain seedhi si baat hai hamne kaha Quran aur Hadees ki baat karen kya aaj Quran maujood nahi hamare beech kya Hadeesen maujood nahi in ko chor kar ham kisi aur kitab kisi aur k qual ko kyun manenge......

Allah ki kitab par aur Allah k Rasul s.a.w par kisi ko iqtelaaf hai agar hai to wo kaafir hai

par buzurgon par sabko iqtelaf ho sakta hai ap kisi aur buzurg ko manenge koi aur kisi aur buzurg ko manega isliye unki baat ko bahes kyun banayen baat hogi to Allah ki hogi aur uske Habeeb a.s ki hogi

Allah ne Quran me farmaya "Inna nahnu nazzalna azzikr wa inna lahu lahaafizoon"(Al-Hijr 9) hamne is zikr ko Quran aur Allah k Rasul s.a.w k farman yane Hadees ko utara aur ham hi uski hifazat karenge

to jab Allah apne deen ka muhafiz hai to kiski majal isme khalal dale ham Quran ko padhte nahi halanke wo sabke liye hai sirf musalmano k liye bhi nahi balke sari insaniat k liye....

khair behtar hai aap is mauzu par bahes karna chahen to ek naya thread banate hain phir khul kar baat hogi aap jo kehna chahen kahen ham insha Allah apni baat ko Quran aur Hadees se hi rakhenge is thread me guzarish hai bahes o mubahasa na ho

Allah hame Quran aur Hadees ko samajhne aur uspar amal karne ki taufeeq aata farmaye Aameen
 
Top