*** Islamic QUIZ ***

  • Work-from-home

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
manshaAllah... jazakaAllah khair..

plz aap logon say guzarish hay k aap log.. jo b wazahat kerain vo Quran Kareem or Ahadith ki roshni may kerain.. na kay aap buzrgon say suni sunai baat ko yahan pr pesh kerain..ta kay deen ko samjhnay may asani ho. Allah hamay deen k taur tareeqay pr chalnay ki taufeeq or himat ata kerai Ameen

shukriya.
Suma Ameen
Exactlyyy....
well said Tari.....
 
  • Like
Reactions: Tariq Saeed

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
well mene is thread me dekha he k imranlibra1398 or ek or user hen jo bila waja or bila kisi daleel k sath baten krrahe hen

ap dono ko batati chalun k Islam section me ap bila kisi daleel k baat nhi krsakte because we have right to remove all the threads n posts which are without any authentication.

humare liye HUZUR S.A.W.W ki zaat hi behtreen naoomna he or humen kisi buzurg k khayalat pe amal krne ki unpe behes krne ki koi zarurat nhi he.

and shakhsiat pasndi or qaumiat paraasti Islam me haraam he. humari khilafat b isiliye tuti qk musalmano ne buzurgon ko ehmiat di he ALLAH or RASOOL S.A.W.W k aagay.

so please u guys be careful or i'll bann u form Islam section.

Regards.
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

Jazakallah khair

agreed with u

apne bilkul haq baat kahi hai

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
Namaz mein kitni sunnatien hein?

---------- Post added at 06:41 AM ---------- Previous post was at 06:35 AM ----------

lagta hai aap dono ko baat samajhme nahi aayi dekhiye ye thread sirf ilm k izafe k liye hai aur yahan jo bhi baat kahen wo Allah aur uske Rasul s.a.w ki karen kisi maslaq ya apne kisi khaas peer aur buzurg ki baat na karen hamara deen Mukammal ho chuka hai Nabi a.s ki hayat e tayyiba me "Alyouma akmaltu lakum deenakum wa atmamtu alaikum ni'matee wa radaetu lakumul Islama deena" (Al-Maeda 5:3). Aaj maine tumhare liye deen ko mukammal kardiye aur tum par apna inaam bharpur kardiye aur tumhare liye islam ko pasand karlioya. aur wohi din Qayamat ki subah tak baqi rahega na usme kami hogi na zyadati aur isme kami ya zyadati karne wala gumrah hoga aur jo bhi amal jo Allah k Rasul s.a.w se sabit nahi wo Allah k yahan maqbool nahi hai ( man amila amalan laisa alayhi amruna fahuwwa radd (Bukhari & Muslim)
(jisne bhi aisa amal kiya jis par Allah k Rasul s.a.w ki mohar nahi to wo amal mardood hai aur karne wala bhi ) ham jo bhi amal karen doston wo Allah k Rasul s.a.w ka bataya hua hona chahiye

jab baat wazhe hogayi duniya k sabse afzal sab se aalaa buzurg Mohammad s.a.w ne hame batadiya k zikr kaise karen to phir unke samne ham kisi aur ki baat ko kaise muqaddam rakhsakte hain

Allah k naam ka wird karna yane aap ye kehna chahti hain k Allah k naam ka zikar karna

to Allah k naamon ka Zikr karna uski tasbeeh karna ye to baise sawab aur rehmat hai aur ye karne k liye kisi buzurg ki ijazat lene k koi zaroorat nahi

jab sari sare bani aadam k buzurg ambia k sardar jaan e rehmat Mohammad sallellahu Alayhi wasallam ne hame ijazat dedi aur uska tareeqa bhi bata diya to aur kisi buzurg ki kya majal k usme dakhal kare

Allah k Rasul sallellahu Alayhi wasallam ne hame Zikr karne ka tareeqa uske auqat bata diye hain jaise farz namazon k baad masnoon zikr hai jisko aap karen aur uske alawa aap kaam karte huye ya aise baiht kar zikr karsakte hain Allah k namon ka uski sifaat ka aur Allah k zikr se aap uske qareeb hote hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
well mene is thread me dekha he k imranlibra1398 or ek or user hen jo bila waja or bila kisi daleel k sath baten krrahe hen

ap dono ko batati chalun k Islam section me ap bila kisi daleel k baat nhi krsakte because we have right to remove all the threads n posts which are without any authentication.

humare liye HUZUR S.A.W.W ki zaat hi behtreen naoomna he or humen kisi buzurg k khayalat pe amal krne ki unpe behes krne ki koi zarurat nhi he.

and shakhsiat pasndi or qaumiat paraasti Islam me haraam he. humari khilafat b isiliye tuti qk musalmano ne buzurgon ko ehmiat di he ALLAH or RASOOL S.A.W.W k aagay.

so please u guys be careful or i'll bann u form Islam section.

Regards.
mein aap se bilkul agree hon k yahan per quran aur hadith ki roshni per baat ki jaye gi isi wajah se agar aap mery post ko dekhein tu mein ne tu Sawal poocha tha mujhe tohri maloom hei is baray mein. isi liye mein ne sawa kiya tha kyon k mera kiheal tha k yahan per seekhna aur sikhana hi maqsad hei isi liye jo baat imran ne kahi thi usi wajah se mein ne sawal pooch liya tha. kyon k mein ne is baray mein sunna tha tu mera kiheal tha k sahi hoga isi wajah se poocha tha

kher
allah hum logon ko deen ki sahi samajh aur use per amal karnay ki taufiq aata farmaye.
 
  • Like
Reactions: Tariq Saeed

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Usey Jannat me Allah ki zayarat naseeb hogi,,,
Jazakallah khair

bilkul sahi jawab apka

Jannat me jab Allah apne momin bandon se puchega kya apko main aur bhi kuch dun to bande kahenge aye Allah apne to hamse jo wada kiya tha usse badhkar nemat aada ki hai aur kya chahiye hame...tab Allah raubbul izzat apna deedar karayega aur ye jannatiyon k liye sare inamon se sari nematon se afzal inaam aur afzal nemat hogi ( Bukhari shareef )

subhan Allah

Allah hame apna deedar naseeb farmaye Aameen

---------- Post added at 03:04 PM ---------- Previous post was at 02:01 PM ----------

Namaz mein kitni sunnatien hein?
shayad aapka sawal ye hai k farz namazon k sath kitni sunnate muakidah hain

Fajr me farz se pehle 2 rakaten

Zohar me farz se pehle 4 aur baad me 2

Maghrib me farz k baad 2

aur Ishan me rafz k baad 2 sunnat e muakida aur 1 se 11 tak taq me ham vitr ye sari taseel apko sahi Bukhari, sahi Muslim aur sahi sitta me mil jayegi

namaz k mukkal sahi tareeqe k liye aap ye thread dekh sakte hain
http://www.tafrehmela.com/islam/95840-salah-prayers-step-step.html
 
mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
Mashallah nice thread Veer G ..ans is as follows.
1. Torat ... (Hazart Musa A.S)
2 Zaboor .. (Hazrat Daud A.S)
3. Injeel ... (Hazrat Esa A.S)
4. Quran Majeed ( Hazrat Muhammad S.A.W.W)

---------- Post added at 05:11 PM ---------- Previous post was at 05:07 PM ----------

i Know ..
Hazart Zaid bin sabit R.A

---------- Post added at 05:12 PM ---------- Previous post was at 05:11 PM ----------

Hazrat Zaid bin Sabit (R.A):)

---------- Post added at 05:14 PM ---------- Previous post was at 05:12 PM ----------

Fahad bhai men ne to dia hai ..
...Acha men namaz per lon phir ata hun..:p
 
  • Like
Reactions: Tariq Saeed

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Humare 4 Khalifa(R.A) ke complete names bataiye......

aur Rasool(PBUH) se un sab ka respective relation bataiye
 
Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
Mashallah nice thread Veer G ..ans is as follows.
1. Torat ... (Hazart Musa A.S)
2 Zaboor .. (Hazrat Daud A.S)
3. Injeel ... (Hazrat Esa A.S)
4. Quran Majeed ( Hazrat Muhammad S.A.W.W)

---------- Post added at 05:11 PM ---------- Previous post was at 05:07 PM ----------

i Know ..
Hazart Zaid bin sabit R.A

---------- Post added at 05:12 PM ---------- Previous post was at 05:11 PM ----------

Hazrat Zaid bin Sabit (R.A):)

---------- Post added at 05:14 PM ---------- Previous post was at 05:12 PM ----------

Fahad bhai men ne to dia hai ..
...Acha men namaz per lon phir ata hun..:p
Abu Bakr As-Siddiq (Abdullah ibn Abi Qahafa) ( Bachpan k dost aur sasur)
Hazrat Umar ibn al-Khattāb (sasur)
Hazrat Usman Bin‘Affān (Daamaad aur huzoor ki 2 betion se shadi ki thi. isi liye uneh zun nureen kaha jata hei)
hazrat Ali (Alī ibn Abī Ṭālib) ( Cousin and daamaad)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Abu Bakr As-Siddiq (Abdullah ibn Abi Qahafa) ( Bachpan k dost aur sasur)
Hazrat Umar ibn al-Khattāb (sasur)
Hazrat Usman Bin‘Affān (Daamaad aur huzoor ki 2 betion se shadi ki thi. isi liye uneh zun nureen kaha jata hei)
hazrat Ali (Alī ibn Abī Ṭālib) ( Cousin and daamaad)
Jazakallah khair sahi kaha apne

Abu bakkar Siddique (R.A) : Allah k Rasul (S.A.W) k dost aur sasur

Umar bin Khattab (R.A) : Allah k Rasul (S.A.W) k sasur

Usman ibn Affaan (R.A) : Allah k Rasul (S.A.W) k Damaad inhone do betion se shadi ki

Ali bin Abu talib (R.A) : Allah k Rasul (S.A.W) k chachere bhai aur Damaad aur khud Aap (S.A.W) ne inki kafalat bhi ki
 
nasirnoman

Active Member
Apr 30, 2008
380
574
1,193
عشرہ مبشرہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم کے وہ صحابہ ہیں جن کا ذکر عبدالرحمن بن عوف رضي اللہ تعالی عنہ کی روایت کردہ حدیث میں ہے :

عبدالرحمن بن عوف رضي اللہ تعالی عنہ بیان کرتے ہيں کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا :

( ابوبکر رضی اللہ تعالی عنہ جنتی ہیں ، عمررضی اللہ تعالی عنہ جنتی ہیں ، عثمان رضي اللہ تعالی عنہ جنتی ہيں ، علی رضي اللہ تعالی عنہ جنتی ہیں ، طلحہ رضي اللہ تعالی عنہ جنتی ہیں ، زبیررضي اللہ تعالی عنہ جنتی ہیں ، عبدالرحمن بن عوف رض اللہ تعالی عنہ جنتی ہیں ، سعد رضي اللہ تعالی عنہ جنتی ہيں ، سعید رضی اللہ تعالی عنہ جنتی ہیں ، ابوعبیدہ رضي اللہ تعالی عنہ جنتی ہیں ) سنن ترمذی حدیث نمبر ( 3682 ) ۔

اورجوحدیث میں سعد کا نام لیا گیا وہ سعد بن ابی وقاص رضی اللہ تعالی عنہ اورسعید بن زید رضي اللہ تعالی عنہ ہیں ۔

ان صحابہ کرام کے علاوہ اوربھی کئ ایک صحابہ کوجنت کی خوشخبری دی گئ ہے مثلا خدیجہ بنت خویلد رضي اللہ تعالی عنہا اورعبداللہ بن سلام اورعکاشہ بن محجن رضی اللہ تعالی عنہ وغیرہ بھی ہیں ۔

ایک ہی حدیث میں ان سب کے نام ذکر ہونے کی بنا پرانہیں عشرہ مبشرہ کہا جاتا ہے ۔

واللہ اعلم .
 
Masha Allah boho hi wazhe taur pe apne jawab diya
Jazakallah khair janab

1. Abu bakkar Siddique (R.A)

2. Umar bin Al khattab (R.A)

3. Usamn Ibn Affaan (R.A)

4. Ali bin abu Talib (R.A)

5. Zubair bin Al Awaam (R.A)

6. Talha bin Ubaidullah (R.A)

7. Abdur Rahman bin Auwf (R.A)

8. Saad bin Abu waqas (R.A)

9. Abu Ubaidah bin Al Jarrah (R.A)

10. Sayeed bin Zaid (R.A)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Name the propeht blessed with power of communicating with birds and other creatures....
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
How was Prophet Muhammad(S.A.W) relation wise related 2 Osman gani (R.A)
and Umar (R.A)

Top